Low aur medium news per trade nhi leni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Low aur medium news per trade nhi leni chahye
    Dear members, kuch traders sirf news per trading karty hain.jb bhi kisi pair ki news release hoti hai wo news ki munasbat sy trade open kar lety hain. news ki 3 types hoti hain..1, high impact 2, medium impact 3, low impact. medium aur low impact news ka market per ziyada impact nhi hota hai.is liye low aur medium news per trade nhi karni chahye aur trade high impact news per leni chahye q keh high impact news ka market per bahut asar parta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

    Dear jahan tak mere news ke mutaliq opinion hai Hi to main samajhta Hoon ke Hamen medium and high impact news paper trading nahin karni chahiye lekin hamlo impact news paper trading kar sakte hain kyunki low impact news ka itna jyada asar nahi hota hai jitna Jada asar hai impact news ka hota hai isliye Hamein chahi ke Hamen koi bhi trade open karte hue news ko lazmi mein tower pe check kar lena chahiye tab hai Ham successful trading kar sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

      dear forex member aap nay bohot achi or mufeed information share ki hay mujhy ic kay baaray mn pehlay nahin pata tha keh news ka kitna impact hota hay or ic mn mn jab bhi jiss pair ki news aati thi trade open kar leta tha lekin woh phir bhi loss mn jaati thi ab mujhy pata chala hay keh woh kion jaati thi loss mn q keh uc ki tou 3 qismen hen imopact ki , so bhot shukriya keh aap nay rehnumai ki hay.
      • #4 Collapse

        Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

        G han sir ap thek kah rahay hain, low aur medium strength ki news par trade open nai karni chaheay q kah es say market ki movement slow rehti hay aur hamari trade phansi rehti hay esleay sirf high impact news par trading karni chaheay es say hamain fori results mil jatay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

          BHai jan aisa hain k jab hum is mein news ko dekh kaar trdae open karte hain to humko patra chal jata hain market ki tezi kis taraf hain aur hum is mein kitna earn kar skate hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein ap zada tare trade news k waqt nahi lagani chaye qk news ya ppher zada profti de jata hain ya pher zada loss de jata hain
          • #6 Collapse

            Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

            news par trading karnay say pehlay humary pass acha experience hona chahiye kyun keh achy experience kay sath he hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main khoob time daina chahiye aur humay chahiye keh news time main theak say active reh kar trade karen tab he achi earning kar sakty hay
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

              forex aik online business hai hamy is main market ki movement ko dekh kar is main news ko wath kar ky is ky mutabiq trade lagani chahey hamy is main low yai medium new pr trade nahi lagani chahey warna hamy loss ho sakta hain or is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor be nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

                gee ha bhot trader news k time trade lete hain jo k newz k time trade lene wala aksar loss b kar dete hain forex main forex main kaaaam karna hain tu bhot he easy ho kar kaaam karna hota hain forex bhot he riksy kaam hain news k time trade ho ya pher without newx thek tara kaaam karna lazmi hota hain dear sabar k sath kaaam karna hota hain forex b yaha hain and hum b yaha hain
                • #9 Collapse

                  Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

                  news py trading karne say paressz b karni chahiye newx k time meeket fast b hoti hain dear merket main kabi b kuch b ho skta hain is liey dehan say traing karni chahiey
                  • #10 Collapse

                    Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

                    Boss aap ki bat theek h k ham ko as mien us waqt trade kerna hota h jab ham ko as mien theek sy pata ho k market kaha ja sakti h aur ham ko risk nahi lena hota ha ur ham ko as mien lalach nhi kerna hota h agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien as lyee hamain as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mie her bar kud k lyee kuch na kuch kamaee kerna hota h aur as mien khud ko sabit kerna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

                      forex mai low or medium news py trade lagany sy hamy koi faida nahi ho ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain or hamy earning be deta hian hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik legal business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Low aur medium news per trade nhi leni chahye

                        forex market mai trade es waqat open krey jab ap ko trend clear ho tou trade open krey warna es mai trade bikul not open krey. kyu k begar analysis key trade open krney sey ap ko loss ho gy.Es lye jo bhe trade open krey tou analysis key sath ipen krey.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X