Habits of successful traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Habits of successful traders
    Assalamualaikum dear forum members
    Successful aur profitable traders apnai andar kuch Chang laikay atay hai jis ke waja say wo profitable rehtai hai agr hm nai aik successful aur profitable trader banna hai hai to hamai chaye ke hm be appnai adat oss tara karay jaisa ke expert trader ke hotay hai
    Hamai chaye ke apni strategy ko lazmi back test karay ,hamai apnai losses pe ghamzada aur dil bardashta nhe hona chaye balkai hamai in loss say sabaq seeking chay air in Mai apni ghaltya talash krni chaye Jo hm nai ke hote hai,hamai apnai har trade ka proper record rakna chaye aur oss ko examin krna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Habits of successful traders

    Jonkamayb trader hoty hy un ki ya adaty hotinhy k who jb bhi apna kam krty hy un ko bhot zeada apny akam ka sar hota hy who zeada kam kr k zeada kama ty yy un ko profut lyny ki adat hoti hy our who aony profit k liya kuch hhi kr sgty us k lita jitna bhi hardwork krna pry who krty hy phr in vati ki waja sy un ko bhot zeada faida hota hy
    • #3 Collapse

      Re: Habits of successful traders

      Agar aap kisi bhi professional trader ko dekh le to aap ko uski trading mein ek discipline najar aayega jo bhi trader discipline ke sath trading karte hain wohi log is business mein kamyab Ho paate hain aur jo log is business mein discipline ke sath trading nahin karte hain wah kabhi bhi is business mein successful nahin Ho paate Hain professional trader apne experience aur apne analysis depends hote hain aur woh kabhi bhi hamari tarah se gambling yar hi hedging jaise method to use nahi karte hain isliye hua always hai successful hote Hain
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Habits of successful traders

        Hi g successfull trsfer eo hoty hein jo is businesd ko pehly sahi sy selhty hein pher is ko join krty hein wo bsry shahro main js kr scsdemy join krty hein net py search krty hei. AONY senior sy sekhty hein aur dtsrt maim apny senior ki rehnumai.sy kam krty hein is leye hamy b in cheezon kp follow krna chahiye ta k hm b aik achy trsder bn sakein
        • #5 Collapse

          Re: Habits of successful traders

          G han dear ap thek kah rahay hain, agar koi new trader kamyab trading karna chahta hay to usay chaheay kah trading main wesi habits ko follow karay jo expert traders kartay hain, un ki tarah loss aur profit dono ko mind main rakh kar trading karay aur loss anay par bi mayos na ho aur trading k doran money management ka kheyal karay.
          • #6 Collapse

            Re: Habits of successful traders

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
            Assalamualaikum dear forum members
            Successful aur profitable traders apnai andar kuch Chang laikay atay hai jis ke waja say wo profitable rehtai hai agr hm nai aik successful aur profitable trader banna hai hai to hamai chaye ke hm be appnai adat oss tara karay jaisa ke expert trader ke hotay hai
            Hamai chaye ke apni strategy ko lazmi back test karay ,hamai apnai losses pe ghamzada aur dil bardashta nhe hona chaye balkai hamai in loss say sabaq seeking chay air in Mai apni ghaltya talash krni chaye Jo hm nai ke hote hai,hamai apnai har trade ka proper record rakna chaye aur oss ko examin krna chaye.
            Assalamu alaikum bhai jaan Mere Khayal Mein Ek successful trader banne ke liye aap ko apni strategy aur plan acche tarike se banana Hoga agar aap tu ja Maloom Hoga ki aapke trade ke open time aur closing time Kya Hogi aur Market ke session Se Ke proper maloomat hoge aur Unki timing batao Hogi to aap success full trader Ban sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Habits of successful traders

              Piary dost apki baat theek hey. Successful trader main kuch aisi khasosiat hoti hain jo normal trader se extra hoti hain. Kamyab trader mustakil mizaj hoty hain. Woh apni skill aor strategy per believe kerty hain. Extra trading nhen kerty aor na hi lalach kerty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Habits of successful traders

                forex aik online business hain hamy is main apny emotion or greed ko qaaboo main rakh kar is kam karna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain yai aik aam jobki nisbat bohat hi achi job hain ham isy apna life time professional be banna sakty haijn yai aik king business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Habits of successful traders

                  forex aik online business hain ham is main trading karty hain hamy is main apny lalach or emotion ko qaboo main rakhna chahey agr ham is main apni galtio ko ignore kar ky is main lalach or tukky laga kar is main kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or is main market ka koi be blame nahi hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Habits of successful traders

                    g haan kamyab trader wo hai jo as main mihnat karta hai aor kamyab trader woh hai jo as main mihnat karta hai aor o kabhi kamyab naho hota hai jo mihnat nahi karta hai as liy ham ko as main har kam ko mihnat se karna chahiy hai himat se bhi tab hi ham as main kamyab ho sake gey best business man woh hai jo apne business main mihnat karta hai aor apne boss ko as main razi karta hai woh hi bbest business man hai as liy ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat kare aoracha buisness man bane aor kamyabi hasil karni hao tu as main mihnat hi karna ho gaa aor kuch bhi nahi aor as main experience bhji hasil karne ki kushsh karna chahiy hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Habits of successful traders

                      Successful traders ki ap nay boht c habits batai hian kuch main bhi ap kay sath share ker deta hon. successful trader sab say pehlay apnay ander confidence ilam say peda kertay hian aur acha knowledge aur experience kay hamil hotay hian. wo apni trading straetgy ko follow ker kay hi trading kertay hian aur apni mistakes ko accept kertay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Habits of successful traders

                        g han bht achi post ha ap ki k kamyab log whi hain jo kamayab hony ki himat or adat rakhty hain ,asy log jo apni galti ko tasleem krain ,asy log himat nahi harty ,kabhi bi mushkil time ko fce krna or slution nikalna janty hain ,
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Habits of successful traders

                          Forex mien jo traders k habit hoti hien wo yeh hien k as mien hamain her bar sirf hard work kerna hota hai or hamain as mien aa ker hard work ker k as mien analysis kerna hota hai aagr hum as mien analysis kerty hien tu hum as mien earning hasil ker skaty hien as lye as mien hamain kam karna hota hai or hamain as mien khud ki life ko easy bana ker as mien kam karna hota hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X