Dosro ko strategy ko follow na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dosro ko strategy ko follow na karain
    Dear friends, kuch traders apni strategy nai banatay bal kah woh dosro ki strategy ko follow kartay hain jis ki waja say un ko loss aa jata hay, aisa esleay hota hay q kah us k pas us strategy ka ka experience nai hota aur jis trader ki woh strategy hoti hay us k pas us ka experience hota hay esleay woh khud to profit earn kar sakta hay but ap agar us ki strategy ko follow karain gay to experience na honay ki waja say profit earn nai kar sakain gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

    Daoro ko agr ham dykh kr kam kry gy to hamy apna koi khas faida nai hoga ho sgta hy jo dosra ho us ko loss ho to hamy bhi us ki waja sy us ko flow krny ki waja s ss hoga our ham achy outbbry trader bhi esy my nai bn sgta hy hamy agy barhny k liya acha trader bnny k liya zeada mhnat k sath agy jana chiya our mhnat zeada krni chiya hamy khod ko sekhna chiya
    • #3 Collapse

      Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

      Bilkul ap ki bat theek hay k trading main agar humain success hasil karni hay tou us k lit zarori hay k hum apni khud ki aik achi stretigi bnain aur is k mutabik Kam Kare humain dosron ki btai huwi stretigi par zada trust nai karna chaiay kiu zarori nai hay k Jo stretigi 7nhe faida day rainhay humain Bhi day is liay apni mehnat khud Kare take success hasil kar sake aur loss se Bach sake
      • #4 Collapse

        Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

        G hum ko koshish tu ye hi karni cahaiye k hum trading ka khud experience hasil karain aur khud hi practice kar k experience se apni strategy khud hi koi bana saktay han lakin jo new trader han un ko trading ka knewledge aur experience nhi hy wo kise ki strategy ko tab use kar saktay han jab hum kise ki strategy ko demo account par practice kar k us ko dekh lain aur us strategy mein experience hasil karain phr us strategy ko real account mein use karain
        • #5 Collapse

          Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

          Bhai aisi koi bat ni ha ye zruri ni ha k hm Lazmi apni hi strategy banaen hm Indicators bhi tu istemal krty haen na agr hm Indicators use kr sakty haen tu es mein koi harj ni k hm strategies bhi use kr laen q k agr hm us strategy ko achi trha learn kr k use krean ge tu es mein koi shak ni k agr wo es se Faida le raha ha tu ap ko bhi Faida ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

            Dear bro ap bilkul thek keh rhy hain..lakin as a new trader ap koi strategy nhi bna sakty hain khud q keh start main ap ko forex k mutabiq ziyada knowledge aur experience nhi hota hai..is liye shoro main forex ko ziyada sy ziyada learn kiya jaye aur kisi expert trader ki strategy ko demo account per test kiya jaye.jb wo strategy work karny lagy tb real account per implement karni chahye. jb ap ko experience ho jaye to phir ap apni strategy ban sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: hardluck پيغام ديکھيے
              Dear friends, kuch traders apni strategy nai banatay bal kah woh dosro ki strategy ko follow kartay hain jis ki waja say un ko loss aa jata hay, aisa esleay hota hay q kah us k pas us strategy ka ka experience nai hota aur jis trader ki woh strategy hoti hay us k pas us ka experience hota hay esleay woh khud to profit earn kar sakta hay but ap agar us ki strategy ko follow karain gay to experience na honay ki waja say profit earn nai kar sakain gay.
              Assam alaikum bhai jaan dusron ke strategy ko follow hamm kar sakte hain lekin Agar Hum Apni Khud ki strategy Bana kar kaam Karenge to Hamein Uske Jyada benefits Hasil ho sakte hain Kyunki Agar Hum Apni strategy Banayenge to hamm forex business Sikh Lenge
              • #8 Collapse

                Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

                mn aap mki baat say dearforex user ittefaq nahin karta hn aaj kal kay dour mn agar aapo kaamyab ya talented nahin hen tou aap kay liye bari naimat hay keh aap kisi ko copy kar len ic mn aap ka bhala ho ga or aap bajaye ic kay keh apnay aap mn koi ghalti kar len kisi ko dekh kar kay trade karty jaen aap copy karty karty seekh jaen gay ic liye mere mutabiq aap copy karfen yeh acha hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

                  belkul bhai g app sahe keh rahai hain hamai dosro ke strategy ko pehlai to follow nhe krna chaye agr follow kraty be hai to apnai tawar pe 5 sal har currency pe back testikng krnik chaye aur km az km us strategy ko demo pe mahinay tk istimal kar kai practice krni chaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

                    G bhai forex ma trading ki aik har bandy ko apny hisaab sy krni sy chye apni simple strategy rakhen taa k trading me apko dificulty feel na ho ham log aksr bht zada complex strategy use krty hen jis sy ham trade krty wakt confuse ho jaty hen aur aik baar loss kr k lagataar loss krty rehty yen is leay ap dosro ki strategy ko use mat kren apni aik simple strategy rakhen aur usi ko follow kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

                      g han ap sahi keh rahay hain k dosron ki strategy ko follow nahe karna chahye kion k har insan ki apni soch samaj hoti hai es liye ap dusron k mutabik faislay nahe karein,agr ap kisi ki strategy ko copy karna he chahtay hain tu phr ap ko chahye k ap os strategy ko demo account py khub practice karein takay ap ko results pata lag jayein.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

                        Agr hama oni stategy bnaye to eada faida hota hy ham ko trading my sahi traha sy earningkrny k liya bhot zeada earning our hhot zeada ham ko kamyab krny k liya is kam my sahibtrha sy kamyab bnny k liya ham ko is my aoni stategy banan bot zeada zareoi hy ham kisi our ki stategy or nai chal sgty hy us kiya hamy apni stategy hi bnana prhti hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

                          As-Salaam-Alaikum dear friends Aap Ki Baat bilkul theek hai hi Forex trading mein agar mein kamyabi Hasil karni hai hi to Hamein Apne a bul btaper SI Tarah Forex trading mein Hamein dusro ko dekh kar koi kaam nahi karna chahiye iska koi fayda nahi hoga Rajasthan kare Kyon Ki agar Hum Aisa Karenge unko Shahid nuksan ho raha ho Tu Hamein bhi nuksan hoga hamara kaam bhi kharab hoga isliye Hamein Soch Samajh Kar Apne knowledge or experience a posting go trading ka kaam karna chahi eyes aapki struggle mazboot Hogi Aur Iss Tarah Hum jaldi Sikh Jayenge aur Kamyab ho jayenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

                            G Bilkul ap ki bat se agree krta hon hamesha osy trader ki startgty kamiyab hoty hai jis ke pass knowledge acha ho or without knowledge or experience ke ager ap koie bhe startgty tarteeb dety ho wo hamesha fail he ho gye kyn ke ap ke pass itna acha knowledge or experience nhe hota hai pehly knowledge gain kren practice kren gyen ap ki startgty kam kre gye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Dosro ko strategy ko follow na karain

                              Bhai jan kabhi kabhi aisa bhi hota hain dosru ki straheties ko follow karn parta hain qk humari apni stargeties ka nahi karti haai aur humko is mein ye koshih karni chahye k hum is mein zada profit hasil kar skae aur humko is mein zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein earning kare skate hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X