ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.
    dear hamain ziada say ziada confirmations pay bhi bahut jaldi kartay huvay kabhi apni lots ko bara nai akrna chaye q k aisay main jub lose ka jhatka lagta hay to ham thoray say bhi hath dho baithtay hain aur ham trading karnay say bhi farigh ho jatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

    short time me big earning karny ka dream traders ko kabi be nahi dekna chaye traders key esi soch ki waja se traders big lot size key sath high risky aur greedy feeling key sath trading karny ki koshish me sab koch loss kar lety hey, 1 week me agar 10$ ka be profit hota hay to ye sab koch loss karny se zeyda behtar hay, traders ko high risky trading ko avoid karna chaye aur mature ho kar trading karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

      Ham trading men jab bhi big lots ko use krte hain tab hi ham loose ho jate hain isliye Hamein chahiye k ham always hi small lots ko use kia kren q k hamen small lots se hi faida hota hai
      Jab ham small lot ko use krte hain tab hi ham profit able trading kr pate hain
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

        Forex trading business mein jab bhi account wash hota hy tu is waja se hi hota hy k hum agr analysis bhi achy ho tu hum lot size ziada profit k liye buht ziada laga kar trading kartay han aur ziada lot size use kar k agr profit ziada ho sakta hy tu loss bhi ziada hota hy is liye hum ko ziada profit k Lalach mein lot size ko kabhi bhi ziada laga kar trade nhi karni cahaiye kiok is se hum accountwash karwa k market se out ho jaty han aur kam profit bhi nhi hota
        • #5 Collapse

          Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

          G han bhai ap ny thk bolaa agr pak forexs main ky sat hameesha ky liyee attach rhna chahtyy hai to apna lot size kam rhkna chiyee kam ky fidy hai boht. Forexs risky business hai loss ho jaiy to kam loss jldi revover ho jata our lot size kam syy losss kam our profit axha ho jata kuch log jldi jldi main baadi trad laga detyy hai agr loss ho phr loss bi zaidaa hota bar bar bari trad lagny ayy account bi washh ho jataa..
          • #6 Collapse

            Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

            Forex trading aik kafi riski business hay aur is main market kab kidhar move Kar Jay ap ko nai pata hota is liay ap ko step soch sjh Kar uthana chaiay take ap loss se Bach sake ap jab bhi koi trade open Kare hamesha lot size small rakhain kiu k trading market main humain nai pata hota aur agar hum big lot use karte Hain tou hunaij big loss bhi ho sakta hay is liay loss se bachne k liay zarori hay k hamesha lot size small rakhain
            • #7 Collapse

              Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

              Pak forex main jitna lot size kam rhkyy gyy out a axha rhy ga kyu ky pak forex ek risky business Hai is main kabi bi loss ho skta Hai tohra loss recover ho jata our jldi bazi main Jo bari trad lagei jati Hai agr ous main loss ho jaiyy to bary loss ho recover karna mushkl hot Hai bary loss ko recover karty kartyy our loss ho jata Hai tohra eran Kar ky boht syy behtr Hai ..
              • #8 Collapse

                Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

                G dear apki bat bilkul sahi hai kabhi b greedy mat bane aur bina soche samjhe lot lagana loss he deta hai is lye kabhi b big lot mat lagain balke thora thora kar k earn karen aur sath main learning karen daily base pe trading karna apko acha knowledge deti hai is lye kam lot k sath trading karen
                • #9 Collapse

                  Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear hamain ziada say ziada confirmations pay bhi bahut jaldi kartay huvay kabhi apni lots ko bara nai akrna chaye q k aisay main jub lose ka jhatka lagta hay to ham thoray say bhi hath dho baithtay hain aur ham trading karnay say bhi farigh ho jatay hain.
                  Assalamualaikum Ji Bhai agar aap Chahte Hain ki aap ko profit ho aur aap ko loss Na Ho To iske liye aap ko is baat ka Hamesha Khyal Rakhna Hoga Ki aap kabhi bhi acchi earning ya jaldbazi Mein running karne ke liye Jyada Badi lotangan Kyunki agar aap profit Samajh Ke Jyada Badi lot Likhenge to Koi shak Nahi Ki aapko usme nuksaan Bhi Jyada Hoga Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

                    dear brother app sahe keh rahai hai hm apnai analysis aur entry pe 100 percent sure kiun na ho pir be hamai money managment ko nhe chorna chaye aur per trade 3 percent say zyada risk nahe laina chaye chahai kuch be ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

                      forex trading main main jub ap trading karty hain tu apki trading main risk ko mange kar k trading krna zayda zarori hota hai q k jub ap risk ko apni trading mainz yda invove karty hain tu apko loss bhi bara hony k chances hoty hain es liye jaldi main kbhi bhi bari lot set na karen jis se ap ko loss hony par apka account he wash ho jy or apko pher pareshani ho
                      • #12 Collapse

                        Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                        dear hamain ziada say ziada confirmations pay bhi bahut jaldi kartay huvay kabhi apni lots ko bara nai akrna chaye q k aisay main jub lose ka jhatka lagta hay to ham thoray say bhi hath dho baithtay hain aur ham trading karnay say bhi farigh ho jatay hain.
                        Forex trading Se Jyada profit Banane Ke Chakkar Mein Kabhi Bhi Badi lot size use Karke trading na Karen Jab aap Bada lot size use Karke trading karte hain tu aapke decisions ho Jate Hain aur last ke Jaan Se Jyada Hote Hain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

                          G han bro ap nay thek kaha hai k ziyda earning k and jaldi bazi main lot size ko ziyda na lagain kyunk trading main ye sab lalch main aa ker kerty hain jo k hemsha loss ka sabab banta hai trading krain sabar say wait ker k long term ki trade krain jo profit bhi acha day aur loss bhi na ho daily jaldi main trade n krain socch samjh ker trade krain stop loss and take profit zarori hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: ziada behtri aur achi earning ki jaldi main kabhi lots bari na karain.

                            forex aik international or kabe be bamd na hony wala real business hain agr ham is main bager experience or knowledge ky is main jaldi ameer hony ly lalach main bari lots lagy gy to hamy loss ho sakta hain or is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota hamy is main expert ho kar is main bari lot lagani cahey pher hi ham successful ho sakty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X