Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai
    Bhaai Jaan mera yeh sawal Hai Aap Sab Se Ke jab ham posting Karty Hain tou Hamen limit q aa Jata Hai as ka Koi hal Hai ya Nhi Ke limit Nhi Aay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

    Hamein posting karte hue a limit tab aati hai hi jab Hum apni limit se zyada ki postes krte hain
    Hamein Pak forum par daily ki 50 post karne ki permission Di jati hai aur jab Hum is limit ko karar karte Hain main to tab Hamein posting key limite jati hai aur Hum mazeed posting nahin kar sakte hain isliye hame chahi ke Hum limit ke mutabik kaam Karen aur only itni post kare jitna Hamein alow hota hai tab hamara kaam bhi achha hoga aur Hamein bonus bhi achha mil sakega
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

      pak forum per hum daily ki 50 posts kar sakte hai us ke bad limit wala option aa jata hai agr tu ap daily ki 50 posts karte hai tu ya tu bohat achi posting ho jati hai is per apko acha bonus mil jaye ga bus post ki quality ko bahtr rakhna post ki quality bahtr ho tu acha bonus mil sakta hai or pak forum per daliy ki limit 50 posts ki hai is se uper nahi kar sakte.
      • #4 Collapse

        Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

        Dekhen dear jab bi hum forex ko join krty hain to sab se pehle humen ye kaha jata hai k forex forum k rules ko study kren aur us k according he trading wgera krny ki koshish kren aur Un rules k according Agar dekha jae to daily ki 50 posts he krny ki permission Hai is se ziada ap postings ni kr sakty aur Agar ap krny ki koshish kren ge to ap ko for an se msg mily GA k ap ki posts limit complete ho chuki Hai is se agy ap ni kr sakty aur aisa isi liye Ata Hai k ye baat rules k mutabiq Hai is liye acha Hai k ap Agar daily ki 50 bi krty hain to wo bi best hain.
        • #5 Collapse

          Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

          Dear dekhen he forum ka rule hai hm 50 posts se zayada nahe kar sakty hain or 4 threads se zayada threads create nahe kar sakty hain AGR kren bhi tou wo delete ho jati hain limit esi liye aa jati hai k hm daily limit k mutabiq apna target pora kar chuky hoty hain so zayada na kren hmesha forum k rules ko follow krty huay kam kren ta k account safe rhy or AGR zayada krty bhi hain to hmari mehnat waste ho jati hai jb moderators review krty hain to wo delete ho jati hain
          • #6 Collapse

            Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

            G dear jhan tak limited ka sawal hai tu daily basis pay ap ko fifty post ki ijazat hoti hai aur 4 threat ki ijazat hoti hai us kay bad he limite ka opsion ata hai otherwise tu ni ata hai
            • #7 Collapse

              Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

              dear ham jantay hain k forum work ab har roz behtar say behtar tar hota ja raha hay jis say hamain he faida hay jo is main mehnat karaingay unko acha bonus milay ga aur jo is main fazool karaingay unko bonu na milnay k barabbar milay ga is liye he hamain yeh message milta hay k ham jo kaam kar rahay hain wo hamaray kuch faiday ka ho aur hamain aur doosronko is ka kuch faida ho is silsalay main yeh message ata hay k ham forum main fazool kuch na likhain.
              • #8 Collapse

                Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

                Forum ko update kar dia gia hay es waja se posting limit ajata hay, forum ko update kar dia gia hay es key sath forum rules ko be update kar dia gia hay, jo members posting limits ki problem face kar rahy hey un ko chaye key wo forum rules ko read karen es se un ko posting key rules clear ho jaye gey aur wo apni posting ko per se continue rak sakty hey.
                • #9 Collapse

                  Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

                  Pak forexs forum posting karyyu waqay limit ko kyu a jati hai kyu ky pak forexs ny limit rhki hai posting ki daily ki 50 kar sktyy hai is syy zaidaa ni is liyee erroor a jata next postas ni hoti agr daily ki 50 posts bi mukaml kar lyy to month ki kafei bann jati our axha bouns mil skta hai daily ki 4 thread creat kar skty hai is sy zaida thread bi ni laga skty lagyy gy 4 sy zaida to delete ho jaiy gei..
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

                    Posting krty taume hamari limit bhot zeada agy hy 50 tak limit hy 50 sy oper oper hamri limit ati hy hamy apny account my agr daily is averige sy posting hamri ho jaye to manth k end hony pr bhot zeada ya poaty bnti hy our agr poatyy avhi ho sahi trha sy un my to phr un my hhot zeada acaha bunass ajata hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

                      Ap jab bhi apne pak forex forum k account mein 24 hours mein 50 post se ziada post kartay han tu phr hi ap ko limit ka msg milta hy k ap 24 hours mein 50 se ziada post nhi kar saktay is liye hum ko pak forex forum k rules ko follow kar k kaam karna cahaiye tab hi acha bonus hasil kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

                        Forum par posting ki limit hoti Hai agr wo mukaml ho jaiyy to ous ky bad error a jata Hai daily ki 50 possts kar skty Hai is Sy zaida ni jb error show hony parta Hai to next day posting Kar skty Hai agr daily ki 50 posts bi mukaml Kar li jiyy to kafei posting ho jati Hai our acha bouns mil sktaa Hai ..
                        • #13 Collapse

                          Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

                          Hi g posting krty wAt limit is leye a jata hai k log din din main hi kahein sari posting Jr k Farah na ho jae bslnk Roz apny apny account sy is Forex main online ho Jr kam karein is leye Forex my aik limit Rakhi hai is main posting krny ki aur so limit hai 50 post ki Yani hm aik din main 50 hi post krta sakty hein is sy zaida Nahi
                          • #14 Collapse

                            Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

                            Dear jaha tk mujhe knowledge hai is bare main tu ap ke sath share krta chalon pak forex forum per daily bases per posting krne parte hai or is ke sath ap ko ek limit bhe de jaty hai os limit tk ap daily bases per posting kr sakte hain ap daily 50 post se ziyadeh nahe kr sakte hain ager ap ziyadeh kren gyen tu wo post ap ki count nahe ho gyen or ek limit aa jati hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posting Karty Waqat Limit Q Aa Jata Hai

                              kiya haal hain friends,posting kartay waqt limit es liye aa jati hai k ham daily basis py ek system main reh k kam kareingay,kion k agr limit nahe hogi tu ham ek he din main bohat zaida posts kar daingay or os ka hamein loss he hoga,kion k es forum ka maqsad ye hai k ham ek tarteeb main kam karein agr ham tarteeb main kam nahe karein gay tu es forum ka maqsad khatam hojay ga
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X