Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun
    Hona tou aesy chahiay ky kuch ko loss ho aur kuch ko profit ky market ki movement aik time main aik hi direction main move kerti hai tou kuch ko profit aur kuch traders ko loss ho lekin yahan per loss zyada aur profit kam logon ko kyun hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun

    Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna Kehna Chahun Ga Ke Ke Asal main jab market Ziyada neche aata Hai Tou members ko loss as Liye Hota Hai Ziyada tor log by Pe trade Lagate Hain tou unko Pher Ziyada loss Hota Hai thanks
    • #3 Collapse

      Re: Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun

      Aap ki baat thik hai market only two trend may move karti hai hi up yar down lekin most of people loose isliye ho jate Hain ki woh trend ko find nahin kar sakte hain agar hum trend ko find karle ki aap market ne kis trend mein jaana hai hi up jana hai ya Down Jana hai to Hum kabhi bhi is market mein fail nahin ho sakte hain aur hum always is market mein successful rahenge isliye Hamein practice karni padti hai aur apne experience ko grow karna hota hai
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun

        Dear brother yaha har kise ko loss nhe hotay balkai 90% log loss krtay hai aur 10% profit hasil krtay hai 90 % Mai zyada tar log wahe hotay hai Jo trend ke mukhtalif simat Mai trade lagatai hai. Aur kuch log aisay hotay hai Jo trade to trend ke simat Mai lagatai hai lekin unka stop loss Level belkul nezdeek hota hai jisko market barai asani say hit kr laita hai hai Jo profitable hotay hai wo stop level sahe lagaya Kar trend ke simat Mai trade krtay hai aur apnai trade ko time to time manage kr rahai hotay hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun

          G han hum trade lagane se phly is ko read nae krty k markit ne kis traf move krna h bulkay asy he trade laga daty han is trha markit ke movement se naksan hota h agr hum trade lgany se phly is ko read kr laen to phir trade lagaen to loss nae ho ga q k hum asy ache trade lagaen gy ur humy kbe b reading k bager trade nae lagane chaheay
          • #6 Collapse

            Re: Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun

            g ha ap bilkul thik keh rahy hy jab ap ki markit up aor done karti hy to zayada logon ko loos is liye ho jata hy k un ko pata nahi hota k un ki markite men kaya ho raha hy is se un ka khud ka nuqsaan ho jata hy is liye un ko dosron se zayada apni markite men dhayaan dena chahiye tabhi wo loog loos se bach sakty hy
            • #7 Collapse

              Re: Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun

              hamy makrer ky up or donw ko kar kar is ko achy sy samaj kar is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain yai aik asa buisiness hain jis main kam karnny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik best business hain
              • #8 Collapse

                Re: Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun

                hamy market ke movement ko samjna ho ga pher h hum pasia kama skay gy forex aik bohat baara business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kaer sakaty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum gar mai bath akr si mai kam kar sakty hain asane sy forex aik bohat bara busienss hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun

                  forex 1 on line business hain es main humain trid lgany kay ley humain es main pihly market ke movement ko follow karna ho ga our es main es kay up our down ko follow karna ho ga to he hum es main trad lgaty hain our bons hasl karty haun jen ko loss hota hay wo market kay rulz ko follow key bena he es main trad lga diyty hain our en ko es main loss he ho jata hian
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab market sirf up aur down hi move kerti hai tou zyada logon ko loss kyun

                    market up and down trend main move karti he aur hame kabhi bhi trend kay Against trade nhi karni chaihe esi Soort main hame sirf aur sirf lose ka samna hoga agr ham trend ko Determine karna seekh jata hen aur Trend kay Chalte huwe support aur resistance ki rejection aur breakouts par trade lete hen aur to hame lose kabhi ni hoga hum hmesha Profit me hi reh sakte hen hame kuch rules banane chaihe charts par aur unko follow karna chaih jese uptrend market thora uthne kay Bad neche re test karne ati he aur ksi support se rejection Milne par upar ki dobara char jati he hame chaihe us rejection par buy ki entery lain aur stop lose usi support key neche rakhain.

                    اب آن لائن

                    avatar Ayn
                    Working...
                    X