profit aur loss ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    profit aur loss ki waja
    profit aur loss ki waja kia ho sakta ahai ap k nazar main aur ye kis waja sy hoti hai ap sub apni raaye sy aagah karain aur is ko rokny ka hal agar to apka pata hai to wo bhi bataye
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: profit aur loss ki waja

    Dear kisi bhi business main humain profit aur hunare apne experience ki wajha se hota hay agar hunare pass acha experience hay tou humain chaiay k hum us ka right use kare take success hasil kar sake kiu k forex aik asa business hay jis main ap k pass jitna bhi experience ho Kam hay ap k pass jitna zada experience ho ga ap k liay acha profit hasil karna utna easy hoga kam experience k sath humapna loss karte hain
    • #3 Collapse

      Re: profit aur loss ki waja

      dear friend meray khial mn profit aur loss ki wja mehnat aur knowledge aur experience he ho skta ha agr ap mehnat kren aur forex k baray mn knowledge aur experience gain kr len to apko profit mil skta ha aur agr yeh cheezen apkay pass naen hn to apko loss he milay ga
      • #4 Collapse

        Re: profit aur loss ki waja

        اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
        profit aur loss ki waja kia ho sakta ahai ap k nazar main aur ye kis waja sy hoti hai ap sub apni raaye sy aagah karain aur is ko rokny ka hal agar to apka pata hai to wo bhi bataye
        Assam alaikum bhai jaan hai forest rating Sona ki sabse Bade Hum Khud Hi Hote Hain Hum Jo English chat Karte Hain Hamein uski wajah se nuksan hota hai hamein chahiye ki hum Apne mistake ko find Karen aur Unhe correct Karke Forex Mein wapsi Karen tar Ke Humne achha profit Hasil Na Sake
        • #5 Collapse

          Re: profit aur loss ki waja

          اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
          profit aur loss ki waja kia ho sakta ahai ap k nazar main aur ye kis waja sy hoti hai ap sub apni raaye sy aagah karain aur is ko rokny ka hal agar to apka pata hai to wo bhi bataye
          Assalamu alaikum bhai Agar Hamein trading Mein loss hota hai to Hame Hamari Kisi Ne Kisi galti ki vajah Se Hi rehta hai hamein chahiye ki hum Apni Galti ko dhoondhne aur is par focus Kare aur usko Dur karne ki koshish Karon Tu Hai Ham profit Hasil karne mein Kamyab Honge otherwise Miloge kahin Samna karna padta Rahega Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: profit aur loss ki waja

            har koi apna apna experience or point of view share karta hay haalan keh hota yeh hai keh kisi ki bhi raaye hatmi nahin hoti or woh pet formula nahin ho sakta hay , mere khayal mn tou profit or liss ki jo sAB SAY BARI WAJA QARAR paai hay woh hai aap ki lagan or mehnat jiss say aap ka experience show hota hay or aap jab tak anaari rahen gay aap ko loss ho ga jab aap khilari ban jaen gay aap profit mmn jaaen gay .
            • #7 Collapse

              Re: profit aur loss ki waja

              profit to har koyr chahta hai aur profit ke waja zyada say zyada knowledge to hai he sath mai moneny managment aur trade managent be loss ke buhut sari wajuhat hai agar ham profit krna chahtay hai to hamai trade ke direction may trade krna chaye money managment ko lazmi juz rak kar trade krna chaye aur emotion pe control rakna chaye jo loss ke sab say bari waja hai
              • #8 Collapse

                Re: profit aur loss ki waja

                forex trading main profit aur loss hamary experience aur knowledge per depend karta hai..aisy log jin ka forex main experience ziyada hota hai un ko loss kam aur profit ziyada hota hai aur aisy log jin ko forex main koi experience nhi hota hai un ko loss ziyada aur profit kam hota hai. Forex main ziyada sy ziyada profit earn karny k liye zarui hai keh forx ko ziyada sy ziyada learn kiya jaye aur is main experience gain kiya jaye
                • #9 Collapse

                  Re: profit aur loss ki waja

                  forex market ek dilchasp field hai or es main profit and loss ki wajah kabhe bhe final nahe ho sakti kion k ye market har bar ek new colour show karti hai,kabhe hamein lagta hai k ham nay sahi trade ki theie phr b galt result aya kabhe ham nay galt trade laga di hoti hai or wo profit daay jati hai,es liye loss or profit ki koi makhsos wajah nahe hoti
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: profit aur loss ki waja

                    Dear wesy tu boht se wajhoat hain loss ki laken khud important wajohat hai wo ap ke sath share krta chalon ap ko forex main loss tab he hota hai ek tu ap jaldbazi ziyadeh krte hain without market analyses ke order laga dyte ho or greedy ho kr trading krna means ke thora loss bhe ho jata hai tu bardasht nhe kr paty forn he boht se position open kr lety hain or jo hath main capital hota hai wo bhe loss kr dety hain ap profit tab he earn kr paye gyen jub tk ap main sabr or tahmul nahe aa jata sabr se kam kren or wait kren market har day signal create krti hai osy follow kren or soch samjh kr order lagaye then ap acha profit earn kr paye gyen
                    • #11 Collapse

                      Re: profit aur loss ki waja

                      Sir forex trading mien hum ko as mien profit bee hota hai a smien hamain aa ker loss bee hota hai as lye mien as mien aa ker jab bee profit kerta hoon or jab bee loss kerta hoon tu mien a smien aa ker kabi be epreshan na hota hoon as lye hamain as mien aa ker preshan na hona hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: profit aur loss ki waja

                        Boss jab ham bari trade lagate hien tu ham ko as mien loss b abra hota h aur munafa b bara hota h as lyee mien forex mien jab kaam kernat ahun tu mien as mien aik acha tajir ban ker kaam kerta hun as lyee ham ko forex mien jab kaam kerna hota h tu lalach nahi kerna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: profit aur loss ki waja

                          Profit or loss aapke experience par depend karta hai ki aap Aise profit le nacha rahe ho Yahan Ke loss karvana chah rahe ho Agar aapke paas achha experience hai to aap se best profit Kama sakte ho lekin Agar aapke paas experience and knowledge nahi hai to aap ko loss He loss milega
                          • #14 Collapse

                            Re: profit aur loss ki waja

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                            profit aur loss ki waja kia ho sakta ahai ap k nazar main aur ye kis waja sy hoti hai ap sub apni raaye sy aagah karain aur is ko rokny ka hal agar to apka pata hai to wo bhi bataye
                            Adults ko loss Hamesha trailers ki apni mistakes ki wajah se hi hota hai aur traders ko profit bhi apni mehnat ki wajah se hota hai agar traders for trading karte hue loss Ho To Humko kabhi bhi
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: profit aur loss ki waja

                              DEAR ye tiu luck ki hi bat hoty hai ke ham ko loss ho gaa ke profit likn ham ko khud ko bi bchna chhjiy hai as main tab bach saklte hain jab ham as main greed karna chor den ge agar ham as main greed karna nahi chore ge tu ham as main kamyab bi nai ho sake ge as main hamesha loss hi ho gaa as liy ham ko chahiy hai kee ham as main risk bi na le aor as main greed bi na kare tabn ja kar ham as main se earning yani profit earn kar sake gee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X