40 Posts ka Total Time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    40 Posts ka Total Time
    Dear members kia aap nay kabhi apna posts kernay ka time note kia hai? Agar daily 40 posts ki jaey to kitna time lagey gay? Mai ney time note kia hai or mujhay aik posts kernay kay liye takreebun 5 minutes ka time lag jata hai,Jis mai mai threads select kerta hu, us pay mojud reply posts parhta hu or phir apni post kerta hu, iss tarah mujhay 10 sey 12 posts kernay mai 1 hour lag jata hai. $0 posts kay liye 4 hours lag saktay hai.Aap kia post to time ratio kia hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 40 Posts ka Total Time

    mer bhai forex mein ap jitni maharat rkhte hain utna ap us mein expart hoin ge agr hm rozana ki bonyad pr posits krein to is se hmari speed zyada ho ge or 40 postis p phr bht hi m km tim lge ga isi lye rozana bais p postis krne se phr koi zyada tim ni lge ga
    • #3 Collapse

      Re: 40 Posts ka Total Time

      Agr ap ko forex k mutaliq acha knowledge ho tu phr ap ko posting karnay main itna waqt nahe lagna chahye lakin agr ap ko pata he nahe k forex market kiya hai or kaise work karti hai tu phr ap ko kafi time lagay ga posting karnay main es liye ap ko chahye k ap khub study karein takay ap ko jawab dainay main asani ho,forex market ka knowledge hona trading and posting donu main madad gar sabit hota hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: 40 Posts ka Total Time

        Posts ke tadad agar equal ho to har member ke time consumption alag hoti hay, is ke boht c wajoohaat hain. Har member ky knowledge main farq hota hay , typing speed har member ke different hoti hay, is hisaab say har member ko 40 posts karny main waqt bhi mukhtalif lagta hay. 40 posts kay liye taqreeban 4 ghanty to lag he jaty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X