Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?
    Dear brothers forex trading men kuch logon ko achi learning aur experience hasil honay k bawajood bar bar loss ho jata hey iss liay dil toot jata hey Kiya aesay logon ki badluck hoti hey ya unn ko forex trading raas nhi aati iss liay koshish karen k pahlay apni mistakes ko theek karen jin ki waja se loss hota hey aur phir dobara trading start karen tu zaroor loss ko profit men badla ja sakta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

    Dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai forex me aesa bhi dekhny me aya hai kah kuch log bhot mahnat karny kay bad bhi kamyab nhe ho paty is waja ye ye nhe hoti kah wo badluck han ya un ko forex raas nhe ata is ki waja learning ki hoti hai is kai waja forex kay way ki hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

      Aisa bht se logon k sath hota hy jin k pass experience or knowledge bhi hota hy lekin phir bhi un ko baar baar loss ho kata hy is ki main reason ye hoti hy k wo jaldbaaz hotay hain or patience k sath trading nai kertay or tradi g kertay huay right decision nai laitay is lie zaroori hy k app learning or knowledge k sath sath apne andar bardasht bhi paida krain or apne emotions ko bi control rakhain takay app aik kamyaab trader ban sakain
      • #4 Collapse

        Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

        jesa k ap janty hain tradinv me skills k sath sath luck bhi matter karta hy bahut or insan agar apni skills k istemal kiye baghair tradkng karh ga to wk nuqaan uthaye ga is k ilawa achi khasi analyzing k bad bhi trades loss mein chali jati hn unluckily.. ho skta hy kuch din apki luck na chal rahk ho or apki musalsal los ho rha ho apko chahye k wait kr lyn .
        • #5 Collapse

          Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

          bar bar loss to nahi hona chahiye lakin kabi kabar agar ap ko loss ho jay to wo koi tension ki bat nahi hoti lakin agar ap ko loss pe loss ho raha hai to ap ko apni learning strong karni chahiye or loss hone ka reason search karna chahiye ku k jub tak ap loss hone ka reason search nahi karo gey tub tak ap forex me kamyab nahi ho sakte so ap ko chahiye k agar ap ne forex me kamyab hona hai to ap apne loss ha reason zaroor talash kare.
          • #6 Collapse

            Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
            Dear brothers forex trading men kuch logon ko achi learning aur experience hasil honay k bawajood bar bar loss ho jata hey iss liay dil toot jata hey Kiya aesay logon ki badluck hoti hey ya unn ko forex trading raas nhi aati iss liay koshish karen k pahlay apni mistakes ko theek karen jin ki waja se loss hota hey aur phir dobara trading start karen tu zaroor loss ko profit men badla ja sakta hey
            Assalamualaikum Ji Bhai Jaan baar baar loss Ka Hona malibagh dekhne ki Palke Hamari bed analyses ho sakte hain Kyunki Agar Hum acche tarike se market ki moment Nahi samjhenge Aur Hamein ya Maloom Nahin Hoga Ki market ki moment ke site par Hone Wali Hai tab ab hai Hamein Har Baar nuksaan Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

              G friends bilkul asa he ha or me agree bi karta hu AP ki baton sy lakin mery khyal sy agr AP ki bar bar loss ho Raha ha to lazmi ni ye ap ki badluck ha meet khyal sy AP me skills ki kami ha AP ko Kam karny ka pata ni ha jis ki waja sy AP bar bar loss karwa rahy ha agr AP Kam ko samj KR Kary APna Experience or knowledge kam k mutabiq banye to AP kamyab ho sakty ha or AP ko loss bi ni ho ga bas AP ko thori mehnat karni pary gi Kam ko samjhna pary ga
              • #8 Collapse

                Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

                g ap kah sakta hain ka luck kahin na kahin sath zaroor dati hai agr ap ko loos hota hai or ap ka pass experience or knowledge bi hai tu ap ko bad luck hoti hai kahin na kahin hum log luck pr bi ahnasar karta hain luck tu har jaga kam karti hai zindagi mai luck ki bohot important mai tu ya manti hon baki har banda ki apni soch hai
                • #9 Collapse

                  Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

                  Forex main sirf learning.hi kafi nai hoti balke us k sath sath humare liay acha experience ka hona Bhi boht zarori hay aur axha knowledge ka hona Bhi zarori hay Jo log achi learning k bawajod loss karte Hain us ki wajha un ka Kam experience hota hay is liay unhe unhe chaiay k apni mistakes ko follow kare aur apni mistakes se seekhain take apne loss ko.minimaize kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

                    G nahe forex trading business ma luck waghera kuch nahe hota hai es ma just hmara loss or gain hmari knowledge ma kami ki wajha se hota hai agr bar bar loss ho raha hai to ap apni strategy change kren or ap apni mistake ko note down kr Len bar bar repeat na ho ta k or filhal trading stop kr den or learning pa concentrate kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

                      g han forex trading main bar bar loss hony se hmari bad luck he ho skti hai q k yah aik aysa business hai jis main boht se experts tradors bhi apni trading main loss ko face krty hai or un ko loss hony ka yah hargiz matlab nahi hota hai k un ko trading ka knowledge expiernce nahi hai yah luck par bhi depend hota hai q k jub qismat khrab ho tu loss ho he jata hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Bar bar loss ka hona Kiya hamari badluck ho sakti hey?

                        forex aik boaht hi risky business ah jis ma hamain soch samajh k entry leni padti ha is lye agar hamain baar baar loss ho raha ha to is ma hamari bad luck ni ha balke hamari trading strategy ma koi problem ha aur shayd ham ne forex ko theek tarah se learn ni kia ha, hamara market ko analsye karnay k way theek nahi ha, is lye hamain chaye k ham is ma khoob mehnat karain aur is ki demo pe ashi tarha se practice karain ta k real ma trading kartay waqt loss na ho.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X