New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New members threads karnay ke bajaaey replies karay.
    Dear fellow's buhut ziada new members threads karnay par zoor dathay hay our oske threads may experience our knowledge ke koi descussion nahee hothi is say behthar hay ke wo senior members ke threads par replies karay oske waja ye hay ke aksar members first page par replies karthay hay our ziada threads ke Waja say expert members k threads next page par chalay jathay hay our buhut say members business ke maloomath hasil karnay say mehrom ho jathay hay is liay senior members ke thread our os par replies read Kia karay our ose par reply Kia karay is say aap ke knowledge may izafa hoga our trading experience be hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

    Good dear aap ne baja farmaya hai main aap se fully agree hoon new member ko chahi ke wo iss buisness k motaliq agar knowledge nhibrakhte hain to unhen theards nhi krne chahiye balke unhen therads ko reply krna chhaiy iss trah se ham bahut kch acha sekh sakte hain agar ham without knowledge k fazool kisam k theards kren gevto ham loose ho jaen ge
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

      G bhai ap ny bilkul druut kaha hamen forex k rules k mutabik threads ka mayaar rakhna chye ham forex k rules follow nahi krty hen aur fazool posts krty hen jis sy apki posts delete bhi hoti hen aur dosro ko seekhny k leay bhi kuch nahi milta is leay aap jesy senior members ko chye k wo useful posts kren taa k hamen kuch seekhny ko mily apka experience haamry leay bht matter krta hy apna knowledge share kr k ap apna mayaar behtr kr sakkty hen
      • #4 Collapse

        Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

        G Haan dosto new members ko chahiye k wo threads karne ki bjaye reply karein.. Ziyada se ziyada posts karein is se unko idea ho Jaye ga k unko kesi threads karni chahiye aur posts karne se b unko yeh pta chaly ga k forex me kis trha ki posts effective hoti hain.. Tou agr new members threads ki jagha posts karein gy to yeh unke liye aik acha experience ho ga..
        • #5 Collapse

          Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

          G han dost ap ny bilkul thk kaha hai k new mamber ko chaiy k wo threat karny k bajay post k replay kary q k wo jb threat karty hain to un k pas knowledge nahi hota hai jis ki wajah sy wo bager sy ulty sedhy threat krty hain aur wo delete ho jaty hain jis un ka taim b waste hota hai aur jo mambar unka reply krty hain unka b taim west hota hai to bag yahe k apko post k reply karny chaiy
          • #6 Collapse

            Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
            Dear fellow's buhut ziada new members threads karnay par zoor dathay hay our oske threads may experience our knowledge ke koi descussion nahee hothi is say behthar hay ke wo senior members ke threads par replies karay oske waja ye hay ke aksar members first page par replies karthay hay our ziada threads ke Waja say expert members k threads next page par chalay jathay hay our buhut say members business ke maloomath hasil karnay say mehrom ho jathay hay is liay senior members ke thread our os par replies read Kia karay our ose par reply Kia karay is say aap ke knowledge may izafa hoga our trading experience be hoga.
            Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek Kaha new members ko chahiye kya hua Apne new thread Naam enable ke reply karen Kyunki Agar wo new friend Banayenge aur isme kuch mistake hongi to apke thread se ko delete kar diya Jaega Jiska aapko koi fayda nahi hoga
            • #7 Collapse

              Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

              apki bat bilkul theak ha aj kl new members ki trf sa bahot ziada threads ho rhi hn meray khial mn agr woh koe question pochhen to achhi bat ha istrh unko knowledge mil jay ga lekin new members ko copy paste kr k knowledge aur experience wali threads ki bjay reply posting he krni chayay
              • #8 Collapse

                Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

                G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me new member ko bhi senior ki thread ko read karna chahye or un ki thread sy acha knowledge or experience hasil karna chahye jis sy unko trading me agy chal kar bhot faida ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

                  G han forum pe new members ko chahiay k woh thread nah karen kiun k unn k pass itna knowledge nhi hota aur thread men apna acha knowledge aur experience share karna parhta hey aur agar thread ki quality achi nah ho tu thread delete ho jati hey iss liay new traders sirf reply post kiya karen aur seniors ki threads aur posts ko ghaor se read karen aur phir jab posting ka experience ho jay tu phir thread zaroor karen
                  • #10 Collapse

                    Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar koi Pakistan Forex Mein naya number hai to use chahi ki bahut yaad bilkul Bhi Na Karen sirf aur sirf posting Karen Kyunki thread karne mein bahut hi jyada Mushkil Hai Aur Woh 3rd Kar Bhi Nahi Sakta isiliye use chahi ki woh apni Har focus posting pakde Kyunki wo jitni Jyada posting Karega Watan hai usko fayda Hoga aur uska bonus bhi Bahut Yaad aayega thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

                      Forex forum sub key lye hai es mai new ho ya senior members ho. Har ak esd forum mai thread post kr sakta hai. Es forum mai jis bhe members ko koi issue hai tou wo thread ko post kr sakta hai. Mery khyal sey hum ko fix nahi krna chahey k srif senior member he thread ko post krey. jis ko bhe issue ho tou wo thread ko post krey.
                      • #12 Collapse

                        Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

                        New new member ko yahi chiya k who aoni posty apny thread sahi trha sy krny k liya sahi trha sy bunass hasil jrny k liya lerning kry agr yn ko leening na ho to phr who aoni thread na laye bs phr reply hi kry kio k thread my Eada acaha likhna hota hy our phr new new ki bas ki bat nai hy or who sawal koi ho to who thread kr k puch sgty hy
                        • #13 Collapse

                          Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

                          Dear Aapne theek baat ki hai kya Hum Sab Ko tabhi thread Banani chahiye Jab Hamare Paas knowledge or experience Ho ya nahin ke jaisa Bhi Ho Hum Log thread Jaye Aisa bilkul nahin karna chahiye Agar Ham Bina knowledge ke thread banate Rahe to Hame kabhi bhi achha profit yeah bonus nahi milega Is thread ko banane ke liye Hamare Paas Itna Jyada knowledge Hoga utna Hai Hamare liye best Hoga aur usne Hai Hamein acche thanks bhi Milenge
                          • #14 Collapse

                            Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

                            ap ki baat main wazan hai k new members new thread open karnay k bajay posting py tawajjo dain kion k thread lagana itna asan kam nahe hai or ye wohi laga sakta hai jis ko forex k mutaliq sahi samaj boj ho,aise threads laganay ka kiya faida jo baad main delete kar diye jayein,es liye forum k rules k mutabik chalna chahye or new threads ki taraf nahe bhagna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New members threads karnay ke bajaaey replies karay.

                              New members ko chahye ky wo posts ki bajaye threads karyn kyun k unki information paki nahi hoti or nah hi wo complete information rakhty hain.. lekin agar un ky zehn mein koi sawal aaty hain to wo zarur senior members se us k bary mein raye leny k lhe post kr skty hain ta k forum ki mdad se logon ki help ly skyn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X