entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia ja..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia ja..
    dear agar ham chahtay hain k ham forex main achi earning karain to hamain entery aur exit ka sahi wakt aur sahi tareekay say karna chaye jis say ham profit achi hasil kar saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

    Loss sy ham bch sgty hy agr ham esa kuch kry ham entry our us ko sahi enter hoty taine lot siz ko kam rakh k enter ho iur exit sahi taime pr ho jaye sochy na lalach na kry to esy my loss ho hi nai sgta hy bs kabhi kbhi ho ho agr kisi cuntry my kuch alagsa hot o jo us ki waja sy loss hota hy who to hona hi hota hy baki ham market ki waja sy loss sy bch sgty hy
    • #3 Collapse

      Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

      Theek kaha hey dost ap ney. Trading main entry aor exit bahut hi importance ki hamil hey. Jo trader isko samjh jata hey uski success ratio berh jati hey. Entry aor exit key liey support and resistance ko samjhna perta hey. Pending order bhi hum laga sekty hain entry key liey aor exit key liey tp set ker sekty hain.
      • #4 Collapse

        Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

        blkl aisa hee hOtaa hai bht dfa aisa Hota haii k hmaiin entryy miltee hai orr abhii uske confirmatiin mhee hOyee hOtee hai aurr hum trade lgaa detaii hain aurr bd mein entryy ghltt sabit hOyee hai aurr loss hOnjata haii aur kabhii orofit hO rhaa hOtaa hai aut trde reverse honaii lge hte hai aur hum sahe existt nhe krtaii aur thra profit miss ho jata haii isloye hmain entry aur exist py dehaan dainaa chaiyaii....ta k loss kam hO
        • #5 Collapse

          Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

          Dear bro ap ny bilkul thek kaha hai..agar hum trade leny sy pehly market ka achi tarah analysis kar lain aur trade open karty huwe sl aur tp use karin to phir hamari trade k profit main jany k chances ziyada hoty hain aur loss k chances kam hoty hain.lakin trade open karny sy pehly market ka technical aur fundamental analysis karna zaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

            G bhai ap ne thk kaha ha hamaen sirf trade lagany k bary mein ni Sochna chaye bel k hamaen entry exit points k bary mein b seekhna chaye aik achi strategy use krni chaye ta k hm es tareeqy se bhi apny loss ko control kr sakaen
            • #7 Collapse

              Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

              forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy apne bad feelings ko qabo mai rahk ky kam karna chahey forex aik world wide business hain hamy mahnet sy kam karna ho ga forex mai hum investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear agar ham chahtay hain k ham forex main achi earning karain to hamain entery aur exit ka sahi wakt aur sahi tareekay say karna chaye jis say ham profit achi hasil kar saktay hain.
                Acche time par market manta Hona bahut jyada Jaroori Hota Hai Jab aap acche time par market manta hote hain aur apni trade coexist karte hain to use time aap bahut acchi trading kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

                  hamy ache learning ky bad market mai enter ho ky amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

                    forex mai hamy entery or exit points ko dahkna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

                      Karne ke liye hum sab log Jante Hain ke Forex ke business ke nuksan bahut jyada hai hum Jab Bhi Karte Hain karte hain Yaha new Lagate Hain To Lagate Hain ho jata hai uske baad mein Milta Hai chahiye kya Soch kar Samajh Kar Aur gardline Ke Sath kaam Karen tar ke nuksan na ho sake Jo Bachche trader hote hain market Mein kaam karna chahte hain wo Apne account ka market ki news ke sath update rakhte Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

                        Trading kay doran entry aur exit kay point ka pata rakhna aur us kay liye market ko analysis kerna aur us say sahi analysis hasil kerna aik boht tough job hota hay jo kay aik trader kay experience aur skill per depend kerta hay. ager trader kay pas knowledge, aur experience ho ga to wo achay analysis say acha entry aur exit point hasil ker lay ga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: entery aur exit ka agar sahi deceioun kia jaye to to lose say chutkara hasil kia

                          G yeah zarori hay kay trader ko sahi entry aur exit ka pata ho. ager trader ko sahi entry ka pata nahi ho ga to trader kabi bahi apni trade ko us trah say save nahi ker askay ga jesay sahi entry wala trader save kerta hay. jab kay exit point per aksar trader kay dilon main greed a jati hay thora aur profit main wo loss ker letay hain jab trader ko pata ho ga kay yeah exit point hay to wo exit ho jaye ga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X