Learning kabhi khatam nahi hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Learning kabhi khatam nahi hoti hai

    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein Kaam Karte Hain Tu Hamari learning bilkul bhi Khatam nahi hoti jaise ki hum posting Karte Hain To Hamein posting karne mein bhi bahut jyada knowledge wholesale hota hai aur jab ham trading Mein Aa Jaate Hain to enable haan bhi bahut jyada knowledge Hasil karna hota hai aur Agar Hum knowledge and skill kar chuke hain To Ham ya nahin Soch Sakte ki Hamara knowledge itna hi Hai Hamein Aur Bhi Jyada knowledge Hasil karna chahie Star ke yahan Pakistan Forex Ne Kabhi Bhi loss Ka Shikar na Bane thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Learning kabhi khatam nahi hoti hai

      forex aik international business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy ache learning hasial karne ho ge hamy rozana demo account mai practice karne chahey or hamy apny seniors ke tips ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
      • #18 Collapse

        Re: Learning kabhi khatam nahi hoti hai

        Main bhi ap ki baat say itafaq karta hoon forex trading business ik aysa business hy jis main ap ki learning kabhi bhi katam nahi hoti bulkay ap ko chahiye kay apna kaam sath sath karty rahyn is say ap ki learning main izafa hota hy
        • #19 Collapse

          Re: Learning kabhi khatam nahi hoti hai

          G Han friends bilkul bat hai learning kabhi bi khatm ni hoti Ap jitna zaida learning kre gy Ap ko utna zaida earning kr sakty hai Ap ko successful hone k liye hamesha learning ko start rakhna chayie
          • #20 Collapse

            Re: Learning kabhi khatam nahi hoti hai

            forex mai hamy learning ko best bana kar kam karna chahey forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain hum forex ko apna life time career be bana sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: Learning kabhi khatam nahi hoti hai

              g haan bhai jaan ap ne thak kaha hai ham ko zaida se zaida forex ko learn krna chye koe k ham learn ke bgair kbhe he profit hasal ni kr skte aias k sath sath demo pr ache trah se practice kre ta k jo bhe mistake ha wo dobara na ho aias trah he ham profit hasal kr skte hai
              • #22 Collapse

                Re: Learning kabhi khatam nahi hoti hai

                ji haan dost sahi kaha jis tarah study kabhi khatam nahi ho sakti ISI tarah koi bhi kamya business ho to uska knowledge or experience kabhi bhi khatam nahi ho sakta balke news new aur update Ho Raha hai tu Is tarah main daily new updates on new knowledge gain Karne padte hain tujhe itna jyada knowledge gain karte jao nahi kaam hai to koi bhi business Ho usme in mehnat ke bagair kamyabi namumkin hai to Bas dil se kam karo aur kamyabi hasil karte jao
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Learning kabhi khatam nahi hoti hai

                  G haan bhai jaan ap ki bat se main sihmat hon forex mein aik baat bhut ziada famous hai k learning kru ga per he aap earning karu ga forex mein first learning then earning hai . kyun k forex mein agar hum learning nahi karta hain tu hum ko forex k business k bara mein pata nahi chal skta hai aur ne he hum ko profit k way k bara mein pata chal skta hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X