Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain
    Jab hamen trading se acha khasa profit mill rha hota hai aur hamari trades successful ja rhi hoti hain tab ham ye sochte hain k hamare analysis perfect hain aur hamari all trades hi profit mein ja rahi hai hi tabahi overconfidence se kaam karte hain hain aur Hum apni trade score big Lot ke sath open karte Hain jis ki vajah se hamen loss hona shuru ho jata hai isliye Hamein chahi ki ham proper tarike se trading Karen aur apni trading ko kamyab banaye
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

    G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, koi trader us wakt over confidence ka shekar hota hay jab us ki trading achi ja rahi ho aur woh acha profit earn kar raha ho, aisa trader sochta hay kah meri trades to profit main ja rahi hain esleay big lot size k sath trade open karni chaheay ta kah ek hi bar bahut zayada profit earn ho sakay but aisa karnay say trade loss main chali gai to un ka account wash ho sakta hay esleay kabi over confidence nai karna chaheay.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

      Overconfidence ki state confidence k baad aati ha. Jub hamara 1 bar acha trade lag jata ha or hamain thora sa profit gain ho jata ha us main to phir ham laluch se kaam lena churu kar dete hain or saath main overconfidence ka shikaar bhi ho jatey kmhn k pichli baar ki tarah is bar bhi chukka lag jae ga lakin esa nhi hota or ham loss kar baithtey hain apna. So routine k saath balanced kaam karain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

        tradiing mein hum over confidence tb hee hOtaii haiin jb hmare sarew tradess blkl thkk ja rhee hOtee haiinn aurr hmaiin bht faidaa hO rhaa hOtaa haii us waqtt hum bht zodaa over confidentt hOjtaii haiin uss waqtt hum yeh krtaii haiin k bht sare trdess over cinfidence mein a lgana shuru kr detaii hai bgjairr dekhaii is traah se hum nuqsaan mein aj jataui haiiinn
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

          Aksar ye wajha bhi hoti hay kay jab traders dekhtay hain hamay har trade mei he profit milta hay wo over trading start kar detay hain kay hamari skills achi hain analysis achay hain zyaa profit karna chahiye ye cheez overconfidence hoti hay eski wajah sey then wo loss ko face kartay hain esliye trading mei overconfidence ko avoid karo.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

            forex trading bohat hi risky kam hai is me zaida tar log loss karte hai loss karne ki bohat sari waja ho sakti hai jaisa ke uper bhai ne over confidence ki bt ki hai ke hum kub over confidence me ate hai jub hamri aik do trades profit me jati hai tu hum over confidence me aa jate hai or over trading shuro kar dete hai zaida trades open kar lete hai jis ke waja se loss ho sakta hai over confidence se bache.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

              Hi g trading main hm over confidence sy us waqt kam lety hein jb hamy trafe main kam tab ho jae aur hamy acha khasa profit ho is surat main hm ku h zaroorat sy zaida hi phool jaty hein aur phooly nahi samaty is surat main hm ivercinfidence ho jaty hein aur pher trafe lagaty hei. IS surat main hamy loss ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

                G dear jab bi hum trade lgaty hain aur hmari trade profit dy Jae to aisi surat men hum over confident ho jaty hain aur for an usi time dobara trade lgaen ki koshish krty hain k ho sakta Hai is dafa bi profit mil Jae aur maximum aisa hota Hai k humen profit ki bjae loss ho jata Hai is k ilawa aksar jab humen loss hota Hai to us time bi hum over confident ho jaty Hain aur for apna loss recover krny k liye usi time trade lgaty hain jis k result men aksar Humen pehle se ziada loss face krna par jata Hai khud ko in cheezon se door rakhna he better Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

                  mai iss baat pe belkul app ke sath itefaq krta hn bhai yahe hamarai loss aur tabahi ke waja banti hai ke hamarai kuch trades jb profit mai close ho jati hai to hm over confident ho jatai hai aur apnai strategy ke saray rule ke parwa keye bagair trade krtay hain pir jo saray loss may chalai jatay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

                    Dear apki baat bilkul thek ha jab humien apni trade se acha profit le lete hain tab hi big lots se aur trade laga dete hain jis se humien loss hona shru ho jata ha lekin mera kehna kh jab b trade lagaien to tab thori der wait zaroor karien kh apki trade profit me ha ya loss me agar profit hoto tab hi humien second trade profit me laga dena chahie only first 20 take profit k liye aur daily ka margin rakhien means 5$ to bus os k bad phr trade na karien aur lalach kab na karien.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

                      ji haan sir Hum Pakistan Forex Mein Har Waqt aur confidence Hote Hain aur aur hum Jab rating karte hain to us Waqt bahut hi jyada confidence Hi Se trading karte hain aur overconfidence ho Jate Hain Kyunki Jab Hamen profit ho raha Hota Hai To Hum Aisa Hi karte hain aur jab Hamen loss hone Hota Hai To Ham Hum Ye Soch kar Pareshan Hote Hain Ki Humne trade kaise kiya aur Hamein Aisa bilkul bhi nahi karna tha thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

                        forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky kam karna chahey hamy confidence ky sat kam karna ho ga pher he hum kamyabe hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pury pakistan mai legal or famous business ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

                          forex main ham trading karty hain hamy is main kam karny ka bonus be milta hain jab hamy bonus milta hain to hamy zada over confidence nahi hona chahey hamy apny ap ko qaboo main rakh kar is main kam karna chahey yai aik online business hain yai aik international or kabe be band na hony wala real business hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein Hum overconfidence se kab kam karte Hain

                            forex mai jab hum lalach mai aa jaty hain to hum over confidence ho jaty hain or hum kam sahe sy nahi kar paty or hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X