Fazol posts ko thanks nai karna chaheay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Fazol posts ko thanks nai karna chaheay

    apny thk kaha lkn bhai zyda tr log achi posts ki krkrtkrkrty hain is liy thanx dety wqt ghbrana ni chy thnx de dny se hmara koi nuksan ni hga balk jo member hogha uski hosla afzayi hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Fazol posts ko thanks nai karna chaheay

      Forex trading mein Koi Bhi post Mere Khayal mein Faizul Nahin Hoti Kyon Sab Ne mehnat ki hoti hai sabka Apna Apna knowledge ke hisab se share Karte Hain isliye unko Thanks Kehna chahiye is Tarah Unka Hosla afzi nai hoteAur kaam karne ko dil nahin karta agar aap ki post par thanks Kahenge to untar Hosla badega unko profit milega isliye Ye Koi post Faizul Nahin Hoti Jo Zyada Se knowledge say a related Ho usko zaroor thanks karna chahie aur jo post 1 2 Line ki ho us beshak thanks nahi Kahana chahi
      • #18 Collapse

        Re: Fazol posts ko thanks nai karna chaheay

        Sharab Ne bilkul sahi kaha hai ki hamein chahiye ke paas reports Mein accha kaam kare aur accha profit Acer Q kya accha kaam karne se Accha hi Bole Sacha dost hai isliye main accha kaam karke achha profit Harshad Karen Kyunki Hame subah subah ke Waqt is Mila aur allah ke naam se shuru kar ke kaam karna chahiye tha kya Mere Kaam Aasan aur Barkat Ho
        • #19 Collapse

          Re: Fazol posts ko thanks nai karna chaheay

          Yes sir hum ko as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamin as mien aa ker her ba fazol posts ya threads ko thanks nahi arna hota hai aagr hum as mien aa ker un ko thanks kerty hien tu as ka yeh o ga k haq dar ko as ka haq nahi mily ga or joo as mien kio haq nahi rakhta hai us ko kham kha credit mil jaye as lye as mien hamain aa ker her bar kam karna hota hai or as mien apni life ko enjoy karna hota hai or as mien earning hasil karna hota hai.
          • #20 Collapse

            Re: Fazol posts ko thanks nai karna chaheay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hardluck پيغام ديکھيے
            Dear friends, pak forum par thanks ka option esleay hota hay ta kah jo members koi achi aur information wali post karay usay thanks kar k appreciate keya jaay, but kuch log apnay friends ki fazol posts ko bi thanks kar detay hain jis ki waja say un ko bonus kam milta hay esleay hamain fazol posts par thanks nai karna chaheay aur sirf achi posts ko hi thanks karna chaheay.
            Assalamu Alaikum ji bilkul Hamein fazool post ko thanks nahi karna chahiye Dil Ke unpost door Karne Ka Haq Hai Jo Hamein knowledge from Karti Hain meaningful ho aur quality wali Hoon Taki Hum Unse kuch Hasil kar sake Shukriya
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Fazol posts ko thanks nai karna chaheay

              Boht say log boht si post ko thanks kertay rehtay hain jo kay ghalat hay. hamesha mayari post ko hi accept kerna chahye. ager trader ko lagay kay yeah post is unwan kay mutabiq thek hay to lazmi us ko thanks keray. que kay is sya likhnay walay ka hosla bhi zyada ho ga aur yeah us ki mehnat ka phal ho ga jo us ko thanks ki sorat main milata hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X