Forex trading me tips aur ehtiyaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me tips aur ehtiyaat
    Dear memebrs, forex trading laik asa buseness hy jis me apko bhtt zada ehtiyaat sy chalnna parta hy hay loss ki soorat me hamen recover krny k leay bht proper planing k sath kaam lrna hota aik strategy jo complex na ho usko implement kren aur jalbazi na kren aksr ham asi strategy sy kaam krty hen k hen loss aur zada barh jaata hy q k ham aksr apni hi compelx strategy ko smj nahi paaty jis sy loss mazeeb barhna shuru ho jaata hy aur akhir is level py aa jata hy k hamara account wash ho jaata hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

    Ehtiyat to bhot zeada zarori hotu hy or hamari jo tips hoti hy who sahi nai hoti hy tips pr ham mo bhot zeada nai rehna chiya ya market kbhi bhi is my kahi bhi ja sgti hy is liya ham m is my jo bhi krna chiya who ham mo is my market ki movemint ko dykh k r our analysis pr depwnd t rreh k krna chiya
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

      G han bhai ap nay bahut achi bat ki hay, forex trading ek aisa business hay jis main ap ko bahut zayada care karni parti hay aur har trade ko carefully market ko analsye karnay k bad hi open karni parti hay q kah agar choti si bi mistake karain gay to hamain bara loss aa sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waqasarif پيغام ديکھيے
        Dear memebrs, forex trading laik asa buseness hy jis me apko bhtt zada ehtiyaat sy chalnna parta hy hay loss ki soorat me hamen recover krny k leay bht proper planing k sath kaam lrna hota aik strategy jo complex na ho usko implement kren aur jalbazi na kren aksr ham asi strategy sy kaam krty hen k hen loss aur zada barh jaata hy q k ham aksr apni hi compelx strategy ko smj nahi paaty jis sy loss mazeeb barhna shuru ho jaata hy aur akhir is level py aa jata hy k hamara account wash ho jaata hy
        Dear members Hamein Forex trading me ehtiat se kaam Lena chahiye aur dusre traders ke sath interact karna chahiye aur realist Hona chahiye.thanku
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waqasarif پيغام ديکھيے
          Dear memebrs, forex trading laik asa buseness hy jis me apko bhtt zada ehtiyaat sy chalnna parta hy hay loss ki soorat me hamen recover krny k leay bht proper planing k sath kaam lrna hota aik strategy jo complex na ho usko implement kren aur jalbazi na kren aksr ham asi strategy sy kaam krty hen k hen loss aur zada barh jaata hy q k ham aksr apni hi compelx strategy ko smj nahi paaty jis sy loss mazeeb barhna shuru ho jaata hy aur akhir is level py aa jata hy k hamara account wash ho jaata hy
          اسلام علیکم جی بھائی جان فوریکس ٹریڈنگ بزنس میں اگر آپ اچھے طریقے سے کامیابی حاصل کرنا چاہتے ہیں تو آپ کو مارکیٹ کی ویلیو کو اچھے طریقے سے جاننا ہوگا کیونکہ اگر آپکو مارکیٹ کی موومنٹ کی سمجھ آئے گی تب ہی آپ ایک اچھی اور کامیاب ٹریڈ لگا سکتے ہیں نہیں تو آپ کو لوس ہونے کے زیادہ چانسز ہونگے
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waqasarif پيغام ديکھيے
            Dear memebrs, forex trading laik asa buseness hy jis me apko bhtt zada ehtiyaat sy chalnna parta hy hay loss ki soorat me hamen recover krny k leay bht proper planing k sath kaam lrna hota aik strategy jo complex na ho usko implement kren aur jalbazi na kren aksr ham asi strategy sy kaam krty hen k hen loss aur zada barh jaata hy q k ham aksr apni hi compelx strategy ko smj nahi paaty jis sy loss mazeeb barhna shuru ho jaata hy aur akhir is level py aa jata hy k hamara account wash ho jaata hy
            Ji bhaijaan Forex trading Ek bahut hi critical business hai aur bahut Hai Iski business hai agar aap ismein se kaam nahi karte to aap aap kaafi nuksan Ne kar sakte hain aap ko chahiye ki aap Forex trading business Mein Sabar aur patient se kam Karen Kyunki Shabar aur questions hai aapko Forex trading Mein kamyabi Dil Ve ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

              forex pr agr ap kamyab hona chty h otu apko mhnt krni hogy or market ko smj kr kam krna hoga agr ap market ko analyssi axe trah kr lty ho trade sae phly tu ap ki trade kabi b loss m ni ja skty ha asal kam market ko smjna hota ha us kae lyae apko mhtn jkrni hoty ha
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

                g han humain iss main acha sy work karna chaiye asa karna sy hum iss main acha profit gain kar sagtye ha humain chaiye k hum iss main jitni be mehnaat kariye woh zaya na jaye humain iss main chaiye k acha sy acha post quality or thread quality ko acha rakye asa karna sy hum apna acha profit bana sagtye hain yeh he meri teraf sy tip ha acha earn karna k
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

                  forex trading business me sub se pehle ap ko achi learning ki zaroorat hoti hai or learning me ye sub bate learn karwai jati hain k ap ne forex me sabar se kam lena hai or kabi bi forex me lalach nahi karni or forex k rules ko follow karna hai or starting me kam se kam leverage se trading karni hai or demo account par jitna zayada ho sake practice karni hai phir real account me kam start karna hai ku k practice bohat zaroori hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

                    Hi Forex trading main tips ye hein k ap j b b trafilagain to indicators ko follow karein is sy ap ko is business main faida ho ga Indicators kafi had to hamy bats dety hein kbab kya ho sakta hai is leye indicators ko follow karein ager ap ko is business main kamyab Hons hai to indicators bohat hi zsroiri hein in trading main
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

                      Hi g hamy forex trading main bohat hi soch samj kr qadam uthana chahiye is sy hamy faida b bohat mil sakta hai aur loss b bohat mil sakta hai is leye jo b kam karein bohat hi soch samaj kr karein us main jo b kam karein hikmate amli sy karein ager hm is main kamyab hona chahty hein to
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

                        G Han bilkul dear aisa he Hai forex trading men kamyab hony k liye humen different tips aur ehtiyaat ki zrorat hoti Hai forex men kamyab ki tips men jo Lazmi hn Un men learning k sath sath practice ko improve krna is k ilawa emotions ko control men rakhna laalach se door rhna ye sab bohat zroori ha aur is k ilawa ehtiyaat men jo Lazmi hn wo ye k jab bi trade lgaen apni proper planning k according he lgaen is k sath sath market ki history ko ache tarha study krny k baad koi proper strategy bnaen aur usi ko follow krty hwe kamyab trading kren
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

                          app belkul sahe keh raha hain hamai apni strategy itn complex nhe rakni chaye jis mai hm khud phansay rahai strategy zyada indicater laganay say nhe b ante balke aik achai plaining say banti hai to lehazza hamai complex strategy say guraiz krna chaye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading me tips aur ehtiyaat

                            Trading main profit kamany se bhi jo ziada ehtiat wali chez hey woh hey apny account ko safe rekhna aor loss se bachana. Loss ho jaey to humain prifit us loss ko pora kerny key liey earn kerna perta hey. Strategy simple honi chaey aor stop loss laga ker trading kerni chaey.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X