Trader ke mukhtalif khayalat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader ke mukhtalif khayalat
    Asslamualikum dosto Mai nai buhut saray aisay log daikay hai Jo trading ke dawran sahe tention laikay baitay rehtai hai agr market Thora say profit ke taraf jata hai to zyada khush hokai jaldi say trade kat daitay hai takai loss ke taraf na aye aur jb loss ke taraf jata hai to screen ke samnay bait kar daiktay rehtai hai air tention laikay profit Mai wapas anay ka intizar krtay hai jis ke waja say account wash kr daitay Hain maira ye mashwara hai ke hamai iss tarah ke kaam belkul nhe kranay chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trader ke mukhtalif khayalat

    agar aap apni trading se profitable trading karna chahte hain to aapke liye jaruri hai ki aap yar of Las hokar trading Kiya Karen agar aap apne mind mein lost rakhte hue trading karenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho payegi isliye apne Man se a law score nikal Dene se hai achchi trading kar paate Hain Hamein rating mein loss hota hai fear of loss ki vajah se hai isliye Hamein apne aap par control karne ki zarurat hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Trader ke mukhtalif khayalat

      sir jab hum forex mien aa ker trading kerty hien to as mien aa ker hamain loss bee ho sakta hai or profit be eho sakt ahai a slye haamin jab loss ho jaye ya profit ho jaye to belkul bee preshan na hona hota hai as lye mien kabi bee forex mien trading k doarna preshan na hota hai q k mien forex mien analysis kerny k bad he trade open kerta hoon or mujhy lazmi success mil jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trader ke mukhtalif khayalat

        Forex main acha profit earn karny k liye patience bahut zaruri hai.aksar trader k sath aisa hota hai keh jb trade loss main chali jati hai to trade close nhi karty..market k reverse hony ka wait karty hain.lakin jaisy hi trade profit main ati hai to close kar dety hain takeh loss main na chali jaye.aisy traders ko ziyada loss hota hai aur kam profit hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Trader ke mukhtalif khayalat

          Apki baat theek hey. Kuch trader loss wali trade ko lagaey rekhty hain aor profit wali ko jeld close ker dety hain. Yeh habit munasib nhen hey. Trade profit main ho ya loss main usko apna time dena chaey. Jeb aik trade time guzarti hey to conferm ho jata hey keh market kis simat move ker rhi hey.
          • #6 Collapse

            Re: Trader ke mukhtalif khayalat

            forex ak aissa bussiness haio jiss mein loss bhee hO sktaa hai aur profit bhee hOtaa hai hmaaiin...hmre yeh he ghlti hOtee haii k jb bhee hmaii profit hOtaa haii thOraa sa bhee tO hum jldii trade close krnai ke kohshish krtaii hain ....aur jbb loss hOtaa hai to markett ka reverse hOnaii ka w8 lrtaii hain aisa nhee krna chiayii agar loss bhe tO chiayai k kaam loss py hum trade close krain aurr profit bhe munasiib ke k market se nikal lia jaii bht jldii bhe close nhe krne chaiyaiii
            • #7 Collapse

              Re: Trader ke mukhtalif khayalat

              G bhai ap ne sahi Kaha ha hr trader apny hisab se trading krta ha trading mein emotions tu hoty hi haen kuch log kem profit le k trade close kr daity haen kuch tahahaml mizaji hoty haen aur achi trades krty haen trade ko proper time daity haen wohi log acha profit hasil krty haen
              • #8 Collapse

                Re: Trader ke mukhtalif khayalat

                g han bhai bht sae logon kae saht asa hota ha kae trade jabb krty han tu loss lwe trade ko zyda loss m lae kr chly jatyahn or profit wle trade ko jaldy close kr lty ho lkn is sae apko loss ho skta a or agr ap is habit ko chor do tu ap kamyabi sae trading kr sktyho or akamyb ho skty ho is lyae hmesha mhnt sae kam kro or kamayb rho
                • #9 Collapse

                  Re: Trader ke mukhtalif khayalat

                  G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, forex trading main loss ata rehta hay aur loss anay par ronay petnay ka koi faida nai hota aur na hi tension lenay ka koi faida hota hay es say ham next trading bi sahi tarah nai kar patay esleay hamain chaheay kah loss anay par tension lenay ki bajaay aur zayada mehnat karni chaheay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trader ke mukhtalif khayalat

                    Jba hamai trade my zeada lot siz lgi hoti hy us taime ham koohr bhot zeada loss my jany kiwja sy ham ko bhot zeada tenrion hotinhy our is k liya ham ko chiya ham phly hi esa kry hi na k ham ki tention hi na ho our ham sahi kam kr sgy trading k kam my ham ko dykhna parhta yy sab kuch

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X