forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay
    dear seniors members mera ap say yeh swal hai kay jaisa kay hm sb jantay hain kay forex market monday say friday tk open hoti hai lekn friday ko market slow kiyun hoti hai and traders aksar friday walay din bohat km trades open krty hain kiya wjah hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

    اصل پيغام ارسال کردہ از: amjad1 پيغام ديکھيے
    dear seniors members mera ap say yeh swal hai kay jaisa kay hm sb jantay hain kay forex market monday say friday tk open hoti hai lekn friday ko market slow kiyun hoti hai and traders aksar friday walay din bohat km trades open krty hain kiya wjah hai.
    السلام علیکم جی بھائی جان میں آپ کو بتاتا چلوں کہ جمعے والے دن مارکیٹ سلو نہیں بلکہ کافی زیادہ تیز ہوتی ہے جس کی وجہ سے کافی زیادہ ٹریڈر جمعہ والے دن ٹریڈ لگانے سے باز رہتے ہیں وہ مارکیٹ کی سلو ہونے کی وجہ نہیں ہے بلکہ مارکیٹ کے کافی تیز ہونے کی وجہ سے ایسا کرتے ہیں آپ کو کسی نے غلط بتایا ہے کہ فرائیڈے کو مارکیٹ سلو ہوتی ہے اگر آپ دیکھیں گے تو جمعہ والے دن نے آپکو مارکیٹ کی موومنٹ بہت زیادہ تیز نظر آئے گی
    • #3 Collapse

      Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

      Dear mery kheyal me ap ka dehan kaen or hota hai friday waly din market bilkul bhi slow nhe hoti balkay marekt ki movement friday ko tees hoti hai week ka last day hony ki waja sy jab kah monday waly din friday ki nasbat makert slow hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

        nae beai jan mere andazey k mtabak ar ke bat drust nae h lakin mere andazey k mtabak is din markit ke raftar theek hote h ur jo is din kam nae krty un ka kheal ye ho ga aj hafty ka last din h is leay wo treading nae krty hn gy lakin aj k din b behtar trading ho sakte h
        • #5 Collapse

          Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

          Hi g fotex market friday ko sliw is tarha sy hoti hai hai k hm log jo.muslim hein jummy waly din zaida time aoni ibadat ko dety hein kyun k juma parhna hita hai.mardo ny masjid jana hota hai sb naha doh kr masjid main jaty hein jumma parhny k leye is leye friday ko rash kam hota hai aur log to is din kari.ar krth hu nahi bel kul nahi krty aur is din chuti krty hein
          • #6 Collapse

            Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

            q k agr ap friday ko trad ekrty ho tu us sae apki trade loss m ho ya profti n apko close krni hoty a ha is trah trade loss m close honae sae apko lowash ho skta ha account bar bar los ski sorat m or trade ko chornae pr apka weekend tention m guzarta ha or apko monday ka ni pta hota ah ksa ho skta a
            • #7 Collapse

              Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

              Dear friend Friday ko market is leay slow hoti hey keh ziada ter trader Friday ko apni trade close ker dety hain. Keon agey weekend per market clise hiti hey aor Monday ko pairs ki gap up ya down key sath open hony key chances hoty hain to is leay friday ko traders ka interest kem ho jata hey.
              • #8 Collapse

                Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

                forex market main friday ko trade tab he karni chahiye jab humay koi confirm trade milay es liye humay ye baat mind main rakhni chahiye keh market nay close hona hota hay es business main humay sab kuch manage kar kay he kam karna chahiye tab he hum esmain safe reh sakty hay esmain dul lga kar time daiany main he faida hota hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

                  forex aik online business hain hafty main market 2 din band hoti hain ham in 2 dino main trading karty hain or invest nahi kar sakty market ki movement slow hoti hain hamy is mian best experience or knowledge hasil kar ky kam karna pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

                    forex market friday ke raat ko 2 bajy band ho jate hain is liye yai friday ko slow hote hain hamy is din apne tamam trades close kar dene chahey q ky market 2 din band rahte hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

                      friday ko market band hone hote hain is liye friday ko slow hote hain forex aik international business hain hum is mai amount inves kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik real business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex market friday ko kiyun slow hoti hai and traders kiyun trades nahi lgatay

                        market fariday ko slow hote hain q ky friday ke raat ko yai band ho jate hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar forex mai kam kar sakty hain is mai agar hum lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X