signals par trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    signals par trading
    kya ham ko as main yani forex trading main trade signals par bhi karny chahiy hai ya nahi bhaio
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: signals par trading

    Boss aksar log singlan lete hien aur in per bharosa kerte hien magar mien in per belkul b bharosa na kerta hun mien khud sy acha kaam kerna chahta hun aur mien ja dakhta hun k ab mujh ko munafa mil sakta h tu mien apni trade laga deta hun aur jab mien trade laa deta hun tu kuch na kuch kama leta hun as lye ham ko bhoot ahtayat sy kaam kerna hota h.
    • #3 Collapse

      Re: signals par trading

      waise tu signal per trading nahi karni chahiye apni mahnat karni chahiye lakin agr kisi se apko acha signal milta hai tu ap signal per b trade kar skate hai lakin koshish ya kare gy apna b analysis kar le or phr trade kare or sath sath mahnat ko jari rakhe or apni strategy b tayar karte rahe q ke apni strategy bohat zarori hai apna kam apna hi hota hai or kisi ka kam kisi ka hi hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: signals par trading

        Hi g bel kul hamy signals per b tradi.trading krnum chahite hamy chahiye k hm tradi.g krny sy oehly indicators ko follow karein k ham indicators ko folloe kt k is forex sy bohat faida utha sakty hein is leye is sy faida uthain aur aoni.life style ko change karei. AUR apni family k leye ku h acha kr k dekhain
        • #5 Collapse

          Re: signals par trading

          Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna Kehna Chahun Ga Ke easy log Hoty Hain signals Pe Bharoosa Karty Hain Lekin main Nhi Karta kyon Ke agar Uske signals Galt ho Tou Pher hamara nukhsan ho jay Ga Hamen ad main Chahiye Aapne senior ko follow Karen ya Aapna Damag istmal Karen thanks
          • #6 Collapse

            Re: signals par trading

            dear friend nhi ham ko as main kabi bi signals par trading nahi krny chahgiy hai q k wo ziada tar ghlat hoote hain as liy ham ko as main apne ndimagh se hi karni chahiy hai tu ham ko fayda ho sakta hai or ham ko chahhiy hai ham as main ache se kam karne ki bi kushsh kare tu hi hm kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: signals par trading

              Aslamualaikum bht se traders aisay hain jo signals per trading kertay hain signals humain market trend ka batatay hain some time signals true hotay hain or some time signals wtong bhi ho jatay hain is lie signals per 100:/.aitbaar nai kerna chahiye apni learning or experience ko hi focus kerna best hy
              • #8 Collapse

                Re: signals par trading

                forex par trading karta waqt hamay mara khal ma sirf aur sirf trend ko hi follow karna chayia aur signals ko follow naimkarna chayia ku ka sometime signals ghalat be ho jata ha aur jo be trade signal ki basis par open kiya jata ha is par hamesha sirf sur sirf loss hi hota ha is liya hamay signals ko follow nai karna chayia aur trend ko karna chayia
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: signals par trading

                  Signal pr hamara kam.sahi nai hota hy hamy signal pr am nainkrna chiya apna ham ko kam.krny k liya bhot ehtiyar bhot zeada mhant our ya sab bna k ham.ko apni trading khod krni chiya pr sahi kam ho jata hy hamara oayr ham sahi kam kr lyty hy trading my ham loagr khod kuch bnnahy to ham mo khod agy jana chiya

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X