Trading and our familly

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading and our familly
    Dear friends, hamari trading ki waja say hamara behavior apni family k sath change hota rehta hay, jab hamain profit hota hay to ham khush hotay hain aur hamara behavior thek rehta hay but jab loss ata hay to hamara behavior family members k sath insulting ho jata hay, esleay main yah kehna chahta hon kah loss aur profit anay par haman normal rehna chaheay q kah yah to business ka hesa hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading and our familly

    Assalamualaikum Ji Bhajan Forex trading business accha business hai agar Hum Apne family member se karne ke liye karte hain tu ja bahut acchi baat Hogi Aur Hum Apne doston ko bhi leke aaye bahut acchi nahin kar sakte hain aur hamein chahiye ki hum Apne Kamre Mein Aise Kho Gayi account open Kar Ke Le sake woh bhi aapke ghar Walon Ko sport kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Trading and our familly

      G dear jhan tak daikha jaye tu family sub ko aziz hoti hai aur humain family ko time daina bhi chaye but forex mai ap ko aik proper time ka ni khaita yani kay ap es mai forex kay paband ni hotaye ho ap apni family ko time dain aur jub kisi time faragh hun tu forum pay kam krain ya trading karaye waisaye bhi ap ye apni family kaliye he kar rhain hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading and our familly

        G han dear ap bilkul thek kha rhy ho is me ham pe or hamri family pe bhot asar hota hai qk jab hamen loss hota hai to hamra mod kharab hota hai or jab hamen profit hota hai to hamra mod khush hota hai mery kheyal me bas ye he waja hai kah trading me loss or profit ki waja sy mode me bhi chagning ati rahti hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading and our familly

          ap ne bilkul sai kaha dear zaida tar aisa hi hota hai humain profit hota hai to hum khush rehty hai family k sath aur jb lose hota hai to humara mod zaida tar kharab rehta hai aur hum janay anjanay mein sb ka dil dhukha dety hai jo k humain nai krna chaiye is bt ko sb ko samjna haiye jo aisa krty hai wo khud ko badalay aur forex ko ek business point se lay aur business mein profit lose dono hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading and our familly

            Brother bohat achi baat ki hai aap nay or bilkul sahi tajzia kia hai. Forex trading aik business hai jaisay koi bhi dusra business hota hai. Business mai profit or loss iss ka hissa hotay hai. Hum business kertay huay jo bhi faisla kertay hai wo hamara apna hota hai iss liye agar loss ho to bhi humey khud he usay recover kernay ki koshish kerni chaiye uss mai hamari family ka koi role nahi hota hai.Iss liye apni family kay saath hamara rawayya hamesha normal hona chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Trading and our familly

              Dear aap ki baat bhi bilkul theek hai kya main Forex ke sath sath apni family ko bhi time de na chahi Agar Hum Apni family ko time Denge Tu Jyada achha hota hai ya nahin ke hum apne business par hi focus kar rahe Jab Hum Apni family ko time nahi dete to hum Ye sochte Hain ki hum ne kuch accha Kiya hi nahi hai isliye Hum Sab Ko chahiye ke business ke sath family ko bhi time Dena Chahiye ya nahin ke Forex karti hai kya apni family ko time at 2 bus Forex Ko Hai 2 isliye Hum Sab Ko chahiye ke hum Forex ke sath family ko time de Sake Hum acche se apni family ke sath time spend karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Trading and our familly

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hardluck پيغام ديکھيے
                Dear friends, hamari trading ki waja say hamara behavior apni family k sath change hota rehta hay, jab hamain profit hota hay to ham khush hotay hain aur hamara behavior thek rehta hay but jab loss ata hay to hamara behavior family members k sath insulting ho jata hay, esleay main yah kehna chahta hon kah loss aur profit anay par haman normal rehna chaheay q kah yah to business ka hesa hay.
                G bhai ap bilkul theak kh rhy hain log isi trah krty hain jb k aesa nai krna chahiye q k ye sb business ka hissa h... Mai ny aesy b log daikhy hain k jb wo trade kr rhy hoty hain to jesy jesy trade move krti h unka BP b kbi low kbi normal ho jata h... Trade ko dil py nai lena chahiye or kbi b jeetny ya profit k liye nai balky seekhny k liye trade kro ap kamyab hon gy
                Thnx
                • #9 Collapse

                  Re: Trading and our familly

                  Dear forum member yeh baat yad rekhain family ki priority first hoti hey. Trading bhi hum ager ker rhy hain to yeh bhi family life ko behter kerny key liey. Ager is trading se hamari faily hi teng ho to phir iska koi faida nhen hey is leay time management key sath chalna chaey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading and our familly

                    forex aik online business hain ham is main trading karty hain ham is main apni marzi sy part time be kam kar sakty hain or ham is main full time or ham is main full time be kam kar sakty hain is main kam karny ky sath sath hamy apny family ko be time dena chahey yai aik aam business ki nisbat bohat hi acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading and our familly

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hardluck پيغام ديکھيے
                      Dear friends, hamari trading ki waja say hamara behavior apni family k sath change hota rehta hay, jab hamain profit hota hay to ham khush hotay hain aur hamara behavior thek rehta hay but jab loss ata hay to hamara behavior family members k sath insulting ho jata hay, esleay main yah kehna chahta hon kah loss aur profit anay par haman normal rehna chaheay q kah yah to business ka hesa hay.
                      Salaam Alaikum Zee trading aur Hamari family Dono Par Ek dusre Par Asar padta hai Jaisa Hamari trading chal rahi Hoti Hai Hamara behaviour bhi Waise Hi change Hota rehta hai apni family ke saath Agar Hum Jyada accha earning kar rahe hain Tu Hamare accha behaviour Hota Hai aur Agar Hamesha main loss ho raha ho to Hamara ravaiya Mein choor choor apana Jata Hai Jiski wajah se Hamari family Bhi Mat Aisi Hoti Hai Mere Khayal Mein To iska family par bahut Asar padta hai Shukriya
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading and our familly

                        ji haan Sharab Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex mein bahut hi acchi Tarah Se trading Karte Hain To hamein chahiye ki Hame Apne family ko bhi Pakistan Forex Mein invite karna chahiye Kyunki Pakistan Forex Main Agar Hum unko invite Karenge to Hame Kisi job ki jarurat bhi nahin Hogi Aur Hum Pakistan Forex se achi e earning kar sakte hain thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X