Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai
    Dear members aaj usd pe kafi high impect news thi aur aaj gold pe in news ke kafi asraat moratab huye hain aaj gold men bahut ziada bearish movement hui hai
    Aur jin logon ne gold pe sell ki trade open ki thi aaj un logon ne kafi acha profit kamaya hai isliye main kahunga k hamen news ko lazmi predict krna chahiye q k in ki waja se hamen acha profit bhi mill jata hai aur hamein nuqsan bhi kafi ho jata hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

    News jab bhi aye isy sers liaa kren jesy aj kii news ki wjh sy gold ki market kafii uper gayii hy isitrh bqi bhi jo news atii hain unkaa bhi bht asr prta hy islie news dekhaa kren zrur ajj bhi bht bndo ko trades bht loss main gyi hainn aur kch ki bht profit main is news ki wjh sy islie bhtr yehi hy ky news aye tw trade na kren.
    Mehnat Me Azmat hai
    • #3 Collapse

      Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

      G bilkul Aj usd strong howa ha jo kafi din se week chal raha Tha aj kafi achi news thin aur Un ka impect bhi kafi acha perha ha usd pe. Congrats for those jinhon ne aj gold pe acha profit liya ha. Aj wasy lag raha Tha k usd strong ho ga aur wohi Hwa phr
      • #4 Collapse

        Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

        trading mai jab bi news ati hai tu market pr asar karti hai is lia seniors kahta hain ka trade lagana s pahla news ko dahk lia karain agr bari news hai tu trade news ka bad lagain ta ka ap ko loos ka samna na karna pahra news ka bara mai janana ka lia ap kisi accha trader s rabta karain or os s sekhain ka news kasa dahkhi jati hain suhkirya
        • #5 Collapse

          Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
          Dear members aaj usd pe kafi high impect news thi aur aaj gold pe in news ke kafi asraat moratab huye hain aaj gold men bahut ziada bearish movement hui hai
          Aur jin logon ne gold pe sell ki trade open ki thi aaj un logon ne kafi acha profit kamaya hai isliye main kahunga k hamen news ko lazmi predict krna chahiye q k in ki waja se hamen acha profit bhi mill jata hai aur hamein nuqsan bhi kafi ho jata hai
          Assam Alaikum ji bhaijaan yeah effect toh zaroor hi Hona Tha Kyunki America ki account mein Itni Jyada Neeche nahi girti jitni ke Pichhle week mein Giri Hai Jiski wajah se gold Upar chala gaya tha abhi Uske ab aap Dekh Rahe Hain Ke Us ki jo news bhi aayi hai wa positive Mein Hai Issi vajah se gold kaafi Neeche chala gaya hai jo Mujhe lag Hi Raha Tha Aur meri trade be successful ho gayi hai
          • #6 Collapse

            Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

            G haan dear aj takreebun sara din trading mai Gold ki movement Bearish he rahi or bohat kam time kay liye gold ka trend bullish hua tha but phir again bearish mai agaya hai. Sell pay trade kernay walo ko kaafi profit hua hai but wo members jinho nay kal bonus anay kay baad gold pay trading ki hai agar unho nay kal waali movement pay trades open ki hui thi to unhey loss bhi kaafi ziada ho chuka hai. News ki issi liye importance hai
            • #7 Collapse

              Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

              G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, usd ki news k market par bahut zayada asar parta hay aur usi k sath hi usd ki news atay hi gold ki market bi pehlay say zayada fast ho jati hay aur ek side par nikal jati hay, ap dekh saktay hain kah kal ki news say gold tezi say nechay aa geya hay.
              • #8 Collapse

                Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

                forex mai hum agar new hain to hamy gold mai trading nahi karne chahey is mai kam karny ky liye hamara experience bohat acha hona chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                • #9 Collapse

                  Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

                  forex mai hamy ache learning ky bad mahnet sy kam karna chahey forex aik world wide business hain hum is mai agar kam karny ky expert hain to hamy gold mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

                    forex aik unique business hain hum is mai gold mai kam kar ky bohat ache earning hasial kar sakty hain hum is mai live kam karty hain hum is mai agar kam karny ky expert hain to hamy expert banna chahey forex mai agar hum new hain to hamy gold mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or hamara paisa zaya ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

                      forex aik real business hain hamy gold ke news ko dahkna chahey or hamy mahnet sy forex mai kam karna cahehy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

                        forex aik international business hain hum is mai pairs mai kam karty hain gold aik risky pair hain is mai kam karny ky liye hamara expeience acha hona cahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik legal business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Aaj ki news ka gold pe kafi effect hua hai

                          forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik interantional business hain gold aik acha pair hain is mai kam karna risky hota hain hamy expert ban ky is mai kam karan chahey forex aik real business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X