Technical and fundamental . . .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical and fundamental . . .
    Dear forum members main sawal hai kay kiya hum jab technical analysis kar rahay hote hen. to kiya os waqt fundamentel be dekhne ki zarorat hoti hai. ya forex trading main technical main fundamentel analysis ki zarorat nahi parti hai. or aisi he jab hum fundamental analysis kar rahay hon. to kiya technical analysis ki zarorat hoti hai. ans me.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bat jan lani chaiya ka technical analysis ki zarorat hoti ha or fundamental ayalysis ki bhi zarorat hoti ha or maza bhi ata ha
    • #3 Collapse

      main sirf fundamental analysis he use kerta hun aur chon k main abi yahan naya hunbi lie mujhe technical ka kuch nahi pta.
      • #4 Collapse

        bhai jaan mai to yaha per new member he hu and mai samjta hu humay pak forum ki tarf say learning k saat earning ka advantage hasil hai to humay is per apna daily basis per time spend karna chaiey
        • #5 Collapse

          Forex market main technical aur fundamental dono analysis ka bohat hi ahem role hota hai aur is liye in dono ko khas tor per dekhna parhta hai. Aur technically hum jab market ko analyze karte to ziyada acha profit gain kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            yes my dear ap jb b koi trade open kro ap ko chahiye k ap technically fundamentally analysis kr iya kro aisa nahi hai agar ap ne techncal analysis kr liye to ap ko fundamentally analysis ki koi zaorat nahi hoti ye to mukhtalif treqe hain analysis k jin ahmiyat aponi jagah pe qaim hai
            • #7 Collapse

              My dear friend forex treading ma technical analysis or fundamantal analysis dono ki hi zarorat hoti ha ager app in do ko sat la kar chalya gaya too app kkhud ko loss sa bacha kar rakhay gaay is liye humy in dono p khub prictic karna chyee hai.
              • #8 Collapse

                G han mere dosto or saathyon me ap sub logo ko is baat say agah karun k forex technical me analysis bhi honi chahye or jab fundamental analysis hoti hai tou usi hawalay say hi analysis karne chaye takya hum ek dosre k analysis ache tarah samajh le.....
                • #9 Collapse

                  forex trading mai agar app ko pata lagana hota hai ke fundamentak kya ane wale hai tu app ko technical ko strong kerna hota hai.forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai wo hamesha market mai technical per depend kerahe.
                  • #10 Collapse

                    forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business yeh analyisi kee types han inko study kerna mujhay nahe atta hay..
                    • #11 Collapse

                      Bhai mai apko btana chahoo ga k trader ko hmesha 1 hi analyses k mutabik forex market cahrt ko analyse krna chahiye ya to Fundamental analyses ko use kray ya phir Fundamental.Dono treeko 1 hi time use krnay say trader double minded ho skta hai or perfect entry or exit points k findout krnay mai b difficulties ko face krna pr skta hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        ji mein hamesha es kam ko sahi trhan sy krna chahta hun lekin mein yehi kahun ga yeh kam sahi hai lekin risky hain
                        • #13 Collapse

                          forex trading meni technical analysis or fundamental analysis dono ki he zaroorat hoti hai ager aap do ko sath lay kar chala gaya to aap khud ko loss sa bacha kar rakay gay. good luck.
                          • #14 Collapse

                            trading mai humay techincaly and fundamnetal analysis per dono he per focus karna parta ha kiu k is say market per kafi had tak farq parta ha or humari har trade loss ka samna b kar sakti hai issi liye humay koshish yahe karni chaiey k trading mai support resistance k saat saat news per b focus kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yeh bohat hi zaroori cheezain hain kay aap jab bhi apna meta trader kar trading terminal open karen to uss kay sath main fundamental news ko laazmi read karen aur phir ussi ko follow kartay huye technical chart per apni trading strategy kaim karkay trade ko buy ya sell per open karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X