loss ka zimedaar kon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ka zimedaar kon
    jab bhi humy l;oss ho jata hai to hum kehty hain k aj markete ny aisy move kia aj mere against gaya aur mere loss ki waja forex hai hala k jo bhi loss hota hai wo humy apny ap sy hota hai is ka zimedaar bhi hum khud hi hoty hain na k trade ap ko knowledeg ko le arn karni chahye aur hardwork karni chahye
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ka zimedaar kon

    Sir jab hamain loss hota hai tu as ka zimadar bee hum khud hoty hien q k yeh trade hum nay apni marzi say lagai hoti hai as lye hamain agar forex mien loss bee ho jata hai to preshan na hona chhaye bel k hamain us time ka wait kerna hota hai jab market hamary haq mien aa sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: loss ka zimedaar kon

      Agar apko is mein loss hota hain to apko chahye k ap is mein k dekhe k apko kis wajah se loss ho raha hain aur apko is mein ihtiayt se kam karna chahye aur har trade open karne se pehle is mein apko ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein apko zada mehnat karni chahye aur apke loss ka sabab ap khud hain na k market
      • #4 Collapse

        Re: loss ka zimedaar kon

        G dear ji humain loss hota hai es kay zimendar hum khud he hotaye hain kiyu kay hum khud he trade lagataye hain ager theak lag jaye tu ap ko profit mil jata hai aur ager shi na lagaye tu ap ko lose ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: loss ka zimedaar kon

          dosto loss ka zimmadar asal main market bhe ho sakti hai or insan khud bhe hosakta hai,agr kisi ko trading karni ati he nahe tu wo losss nahe karay ga tu or kiya karay ga,bina samjha agt ap trading kareingay tu ap kaise kamai kar saktay hain?,es liye ye zarori hai k ham forex market ko khub samjhein or practice karein takay jab ham trade karein tu hamein loss na ho.forex market tab loss karti hai jab news py gair zarori move karti hai,jis ka hal kisi k pass nahe hota ,es ka ek he hal hai k ap aise news py trade karna stop ker dain.
          • #6 Collapse

            Re: loss ka zimedaar kon

            Dear frend forex mai jitna b loss hota hai os k zamedar hm log khud hoty hai kun k hmari nasamjhi ki waja sy he hmara account washed ho jata hai laken agar forex managment koi aisa ruls nikalay jis mai hmy account washed hony par kuch lone diya jaye jis sy hm loss apne tread countine rakh saky or jab hmary account mai bouns aye to wo money hmaray bouns sy kat li jaye to mery khayal mai ye bhot acha hai or es tarha hm apne tread ko cntinu rakh sakty hai.
            • #7 Collapse

              Re: loss ka zimedaar kon

              Forex mein jis ko loss hota hai uss ka woh khud hi zimadar hota hai kyun kay uss ko kisi ki wajah sae loss nahin ho raha hota balkay uss ko uss ki apni kisi ghalti ki wajah sae hi loss hota hai tou phir uss ka zimadar bhi wohi banda ho ga
              • #8 Collapse

                Re: loss ka zimedaar kon

                my dear loss ka zimedaar koi aur ni hota balky hum khud he hoty hain hmari apni he kisi na kisi galti ki waja se humen loss face krna parta hai hmare analysis men galti ki waja se bi aksar loss ho jata hai is k ilawa kabi kabi knowledge ki kami ki waja se bi loss ho jata hai is k ilawa kabi kabi hum dosron ki strategies ko follow krny ki galti krty hain us se bi loss ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: loss ka zimedaar kon

                  dear members jaisa kay ap sb janty hain hai kay forex main agr apne kamyaab hona hai and profit earn krni hai to apko forex main expert and knowledge hona chaye agr ap knowledge nahi rakhty ho ap loss krty hain main to yahi kahon ga kay forex main loss kay zimadar hm khud hotay hain hmaray pass knowledge and experience ki kmi hoti hai jis ki wjah sy hm loss krty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ka zimedaar kon

                    bhai jaan ham as main apne loss kaa zimedar ham khud hi hote hain q k agar ham ko loss hota hai tu hamry apni mistakes ki waja se hota hai as main ham khud hi as ka zimedar hote hain
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ka zimedaar kon

                      Assalamualaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai main sirf itna Kehna Chahunga ke loss ka Ham Khud zeme dar hain Kyon Ki isme lalach Nahin Karni chahiye thi Humne jaldi Badi kiya hai isliye Hamein loss hua hai aur Hamein Jyada risk bhi nahi Lena chahiye tha hamen as amin jald baazi nhi karni chahiye Tu Hi Kamyab Honge
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ka zimedaar kon

                        loss ky zimedar hum kud he hoty hain hum is mai kam karty howe jab galti karty hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ka zimedaar kon

                          loss k zima dar ham khud hoty hain kyon k jab bhi hmain loss ho ga hamri galti ki wajah say hota hai forex market main aik tu bgair kisi confirmation k kam naa karin aur aik slow movement main trad en karin ye hamesha ap ko loss ki tarf lay kar jati hain is leay ap ko achi movement ka wait kar k order laina chaheay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X