Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty
    Dear bhai jan bohat trader asy bhi hain jo mahnat bhi bohat krty hain phir bhi loss kr rhy hoty hain dear broker man saf btaua jata ha k yah business hir ksi k liy sotable nahi hir koi is business man kmyab nahi hota is luy agir aap bar bar loss kr rhy hain to aap ko zuada loss nahi krna chaye aap ko ua is business ki proper learning krni chaye ua phir is ko chord dana chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

    my dear aisa bohat kam hota hai k koi mehnat kre aur kamyab na ho aur aisa agar ho bi jae to maximum chances hain k us men hmari koi na koi mistake hoti hai jis ki waja se nakami hoti hai is liye aisa soch kr trading chor dyna k mehnat kr k bi nakami hoti hai galat hai mehnat ko continue he rakhna chaheye ta k kamyabi hasil ho saky.
    • #3 Collapse

      Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

      Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna Kehna chahun Ga Ke agar Koii as main mehnaat Karty Hain Pher Bhi WO kamyab Nhi Hoty Pher Usko Chahiye as main Dil Laga Kar kaam karo Aur Forex ko Aapna kaam Samjh Kar Karen Aur Aapne senior ko follow Karen take Aap us Se Koch experience ya knowledge hasil Kar sako
      • #4 Collapse

        Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

        G bilkul aesa hi hai lekin is ki waja ye hai ke un ki direction theek nahi hoti basically hmain pehle practice karni chahiye agar wo direct real pe practice karain ge to earn nahi krain ge pehle strategy bnaen us ko 4 months Tak practice karain the us ko phir real PR apply karain aur phir emotions ko control nahi karte jis ki waja se buhat loss hota hai is liye practice karain ke AP greed na karain bilkul ta ke AP kuch earn Kar saken
        • #5 Collapse

          Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

          Forex ka business ko start krna s pahla ya mind mai lazmi rakhain ka forex mai loos zayda or profit kam hai is lai ya manage krna ap ka kam hai ka profit kitna ho or loos is lia trading ko soch samaj kr karain experince hona ka bawajood ap agr loos krta hain tu ap trade mai jald bazi kr raha hota hain kiun ka trade mai jald bazi aksar nuksan dati hai
          • #6 Collapse

            Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

            G sir ap ki bat bilkul theak hai kiyu kay forex aik risky business hota hai es mai koi samjh ni ate hai kay ap zayad mahnet karo aur ap ko lose na ho lose ka koi bhrosa ni hota hai ap kay luck pay depend karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

              Yes sir Aisa kai baar hua hai ki hum Jyada Se Jyada mehnat karte hain Fir Bhi Hamen loss hota hai lekin Aisa main tabhi Hota Hai Jab Ham wrong tarike se market ko analyses karte hain aur Jiske Liye Hamein loss hota hai hamein chahiye ke Ham acchi Tarah Se market Koi Na Lage Karen aur FIR trade Karen
              • #8 Collapse

                Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

                Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein bahut zayada log mehnat kertay hain lakin woh kamyab nahin hotay aur iss ki main wajah yeh hai kay woh forex mein apnay loss ki wajah nahin jantay aur na hi apni mistakes ko theek kernay per tawajuh detay hain jis ki wajah sae unhain loss hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

                  Hi g bel kul Kuch trader mehnat krty hein per pher b kamyab Nahi ho part is ki waja ye hai k wo to mehnat krty gin sahi Nahi krty is tarha to chur b mehnat krna hai per khani kamyab ho jata hai aur Kabhi nakamvho is leye ap pehly is kam ko sekhein pher sahi direction my is py mehnat karein take ap Ka time zaiya na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

                    G ha sir g is pak forex tarding me boht sy asy trdaers ha jo boht mehnat karny ky babjood kamyab nhi hoty q ky wo apny sinoer ko follow nhi karty ha agr wo apny sinoer ko follow kary to is kam ko boht acha learning kar sakty ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

                      Main kafi arse bad is forum per dobara active huwa hon. Forex aasan nahi hy. Main ne 2013 main forex trade karna sharo ki thi. Laikin main 5 saal ki mehnat ka bad kamyab huwa hon. Mujhe forex main kamyab hone ki liye buhut ziyada mehnat karna pari hy. Main chahta ho ki main pakistaniyon ki is forum ki madad karo. Main koshish karo ga ke ap logon ko ache machware de sakon.
                      • #12 Collapse

                        Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

                        G Han bohot se friends bohot zaida mehnat krte hai phr bi wo successful ni hote is ki wajah ya to Yeh hai k in k pas experience or knowledge kam hota hai hai ta in ka luck sath ni deti kuch ni ni mehnat krte raho ek din zaroor successful hon gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

                          As-Salaam-Alaikum dear friends Mera Nahin Khyal ki jo Log mehnat Karte hi kamyabi zaroor Hote Hain Forex trading mein kuch member kehte Hain ki hum bahut zyada mehnat Karte Hain lekin Hamein Phir Bhi e kamyabi Nahi Milti kamyabi zarur milti hai hi laik in unke andar knowledge ki Kami Hogi gi yeah practice ki Kami Hogi Kahin na kahin se usne mistake ki Hogi is wajah se niKami Ka Saamna Karte Hain Main Agar hua Apna Kaam Soch Samajh Kar practice kar kezada se zyda mehnat Karke a Karenge Tu Kabhi Bhi Na Kam Nahin ho sakte kamyabi ap kaKadam chume gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

                            Dear mahnat krna sa phal zror milta hai laikin kabhe kabhe ham galti krta han tu phr ham ko lose ho jata hai per ham ko apni mahnat ko jari rakhna chaya kiun ka mahnat kabhe zaya nea jati hai us lya apna work ko carry on rakhen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Koch trader mahnat krty hain phir bhi kamyab nahi hoty

                              Hi g bel kul kuch trsder mehnat krty hein pher b loss b rehty hein ye pher un ki.luck hai shaid un k naseeb my profit nahi hai kyun k insaan k nasedb jitna rizq lekha hota hai us ko utna hi melta hai us leye parishan na hin aur Allah ki riza per razi rahein aur mehnat jari rakhein dil.chuta na karein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X