Loss Say Kisse Bachna Chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Say Kisse Bachna Chahiye
    Bhaai Jaan Mera Yeh sawal Hai Aap logon Se Hamen loss Se bachne Ke Liye kia karna Chahiye Matlb Ke Hamen as main kia istmal karna Chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

    dear mairay khayl say forex markeet main sab say aeham yeh nai hay k ham earning kitni kar rahay hain sab say aeham hay k hamaray pass lose say bachnay k liye sab say aeham kia knowledge hay sab say aeham hay apnay apko lose say bachana agar ham apnay apko lose say bachanaymain kamyaab ho jatay hain to hamain forex markeet main profit earn karnay say koi nai rok sakta hay earning hona apnay aap start ho jayege.
    • #3 Collapse

      Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

      loss se bchna asaan hai agar mehnt ki jae is k liye zroori hai apni lkearning ko maximum strong bnaya jae is k sath sath thora sa profit hony par emotional ho k lot size barhane ki koshish na kren balky mazeed practice kren ta k is se axcha profit hasil kr saken apny emotions ko control men rakhen greed se bchen jald bazi na kren trading se pehle market ko ache tsarha analze kren aur koi ache si planning kren losses se learn kren hopeless na hun.
      • #4 Collapse

        Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

        Dear jhan tak mera khyal hai tu bada lose se bachna mushkil hota hai per aik bat hai kay ager ap lot size trading karo gaye tu lose kam ho ga aur us se bachnaye kaliye zaroori hai kay soch samjh kay he trading karo aur jis trade pay trading karo tu us ki mukaml history chik kar kay karo
        • #5 Collapse

          Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

          Agar aap new trailer hain aur aap ko loss ho raha hai to aap ko Pareshan Nahin Hona chahie balke apni aur Vignesh ko control karna chahiye Jiski wajah se aapko loss Hua Hai aur Jyada Se Jyada Apna experience and knowledge ko improved karna chahie taky ainda se aapko loss ka Samna Na Karna Pade
          • #6 Collapse

            Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

            Hi g hm is Surat my loss sy Bach sakty hein k hm is business ko pehly samjen k ye hai kya kya hm is ko Jr b paein gy ya Nahi aur pher us business k rules ko b Achi tarha sy samjein pher in rules ko follow karein in rules ko follow krna k hi hm is business my kamyab ho sakty hein is leye is ko pehly Achi tarha sy samjein
            • #7 Collapse

              Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

              Agar ap loss se bachna chhayte hain to apko chaye k trade open karne se pehle apko is mein market ko achi tarah se analysis kare aur apne senoirs se mushara kar k hi ap trade kare aur apko lot size bhi kam lagana chahye aur apko is men ihtiyt se kam karna chahye aur zada greed nahi karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sherali پيغام ديکھيے
                Bhaai Jaan Mera Yeh sawal Hai Aap logon Se Hamen loss Se bachne Ke Liye kia karna Chahiye Matlb Ke Hamen as main kia istmal karna Chahiye
                Assam alaikum bhai jaan Forex trading business mein agar aap log se batana Chahte Hain To aap ko bahut hi care Holi kaam karna hoga Kyunki isme loss bahut aasani se ho jata hai aur profit bahut Hai Mushkil se Hasil Hota Hai agar aap Chahte Hain Ki aapko accha profit ho to proper analyse aur aur acchi entry. Par apni trade ko open Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

                  Hi g lodd sy bachny k leye zaroiri hai.k hm pjely demo.account py khub practice kar len oher is k bad trading karein real account py aur hamy chahite k hm jb . . trade lagain to stop loss aur take proxit zaroor lagain is sy hamy faida ho ga ager profit hua hua to zaida ho ga aur ager loss hua to km ho ga is tarha k tips hany yad rakhny chahiyen
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

                    Sir forex mien aa ker loss say bachan asan na hai mager as say bacha ja sakta hai q k jab hum as mien aa ker analysis kerty hien tu as mienearning hasil ker sakty hien as lye hamain forex mien aa ker kam kerna hota hai or khud k lye aik acha future hasil kerna hota hai as lye mien aik hard worker ban ker kam kerta hoon.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

                      dear apny acha sawal kia hai k hum is main loss sy bachnhy k liye kia kaam karain aur kis tarha sy apni earning ki ziyada sy ziyada karain to is ka aik hi hal hai k ap is main learning karain hardwork karain aur achi knowledge haasil kar k expert bany har tool ko achy sy samjhy phir hi ap loss k factor ko kam kar sakty hain
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

                        jee bhai apne acha swal kiya hai main apko bta don agr apne forex market main loss sy bachna hai to apko forex main ek to knoweldge hona and experience hona chahye and us kay sath apko forex main trading kry howay kabhi lalach nahi krna chahye ap apna ek mind set krain and ek strategy kay sath kam krain thora earn krain lekn lalach na krain agr apko ksi din profit nahi aati to koi baat nahi sabar krain lekn loss sy bachain and market ko khoob analyse kr ky trade kiya krain .
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

                          boss jab ham forex mien lalach kerte hien to as mien ham ko nuasan hota h as lyee hamain as mien kaam kerna hota ha as lyee mien as mie kaam kerta hun agar hm ko as mien kaam kerna hota h tu hm ko as mien lalach na kerna hota h aur ham ko loss s dor rehna hota h as lyee ye hi acha h as lyee ahtayat kerna hota h.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

                            dear ham as main loss se as trha bi bach sakte hain kee ham ko as main greed nahi karni chahiy aor ham ko as main kabi bi kisi bi halll main ham ko risk bi nahi lena chahiy hai agar ham as main risk ya greed kare ge tu ham kabi bi loss se nahi bach sake gee as liy ham ko an dono ko chorna ho gaa
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss Say Kisse Bachna Chahiye

                              bhai jaan agar ham as main greed nahi kare ge tu ham as main kamyab hon gee as liy ham ko chahiy hai kee ham as main ache se bhi kam kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham ko chahiy hai kee ham as main los se bachne kee liy ham as main risk bhi na le

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X