Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi
    gar hum forex trading mein stop loss lagate hain to kiya is ka faida bhi hain ya nahi hum to zada tar is mein take profit hi lagate hain stop loss ka koi faida hain bhi ya nahi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

    Hamein apni trading mein stop loss ko use karna bahut zaroori hota hai jab Tak Hum apni trading mein Star plus Koi use nahin karenge tab tak Hum apne account ko safe nahi rakh payenge isliye hame chahi ki hum stop-loss ko jarur use Kiya Karen tab hi Ham kamyab trading kar sakte hain agar Ham stop loss ko use nahin karenge to hamare account kafi dangerous hoga aur jab bhi market hamare opposite jayegi tu hamara is account wash bhi ho sakta hai isliye Hamein stop lash ko zaroor use karna hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

      Forex mein koi aise cheez chart per maujood ho aur uss ka koi faida na ho tou yeh ho nahin sakta stop loss laganay kay bahut zayada faiday hain aap ko chahyea kay apni her trade mein stop loss lagain iss sae aap kay account ko zayada loss ka samna nahin kerna perta aap ka account safe hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

        Stop loss ko lagane ka faida hi hy is ka koi nuqsan nhi hy ap ne apni trade mein stop loss nhi lagya tu ap ka account wash bhi ho sakta hy stop loss ko laga kar trading kartay han tu is se hum ziada loss se bach saktay han apni har trade mein stop loss ko bhi lazmi lagana cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

          g han dear stoploss lgane ka bohat faida hai is se hmara accoyunt wash hony se bach jata hai is k ilawa hum apna account safe rakh kr market men in reh sakty hain kyun ky jab tak hum market men in ni rahen ge tab tak market ko samajhna hmare liye mushkil ho ga aur is k ilawa koi ache strategy bnana hmare liye possible ni ho ga is liye koshish kren jab bi trade lgaen stoploss must use kren.
          • #6 Collapse

            Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

            Hi g stop loss lagany Ka bohat faida hai is ko zaroor lagana Chahiye trading k Duran is ko lagae begair hm is business my kamysbi haserl Nahi Jr sakty is leye hamy Chahiye k hm is business my agy barhein aur rules ko follow karein aur us business my Jin cheexo sy profit hot hai in ko b use karein
            • #7 Collapse

              Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

              Hi v bel.kul stop.loss lagana chahiye is k begair hamy trading nahi krni chahiye nahi to hamy bohat loss ho ga is leye hamy chahiye k hm stop.loss ka use karein aur is business my kamyabi haseel karein is leye jb b ao trading karein to stop loss ko zaroir lagain is tarha sy ao.ko profit zaida ho gi aur loss ager hua to wo km ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

                ap k account ko wash hony sy bachata hi jo k ap mazeed forex me kam karny ka mowaqa fromkarta hi
                • #9 Collapse

                  Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

                  Yes sir forex mien jab hum log stop loss ko use kerty hien tu as ka yeh fiada hota hai k as mien hamain bara loss na hota hai agar hum as mien aa ker jab hum as mien yeh kerty hien tu hamain her bar fiada hasil ho sakta hai or jab hum as mien aa ker use na kerty hien tu hamain loss ka samna kerna par sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

                    dear take profit ho ya stop loss donu ka faaida hota hai ap is main agar take profit lagaty hain aur kahi apny kaam sy nikal jaatyu hain to us waqt apko is kaa faaida hota hai aur stopp loss ka bhi same hai k ap kisi kaam sy apny desktop sy door hain aur markete stopp ho jaaye gi aur apko loss nahi hogi ziyada agar to ap stopp loss us point par laga dety hain
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

                      Boss ham agar stop loss ko lagate hien tu as ka fiada kuch na h mager jab ham forex mien stop loss laga lete hien tu ham ko wo trade loss dy jati h aur kio bhi tajir apna nuqsan na kerna chahye ga as lyee ham ko bhoot khyal kerna hota h aur aik acha or behtreen trader ban ker kaam kerna hota h as lyee mien din raat mehnat kerta hun.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

                        bhai jaan ap ne sahi swal kya hai kee as main stop loss lagane ka koi fyada hai ya nahi as main jitna take profit lazmi hai utna hi as main stop loss lazmi hai as liy ham ko chahiy hai ke ham as amin dono ka hi as main istmal kare agar kamyab hona hai tu
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

                          Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna Kehna Chahun Ga Ke agar ham Forex main kaam Karty Hain Tou Hamen ad main Mehnaat karna Chahiye Aur loss Se bachne ka Koshish karna Chahiye take ham Bhi Koch profit earn Kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

                            stop loss ak bht he achaa tool hai iskO hmesha istiml krnaa chahiyaii agar isko sahe syy istimal krain gy to hmeshaa he hmara ak minimum.los hogaa aurr is se hum money managmnt ache kr sktaii haiiinnn.....yeh ziada taar wo log use krtaii haiin joo bar baar trade nhe dekk sktaii hain aagar koi full timee dehan dy sktaa hai wo isse use na krai beshak free ho k trading kraj
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop Loss Lagane Ka Koi Faida Hain Ya Nahi

                              DEAR FRIEND mere khyal main tu as kee bohat se fyade hain q k agar ham ko as main ziada loss hota hai hai tu ham ko STOP LOSS hi bachata hai hamre ACCOUNT ko WASH hone se as liy ham ko chahiy hai kee ham as main STOP LOSS USE kare tu hii ham as main kamyab ho sake gee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X