New traders ko start main loss q hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko start main loss q hota hai
    Dear members, new traders ko start main loss is liye hota hai q keh wo forex ko learn kiye baghair trading start kar dety hain...aur ziyada sy ziyada earn karny k chakar main lot size bhi ziyada use kar lety hain..jis ki wja sy un ka account wash ho jata hai aur wo forex main fail ho jaty hain..forex main pehly forex ko achi tarah learn karna chahye us k bad real account per trading karni chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders ko start main loss q hota hai

    G han dost ap ny bilkul thk kaha hai k new treadr ko forex my loss esi wajah sy hota hai q k wo forex ko serious nahi lety hain aur na he wo thk tareky sy forex k bary main knowledge aur experience hasil karty jain jis ki wajah sy wo loss krty hain es ly unhy chaiy k wo phly achi tarah sy treading krna sekhy taky wo achi trading kar sakhy aur acha profit hasil kar skhty hain
    • #3 Collapse

      Re: New traders ko start main loss q hota hai

      G han dear me apki bat sy agree karta hon dear mery kheyal me is bat me koi shak nhe hai kah agr ham koi bhi kam karty han us ko jab tak learn nhe karen gay to hamen loss to hoga he agr ham forex ko learning karny kay bad trading start karty han to hamen itna loss nhe hoga jitna ek new bies ko bena learn kye hota hai
      • #4 Collapse

        Re: New traders ko start main loss q hota hai

        Jee pyary new treader ko los es lie ata qu k es ko experince hota ur na hi forex ka knowlege hota hi es wja sy bhi los ho jata hi esl lie jitna knolege aktha kya jay km hi hamsha acha knoleg ur experince hi kam ata hi yh asa business hi jis ka kmolehe na ho tu sucess mumken nhi ...
        • #5 Collapse

          Re: New traders ko start main loss q hota hai

          New trader ko start mai loss es lye hotrey hai ak tou en key pass experience nahi hota aur na he confidence nahi hota jis ki waja sey wo market mai regular loss krtey hai. Likan jab new trader forex market mai confidence hasil krtey hai tou wo market mai zada successful earning krtey hai aur wo market mai zada earning hasil krtey hai.
          • #6 Collapse

            Re: New traders ko start main loss q hota hai

            Det new traders k start main loss ki sab se vari wajha ye hay k un k pass start main experience boht kam hota hay ur unki learning bhi Kam hoti hay jis wajha se wo achi trading nai kar Pate aur Apna loss karte Hain ya aik qajha ye bhi hoti hay k aksar new traders greedy ho jate Hain aur big lit k sath trading start karte him zada profit k lalach main aa jate Hain just wajha se wo Apna big loss kar dete Hain jab k new traders ko boht ehtiat se Kam Lena chaiay aur pehly apni learning copmlete karni chaiay us k bad real trading start karni chaiay
            • #7 Collapse

              Re: New traders ko start main loss q hota hai

              Shuru mei loss honay ki wajah less experience aur knowledge hay bohat sey beginners start mei he bagair kisi skills kay chahtay hain hamay foran sey bohat sa profit milna shuru hojay then wo fail he hotay hain kyun kay trading bina experience ya bagair achi learning kay mumkin nahi hay esi wajah sey start hota hay eslye start mei members ko kaam ko samjhna chahiye pehle.
              • #8 Collapse

                Re: New traders ko start main loss q hota hai

                Pak forex trading aik acha online successful buniess ha is me new trader ko loss is ley hota ha q ky wo is bary me itna exprince nhi hota is ley on ko loss hota ha is buniess me kam karny ky ley is ka expirncr hona zarori ha
                • #9 Collapse

                  Re: New traders ko start main loss q hota hai

                  new traders ko loss hone ki bari waja un ki jald baZi aur un k emotions hain aksar jab unhen thora sa profit hasil hota hai to wo emotional ho jaty hain aur dobAra trade lgane ki koshish krty hain jis ka nuqsan ye hota hai k un ko loss face krna par jata hai is k ilawa new traders kam knowledge ki base par bi real trading krty hain aise men bi unhen loss he hota hai hmesha pehle practice aur knowledge ko better kren us k baad trading kren isi tarha loss ko kam kiya ja sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders ko start main loss q hota hai

                    AP ne buhat acha question kiya hai new trader ko loss is liye hota hai kyon ke emotions ko control nahi Kar pate jis ki waha see un ko trading mein loss hota hai air phir knowledge nahi hota greed buhat zeyada hota hai is se bachne ke liye chahiye ke mehnat karain practice karain jitni zeyada practice karain ge utna zeyada experience ho ga aur jitna zeyada experience ho ga utni achi earning ke chances hon ge is liye practice pe focus karain
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders ko start main loss q hota hai

                      New trader ko strt main loss hona hei hota Hai kyu ky wo jb real trading strt karta ek to experience kam hota our dosra real investment hoti Hai profit loss ka dar hota confidence ni rhk patyy our loss karwa lyty Hai new tradr ko apna lot size kam rhkna chiyee aista asita jb experience zaida hot jaiyy phr size barhaa lenn ..
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders ko start main loss q hota hai

                        New traders ko start mein loss iss lye hota hai kyun kay unn kay pas forex ka experiance nahin hota aur woh forex ka knowledge bhi hasil nahin kertay bus unn ko jaldi hoti hai kay unn ko forex sae profit hasil ho lakin forex sae aisay hi tou profit hasil nahin hota iss kay lye bahut mehnat kerni hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: New traders ko start main loss q hota hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
                          Dear members, new traders ko start main loss is liye hota hai q keh wo forex ko learn kiye baghair trading start kar dety hain...aur ziyada sy ziyada earn karny k chakar main lot size bhi ziyada use kar lety hain..jis ki wja sy un ka account wash ho jata hai aur wo forex main fail ho jaty hain..forex main pehly forex ko achi tarah learn karna chahye us k bad real account per trading karni chahye
                          Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Hai Ek new trader ko starting Mein nuksaan hone Ki Sabse Badi bajaya hoti hai ki wa an experienced Hota Hai Jiski wajah se hua Apna Mukh santa banta hai lekin iska iska sikhne ke Bada Hua Apne loss ko recover kar leta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: New traders ko start main loss q hota hai

                            Loss hony ki ak badi waja to over confidence hota ha 2 din hoty hain is business man or woh khod ko expert samj laty hain asy trader ka account he wash hota ha bohat trader zuada earn krmy ki waja sy zuada loss kr jaty hain yah business asa ha is man agir target kam ho to achieve kr skty hain or agir zuada ho to loss hota ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New traders ko start main loss q hota hai

                              Mere Khayal Mein new trader ko tabhi loss hota hai Jab unn ke Paas knowledge or experience Na Hota Hai new trader ko chahiye ke wo demo account par Jyada Se Jyada practice Karen aur Pakistan Forex form ko Jyada Se Jyada time day Taake Apna experience and knowledge ko improved kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X