forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han
    Forex trading business mein jab bhi kise trader ko loss hota hy tu us ki apni mistake se hi hota hy aur agr wo apni mistake ko cover nhi karta tu loss hi hota rehta hy aur hum apni mistake ko demo account par practice kar k cover kar saktay han hum demo account par jtni ziada practice karain gay mistake bhi utni ziada kam kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

    Dear friend jab hum ek mistake krte hai to is mistake se Sekhna chaiye or dobra is tarah ki mistake na kre aise hi hum mistake ko cover kr sakty hai
    • #3 Collapse

      Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

      Forex busnicess h ur is me mistake kam se kam hone chaheay ta k ap ko loss na ho q k agr loss ho ga to ap ka he naksan he is leay chaheay k loss ka khas kheal rakha jeay ur ache tradee lgany ke koshesh krne chaheay ur loss se bachny k leay demo pe phly kam krna chaheay ta k loss k kam se kam chancsee ho
      • #4 Collapse

        Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

        g han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me demo pe practice karny sy hamen is bat ka andaza ho jata hai kah ham ny trading kesy karni hai or ek bat ye kah demo kay sath sath agr ham real account pe bhi trading karty rhen gay to hamen zeyada expeirence ho sakta hai qk demo or real me trading ka bhot faraq hai demo me hamen kesi kisam ka koi dar nhe hota loss ka jab kah real pe hamen dar hota hai loss ka
        • #5 Collapse

          Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

          Forex trading mai loss ko cover kernay ka aik he tareeka hai . Apni trade loss mai janey kay baad aik baar market ko dobara analise karey or apni ghlati dhoondanay ki koshish karey uss kay baad uss ghalti ko theek karey or apni strategy zaroor tabdeel karey jiss say aap next time apni ghaltioo ko repeat nahi karey.Iss tarah aap apnay loss ko recover ker saktay hai or apni trading ko profit mai bhi convert ker saktay hai
          • #6 Collapse

            Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

            Boss ham ko apni mistakes ko dakhna hota h agar ham sy aik bar kabhi b kio galati ho jati h tu ham ko as ko cover kerna hota h agar ham as ki aik bar kerte hien to koshesh ker k ham ko asko dosri bar nahi dohrana hota h aur bar bar aik galati nahi kerni hoti h phir ham kamyab ho sakte hien.
            • #7 Collapse

              Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

              Trading mein mistake ho Jana koi bari baat nhi hy kiok mistake tu kise se bhi ho sakti hy aur senior trader aur experience trader se bhi mistake ho sakti hy aur mistake ko cover karna zaroori hy aur mistake ko hum demo account par peactice kar k khtam kar saktay han aur apni trading ko behtar kar saktay han
              • #8 Collapse

                Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

                Forex market mai mistake ko cover krna hai tou es key lye pratice bohat zaroori hai aur es key sath ap ney apni strategy ko bhe strong krna hai tou ap market mai apni mistake ko cover kr sakty hai. Aur jab next trade kro gy tou ap zada behagtr trade kr sakty ho jis sey ap ki earning bhe zada ho gy.
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

                  Forxs trading main loss ho jata ous ki fikar ni karni loss sy honi wali mistake ko control karna chiyee apni mistake ko aisyy control krenn in bi trading lagty Hai ous main Jo mistake ap ko Nazar ati Hai ous pick kar ky thread laga de forum par our members reply krenn gy threads ka hud ba hud mistake ka and mil jaiyy ga our phr dehkny ky liyee mistke recover hoei Hai ya ni ek small trad laga let ..
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

                    Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna Kehna chahun Ga ke hamen as main Chahiye Ke ham galtiyan Nhi Karen agar ham as main galtiyan Karen Tou ham Kabhi kamyab Nhi hongay Aur as Se Hamara account wash Bhi ho Sakta Hai as Liye Hamen as main ehtyaat Se Kam karna Chahiye thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                      Forex trading business mein jab bhi kise trader ko loss hota hy tu us ki apni mistake se hi hota hy aur agr wo apni mistake ko cover nhi karta tu loss hi hota rehta hy aur hum apni mistake ko demo account par practice kar k cover kar saktay han hum demo account par jtni ziada practice karain gay mistake bhi utni ziada kam kar saktay han
                      G ap ny bilkul sai kaha k hmy loss apni wja sy hota h or hm demo sy sikh k apni glti khtm kr skty hain... Hm jitni zyada prcts kry gy utna e zyada sikhy gy or main bat ye k hmy jb loss hota h to wo ya is wja st hota h k hm jald bazi krty hain ya phr is wja sy k hm lalach krty hain hmy is sb sy bchna chahiye or apni glti sy seekh k ainda us glti ko dohrana nai chahiye
                      Thnx
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

                        G hain Bhai jan apko is mein ihtiyt se kam kaarna chahyte hain aur forex hi best hain jis mein ap kam kar skate hain aur forex hi best hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher j are ap is min profit hasil kars kate haina ur forex hi best hain jis mein ap kam kar skate hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

                          Forex main mistake ko cover karnay ka sab say best tareeqa yahi hay kay ham pehly apni mistake ko find karen kay jis ke waja say hamen loss hoa hay aur phr us mistake ky bary main study karen aur dobara trading main us mistake ko kabhi bhi repeat na kren. Aur again achi planning aur strategy say trading karen to pehly wali mistake say kiya gya loss bhi recover kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

                            Forex mein loss ko cover karne ke liye hmain practice karni chahiye jitni zeyada practice ho gi ham utna acha earn. Kar sakte Hain kyon ke hmain experience gain ho Jata hai jab experience hota hai to ham strategy ko follow Kar sakte Hain us ko filter Kar sakte Hain phir ham planning Kar sakte Hain jab achi practice ke bad planning hoti hai to ham achi trading lar sakte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein mistake ko kis traha cover kar saktay han

                              g dear forex men mistakes ko cover kiya ja sakta hai us k liye zroori hai k pehle apni learning ko strong bnaen kyun ky isi ki base par practice kr k ap ache trader bn sakty hain is k baad jab bi trading kren apni mistakes ko ignore na kren balky in ko samne rakh kr he trading kren kyun ky jab ap aisa kren ge to maximum chances hain k ap dobara us galti ko repeat ni kren ge balky khud ko us se safe rakh kr trading kren ge aisa kr k na sirf ap galtiyun se bach jaen ge balky is k sath sath ap apni galtiyun ko recover bi kr saken ge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X