Hi dear forum members volatility aik aosa lafz hai forex Mai jis ko hm Roz suntai Hain leken kuch log iss Chez say na waqif hai ke volatility hai Kya cheez volatility say Murad market Mai taize aur Mandi ka state agr price aik makhsoos time Mai zyada move krta hai to iss ka Matlab hai ke market Mai traders ke tadad zyada hai aur isse hm high volatility kehtai hai agr aik makhsoos time Mai market Thora move krta hai to isska matlb ke !arket Mai traders km hai aur issko hm low volatility kehtai hai.volatility ko daiktay hui hamai zyada volatile market Mai Mai trade nhe krnai chaye qk oss time market taize say up down hote hai aur hm price ko predict nhe kr saktay same low volatility Mai be trade belkul nhe krana chaye qk oss waqt market Chand he pips ko laikay oss ke ird gird ghomti hai lehaza jb normal volatile market ho oss time trade krna best hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим