Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye
    Asslamualikum dosto Mai nai buhut saray aisay log daikay hai Jo trade lga kar computer ke samnay bait jatay Hain aur tention laina shuro kr daitay hai yaha to ke wo khana be chor daitay hai aur apnai appko zehnai stress dainay kelye price ke utar charaw ko daiktay hai kbi aik time frame nekaltay hai kabi dosra aik time frame ko daik kar sochtai hai trade sahe lagaya hai jb dosray time frame ko daiktay hai to kehtai hai ghalat lagaya hai yaha Mai appko aik mashwara daina chahta hn ke jb be koye trade lagaye to stop loss aur take profit level set krkai uss ko chor dai aur computer ya agr mobile say trading kr rahai hai uss ko odar he chor dai appnai routine ke kaam karay zyada tar trade hm isse waja say loss ya km profit Mai close krtay Hain lehaza ye kaam belkul nhe krna chaye.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

    Miltay hain aap ko estarah kay log bhi jo trade laganay kay bad laptop ya computer pe market ko watch he kartay rehtay hain asay nahi karna chahiye balkay wait karna chaiye trade laganay kay bad sirf aap ki nazar market chart pe ho ya news pe takay aap apni trades ko secure ya modify kar sako lakin trades ki tension nahi leni chahiye market move karti rehti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

      Ji haan , ma apki baat se bilkal mutfiq hoon. Over trading wo cheez ha jo aap ka sakoon or chain barbaad kar k rakh deti ha. Jub aap ko Trading ki samaj aa jae to apna daily profit target rakhain or jub wo targets hasil kar lo to phir close kar do trade. Relax karo.khao pio maoj karo. Kuch loag trading main streesed ho jatey hain har waqt screen k aagey baithy rehte hain ya trading trading krte rehte hain to unko ko chahiye k baaki activity ma bhi hissa lein. Cool rahain fresh rahain. Sehat ka khaas khatal rakhain.
      • #4 Collapse

        Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

        Asssiam.u.alaikum umeed h k ap kheareat se hon ge ur aj ka ye moau h k trade lgane k bad kea nae krna chaheay hme chaey k trade lgane k bd bar bar nae dakhna chaheay is se tenshion he hote h ur kuch loog ase hoty han k har wakt yhe sochty han k trade lgae h kea bany ga bulky aesa nae krna caheay hmy relax hona cheay hmy pta b hota h k trade chal rhe h move krte jaey ge ur kbe kbe dakh lana kafe hota h
        • #5 Collapse

          Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

          g han bhai hmesha jabb ap trade krnae lago tu apka minfd fresh hona cheyae agr ap trading axe kran chtyh otu apko is bt ka kyalr krhna ha kae ap trading m soch smj kr axa fasla lkro or us kae lyae moidn ka thk hona lazm ha agr ap forex pr axe trah posting or tradijng krty ho tu ap axe trah akmayb ho skty ho or axe fasla apko proit krata a
          • #6 Collapse

            Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab hum trade open karty han to us k samny behty rehty han khud ko tensn main dalty Han isi tensn main hum log trade juldi close kar daty han chae loss m he q na ho bad m value wahan sy he profit main chali jati ha phr wahan afsos karty Han kash hum ny value q close ki agr na karta to profit ho jata is ley humy chae ha jab bi trade open karny to stop loss or take profit set kar k value chor dan or next analysis karny or next value ka sochny
            • #7 Collapse

              Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

              g han bro asa he ha humain trading akrta waqat kabi be tension nhi lani chaiye agr hum iss ko open karta he tension lana start kar data hain toh iss sy hum apna loss he karwatye hain humain asa karna be nhi chaiye humain cbaiye k hum jab be trading kariye toh hum easy ho kar mind ko relax rak kar trade ko open kar asa karna sy hum kamiyaab zaroor hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

                walaikum salaam dear apki baat bilkul teek hay humay aisa bilkul bhi nhi kerna chayi laiken apni trade per nazar zaror rakhni chayi aor aik khas baat kay humay chayi kay hamesha analysis ker kay hi trade open kiya karay aor stop loss aor take profit orders ka istemaal bhi zaror kiya karay iska faida ye huta hay humay her waqat computer say saamnay baithna nhi parta jis say hamari tension kaafi hadd tak release hu jati hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

                  Walaikum asalam. jb trading business mein ao ayen to ehly din se hi apko yeh learn krna zruri hai k tradinv kabhi bhi stressed dimagh se nahi ki ja skti agar ap k dil mein loss ka dar betha rahy ga to ap kabhi bhi profits ki traf nahi ja skty apko chahhe k fresh mind se biljul trading kryn or tools ka bhtr istml kryn. ta k zyada los na ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ladli_guriya پيغام ديکھيے
                    Miltay hain aap ko estarah kay log bhi jo trade laganay kay bad laptop ya computer pe market ko watch he kartay rehtay hain asay nahi karna chahiye balkay wait karna chaiye trade laganay kay bad sirf aap ki nazar market chart pe ho ya news pe takay aap apni trades ko secure ya modify kar sako lakin trades ki tension nahi leni chahiye market move karti rehti hay.
                    App belkul sahe keh rahai appko apnai trade manage kelye jb app trade lagaye love to har aik gantai ya 2 gantai bad daikna chaye na Kai app osse chart ko m1 pe lol ke bait jaw aur tention lo iss waja say hm dair saray ghalat qadam uta saktay hai Jo hamay loss daiga.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                      Asslamualikum dosto Mai nai buhut saray aisay log daikay hai Jo trade lga kar computer ke samnay bait jatay Hain aur tention laina shuro kr daitay hai yaha to ke wo khana be chor daitay hai aur apnai appko zehnai stress dainay kelye price ke utar charaw ko daiktay hai kbi aik time frame nekaltay hai kabi dosra aik time frame ko daik kar sochtai hai trade sahe lagaya hai jb dosray time frame ko daiktay hai to kehtai hai ghalat lagaya hai yaha Mai appko aik mashwara daina chahta hn ke jb be koye trade lagaye to stop loss aur take profit level set krkai uss ko chor dai aur computer ya agr mobile say trading kr rahai hai uss ko odar he chor dai appnai routine ke kaam karay zyada tar trade hm isse waja say loss ya km profit Mai close krtay Hain lehaza ye kaam belkul nhe krna chaye.
                      Assam Alaikum mere bhai main aapko Ek jaroori baat batati ho trading karte Waqt Hamein pura Dhyan Rakhna chahiye kis time rate up and loss ho raha hai aur kis time Hamein trade close karni hai agar Hum Se Chod Kar Itna time waste Karenge aur Dhyan nahi Denge to Hamein Jada nuksan ho sakta hai Itna Jyada hundred Karenge Hamein Pata chalega ki market price kya hai market value ki Amitabh Hum chalenge To Hum Kabhi nuksan Hota Sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

                        Trading main jo seb se important chez hoti hey woh hain trade lagany se phly analysis kerna. Jeb analysis ho jain to uski support and resistance ko dekhty hoey stop loss and take profit ka set kerna hey. Trade jeb laga li jaey to phir usko time dain aor tp ya stop loss tek usko jany dain. Lalach na jeeain belkeh apny jezbat per qaboo rekhain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Tarading kartay waqt kbi be ye Kam nhe karnay chaye

                          forex main hamy fresh mind ho kar kam karna chahey hamy aony erd gerd ky mahool ko fresh rakh kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasila kr ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai kabe be band na hony wala bohat bara business hain ham isy apna life time career be bana sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X