Loss in the starting it is the beginning experience
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss in the starting it is the beginning experience
    Loss shuru ki trading mei hota hay aur eski 2 wajuhat hoti hain aik tou skills nahi hoti best trading ki aur best trading ka koi acha method aur strategy nahi hoti hay jiski wajah sey loss hota hay shuru mei ye aik experience hota hay aap ka so aap ko chahiye aap achi koshish karain trading ko sekhen skills best kar kay start len.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss in the starting it is the beginning experience

    Forex business ho ya koi bhi business us main startr main humare pass Kam experience hota hay jis wajha se humain us business main loss hota hay lekin humain loss se pareshan nai Hina chaiay balke us se seekhne chaiay take hum apne loss ko minimaize jar sake kiu k jab hum loss karte Hain you hum se Jo mistake hoti Hain hunmain unhe follow karna chaiay aur mistakes ko khtam karne ki kosish karni chaiay take next loss se Bach sake aur aik ache trader ban sake aik acha trader wohi hota hay Jo apni mistakes se seekhne hay
    • #3 Collapse

      Re: Loss in the starting it is the beginning experience

      G han bhai ap nay achi bat ki hay, forex trading main loss ek basic step hota hay aur jab bi koi trader trading start karta hay usay loss zarur ata hay esleay ap ko chaheay kah loss anay par es ko as a experience use karain aur us ki madad say apni trading ko improve karain ta kah woh kamyab ho sakain.
      • #4 Collapse

        Re: Loss in the starting it is the beginning experience

        Loss honay ki bari wajha ha experience na hona zahar ha jo naya member hoga trader hoga oskay pas koe tjarba nahi hota ha islye wo loss karta ha tou beginning ki trading mey loss sabi ko hota ha espe worry nahi hona chaye ap ko hamesha sekhna chaye phr loss nahi hota.
        • #5 Collapse

          Re: Loss in the starting it is the beginning experience

          Shuru main knowledge or experience ki kammi waja banti ha loss ka. New members training ki bajae direct trading karna pasand karte hain jo kissi bhi waqt josh main aa kar esa order open kar baithtey hain jis se unko bonus bhi wash ho jata ha or unki mahina bhar ki posts wali mehnat bhi zaya ho jati ha. Sirf post krne se experience nhi hasil hota practically practice zaroori ha Demo account main. Or tension bhi hoti gmha jub actual account pe kam kr rhe hoon usko manage krna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Loss in the starting it is the beginning experience

            G han jb bhee hum is busines mein ataii hain tO shiru shuru mein hmaiin bjtt ziada loss hOtaa haii isliyee Q k hmaiin bht saree btaOn ka nhee oata hOtaa hai aur phrr jiss traah se kaam krtaii jataik haiin useeg traah se hamra expereincee brhtaa jata.haii hmain bataoN ka ptaa chal jata hai autr nuqsaan kaam hO jata haii
            • #7 Collapse

              Re: Loss in the starting it is the beginning experience

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ladli_guriya پيغام ديکھيے
              Loss shuru ki trading mei hota hay aur eski 2 wajuhat hoti hain aik tou skills nahi hoti best trading ki aur best trading ka koi acha method aur strategy nahi hoti hay jiski wajah sey loss hota hay shuru mei ye aik experience hota hay aap ka so aap ko chahiye aap achi koshish karain trading ko sekhen skills best kar kay start len.
              G han dear me apki bat sy itfaq karta hon dear is me koi shak agr ham learning karty han to achi earning bhi asani sy kar sakty han so dear mery kheyal me learning pe zeyada ghor karna chahye hamen jab learning ho jay i to earning khud bha khud he start ho jay gi hamri
              • #8 Collapse

                Re: Loss in the starting it is the beginning experience

                forex me jo b new trader ata hai usko loss zaror hota hai or wo loss hi uska experience hota hai mere khayal se jub tak hum loss nahi karte hum forex trading ko seekh nahi sakte ya samj nahi sakte forex trading me new ane walo ko loss is liye hota hai ke unke pass kam karne ka experience nahi hota or koi achi strategy nahi ho lakin waqat ke sath sath ya sub kuch aa jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Loss in the starting it is the beginning experience

                  g han bhai apki bt blkl thk h aapki bt sae m itifaq krta hon ka eagr hm loss krtyhan start m tu ya hmara startign ka expericen hota ha agr hm forex pr kamyab hona chtyhan tu us kae lyae hme risk lna hoga or hm jitn arisk lty han hme uthan hy loss ho skta ha lkn loss kae bad har ni many chreyae blkae kmt sae kam kr kae kamyabi ki trf jana cheyae
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss in the starting it is the beginning experience

                    g han dear asa he ha agr koi acha trade ha jis sy trading hud seki ha or achi trading karta ha toh woh professional trade ban sagtya ha humain iss pr us waqat thk trading karni he nhi chaiye jis waqat thk trading sek na laa yeh pratices hasil na kar laa yeh kuch exxperinces hasil na ho jaye humain iss pr trading nhi karni chaiye humain toh humera liya best ha hum us pr just posting kar k apni partices karuye
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss in the starting it is the beginning experience

                      G bhai ap ne thk kaha ha koi bhi trader jb Apna pehla real account open krta ha tu usy loss hota ha shuru mein q k experience ni hota emotions bht ziada hoty haen aur lalach bhi hoti ha esi liye starting pe wo loss krty haen but ahsta ahsta unhaen samjh aa jati ha aur wo mistakes krna kem kr daity haen aur apni trading ko behter Bana laity haen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss in the starting it is the beginning experience

                        forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik world wide business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X