mehnat aur fazool ka pata tab he chalta hay jub haamray samnay reward ata hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat aur fazool ka pata tab he chalta hay jub haamray samnay reward ata hay..
    dear agar hamain yeh na confirm ho paye k ham mehnat kar rahay hain ya fazoll gup shap maar rahay hain to hamain reward k milnay tak to zarur wait karna chaye k ham jitni mehnat kartay hain hamain reward bhi us k hisaab say he milta hay is liye mehnat bhi knowledge k hisaab say he karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat aur fazool ka pata tab he chalta hay jub haamray samnay reward ata hay..

    Market main agar trade ko ham fazool samajhty hain tou woh bilkul hamain reward deti hai jo hamari mehnat ker munhasir hai ky ham yahan per kitni mehnat kerty hain ky agar ham market ko achi terha learn ker lety hain aur analysis kerna seekh lety hain tou hamain yahan per achi income hasil hoti rehti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: mehnat aur fazool ka pata tab he chalta hay jub haamray samnay reward ata hay..

      G bilkul pak forex forum pay hum poora mahina mehnat kertay hai or jab mai next month reward milta hai tab hamey pata chalta hai kay hamari mehnat positive thi ya humey mehnat target pay nahi thi. Issi tarah trading kertay huay bhi humey tabhi pata chalta hai jab humey profit milta hai uss say pehlay humey pata nahi chal raha hota.Mehnat karey takay acha reward mil sakey or uss say aap ki trading achi ho sakey iss tarah hum apnay time ka behtreen istamaal ker saktay hai

      اب آن لائن

      Working...
      X