markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?
    dear jub hamain forex markeet main baar baar lose hota hay aur ham is main isay sahi samjh nai patay hain to ham sab saynziada paraishani markeet daity hay ya hamain hamara he knowledge dhokha day jata hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

    G dear jhan tak mera khyal hai tu fifty fifty hai kiyu kay baz safa ap us trade pay trading kartaye ho jis ka ap ko expirence ni hota hai aur ap ko lose ho jata hai aur baz dafa market mai kuch chal rha hota hai aur real mai kuch aur hota hai tu meraye khyal se dono mani rakhtaye hain dhoka dainaye mai
    • #3 Collapse

      Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

      g han bro asa he ha market main humain jab bar bar loss ho humain chaiye k hum trading ko kuch time k liya chor daa bus bouns wala account ko use kariye humain chaiye k hum sirf or sirf apna bouns wala account pr focus kariye us soraat main Q k humain trading main loss hona k soraat main hum tension main aa jatye hain or humera mind be sahi sy kam nhi karta apna 1 loss bachna k soorat mian sub loss karwa jatye hain humain asa bilkul nhi karna cahiye
      • #4 Collapse

        Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

        Market hmain dhoka nahi deti balke hmare pas knowledge kam hota hai experience nahi hota kyon ke ham jab koi strategy bnate hain to ham us ko ache se filter nahi karte jab Tak practice achi nahi ho gi to hmain loss hota hai
        • #5 Collapse

          Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

          Gee haan market bhi kabhi kabhi dhoka deti hai lakin agar aap ka forex mein experiance kam hai tou bhi aap forex mein kamyab nahin ho saktay aur kam experiance ki wajah sae aap forex market kay dhokay mein aa jatay hain iss lye apnay experiance ko improve kerain
          • #6 Collapse

            Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

            Bhai ye baat aisay hai kay forex trading bussiness kisi aik elaqay ya kuch mukhssos log to nahi kar rahey ye to lakho karooro logo ka bussiness hai or sirf logo ka nahi companies ka bussiness hai iss liye iss mai dhoka nahi ho sakta her jaga aik he market hoti hai jo sub ko aik tarah he nazar aati hai. Masla hamarey samajhnay or faisala kernay mai hota hai jab hum sahi waqt pay sahi faisala nahi ker patey to humey uska nuksaan bhugatna parta hai
            • #7 Collapse

              Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

              market hume dhoka nahi deti balke humare pas bohat thora experience hota hai jis ki waja se hum forex me loss ka shikar ho jate hain so agar ap forex me loss se bachna chahte hain or zayada se zayada profit earn karna chahte hain to ap ko chahiye k ap forex me jitna zayada ho sake experience hasil kare ku k ap k pas jitna zayada experience ho ga ap utni hi zayada earning kar sako gey.
              • #8 Collapse

                Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

                Forex trading business mein jab hum trading kartay han tu loss hota hy tu is mein ziada apni hi galti hoti hy wo is traha k hum market ko samjh nhi saktay aur trend ko follow nhi kartay aur trade open kartay han js se loss ho jata hy ziada apni koi mistake hoti hy js se loss hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

                  forex mai market hamy dohka nahi dete hum jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya broker ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

                    forex mai hamre mistakes ke waja sy hamy loss hota hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

                      Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai market Hamein Hamesha Dhoka Nahi Deti kabhi kabhi Deti Hai vah bhi Hamari apni galti ki vajah se Jab Hum Apni tried jaldbazi mein open Karte Hain aur na hi Hamare Paas Itna experience Hota Hai hi aur begair soche Samjho tried open kar dete hain Jis wajah se Hamein loss ho jata hai aur hum market ko qusoor Vaar kehte hain lekin Hamare apni Galti hoti hai isliye Humne apni Galti ko Khatam karna chahi trading experience Hasil Karke Phir market main entry leni chahi Is Tarah market Hamein Dhoka Nahi Degi aur Hum Kamyab Honge
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

                        Yes sir as mien aa ker jab hum kam kerty hien tu hamain as mien acha khasa experience hota hai agar hamry pass acha experienc ehai tu hum as mien aa ker achi earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar experience ki base per trading karna hota hai or as mien kabi kbar hamain dhoka bee ho jata hai as lye hamain as mien preshan nahi hona hota hai or hamain as mien aa ker right time per right trade ko open karna hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

                          market kabhi bhi dhoka nahi deti hai balky market nay apny mutabik he chalna hota hai jab bhi app ko loss hota hai tu app ka he qsoor hota hai jiss say market ap ko nuksan deti hai iss leay jab bhi ap ko loss ho tu app ko apni galti he daikhni chaheay k app nay asi kon see galti ki hai jis waja sa mujhy loss hoa hai market app k mutabik nahi chalti hai balky app ko market k mutabik chal kar iss main profit lana hota hai is leay app ko apni skills ko improve karny ki need hai phir ap ko market thek lagy ge.
                          • #14 Collapse

                            Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

                            forex bhot taeez market ha ham sirf apne experience ki waja se mar khte ha koe k baz oqat ham forex ko mkmal learn kae bgair trading start krte ha js se ham ko sir or sirf loss hota ha jb tk market ko learn ni kre gai ham ko loss hota rhe g
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: markeet hamain hamisha dhokaa daiti hay ya hamara experience?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                              dear jub hamain forex markeet main baar baar lose hota hay aur ham is main isay sahi samjh nai patay hain to ham sab saynziada paraishani markeet daity hay ya hamain hamara he knowledge dhokha day jata hay?
                              Hamein Hamesha Hamara have experience on Knowledge hi Dhoka Deta Hai market Mein Dhoka Nahi Deti Agar Hum mehnat Karke kaam Karen To Ham Forex trading se achchi earning kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X