Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

    Profit and loss Tp aur Sl ye zaroe lagana chahiya kiyon k agar maret move fast karti hai tu iska faida bar jata hai jab k slow market mai hamy calculation kar k hi trade lagani cahahiya is k sat tp aur sl bhi lagabi chahiya is say account wash nai hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

      dear friend as main srtop loss zaror hi use karna chahiy hai agar koi nahi karta hai tu wo apna account wash karwana chata hai as liy main tu as main stop los use karon gaa aotr take profit bi as main ham ko an dono se hi fayad hai as se ham ko nuqsan nahi mile gaa as liy an dono ko hi use karna chahiy hai
      • #18 Collapse

        Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

        forex mai stop loss hamara safeguard hain hamy is ko use kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
        • #19 Collapse

          Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

          forex mai hamy stop loss ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex mai hum 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain
          • #20 Collapse

            Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Soniakhan1212 پيغام ديکھيے
            Sir agar hamain forex mien aik acha trader ban ker kam kern ahai tu hamain apni her trade mien take profit k sath sath stop loss ko bee use kerna hota hai jab hum yeh ker lety hien tu as say hamara account wash kabi bee na hota hai or hamain as mien thora loss ho jata hai or hum safe rah jaty hien.
            Assalamu alaikum bhai jaan Aisa bahut dafa Dekhne Mein Aaya Hai Ki Jab Ham stop-loss use nahi karte hain toh Hamare accounts was Ho Jaate Hain isliye mein hai aap sab doston ko addwize Karunga Ek pinpoint Jahan Mein Rakhe uske baad aap stoploss lagale Nagar Market aapke against bhi Jati Hai to Aapka account was hone Se Bachaye
            • #21 Collapse

              Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

              dear forex markeeet main stoplose markeet ka wo hissa hay jo hamko markeet say hamaisha k liye out honay say bachata hay agar ham is ko use nai krtay hain to ham ko markeet say khatra kabhi khatam nai ho sakay ga k ham kab tak markeet main hain aur kab yeh hamko aisa lose day k jis ko control bhi na kia jaye aur haamra account wash ho jaye is liye jaisay he order lagay hamko stoplose ko sab say pehla lagana he must samjhna chaye is say bara aur nuksaan kia ho sakta hay k markeet maian hamaray pass koi bhi balance na bachay jis say ham koi recovery lay sakain.
              • #22 Collapse

                Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

                Assalam.u.alaikum dear ap ko chaheay k jub be ap apne trade open karean ap ko stop loss lagana chaheay ta k agr ap ko trade mn loss ho rha ho to ap ko itna zeada loss na ho jaey k ap us ko recover na kar sako ap ko stop loss zaroor lagana chaheay ap ka account wash be ho sakta he
                • #23 Collapse

                  Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

                  Dear stop loss ko to har halaat main use krain es say big loss say bech saktu hain ap chaheain to stop loss ko kuch door ker k laga dain lakin lahain zaror kyunk market ka kuch pata nahi hota koi bhi news break ho sakti hai ya fandamental ki waja sa bhi aisa ho sakta hai lakin sl ki waja say account bech sakta hai agar trading main wait ker k strategy ho, overtrading na ho, na hi overconfidence jo, risk bhi na lain, technical anlyses ko ihmyat dain jo bohat acha result detay hain es k hesab say sl and tp lagya krain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

                    Boss mien to stop loss ko astmal nahi kerta hun q k mien nahi chahta hun k mujh ko as mien akbhi b nuqsan ho as lyee mien as mien sirf take profit astmal kerta hun aur mien as mien as ko astmal nahi kerta hun agar ham as mien kamana chahte hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien agar ham soch ker trading kerte hien.
                    • #25 Collapse

                      Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

                      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke hamein chahiye ke hum stop loss Jarur istemal Karen Kyunki Agar Hum stop loss Nahin Karenge to Hamein bahut nuksaan ho jayega Agar Hamein profit Hasil karna hai to stop loss zaroor istemal Karen
                      • #26 Collapse

                        Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

                        Ji han Sar aapki baat bilkul sahi hai Pakistan Forex mein agar Ham trading karte hue stoploss Ko istemal Nahin Karte To isase Hamara account was ho jata hai aur Hamen bahut hi jyada mayusi hoti hai agar Ham Star Plus ka istemal Karenge To isase Ham trading karte rahenge aur apne loss ko bhi recover kar sakte hain isliye Hamen Har trade Mein stoploss ko Jarur istemal karna chahie
                        • #27 Collapse

                          Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

                          stop loss use na krny k bohut sary nuksan hain sab sy pehly nuksan tu yeh hai k jab ap pora month mehnat karty hain aur bgair stop loss k kam karty hain tu ap ka wjab account wash ho jata tu pora month ap free bethty hain aur preshani laity hain jiss say forum par bhi kam karny ko dil nahi krta iss lea ap ko sl k sath kam karna chaheay sl hit bhi ho jay tu ap usko recovery kar sakty hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Stop Loss Use Na Kerny Ka Muqsan

                            Stop loss use na kernay kay boht baray baray nuqsan ho saktay hain. jesay aik choti c trade bhi baray loss ker sakti hay. ya trader stop loss use na ker kay apni tade o months aur years kay liye stuck bhi ker leta hay jo kay zayada loss dey rahi hon. is liye stop loss say thora loss aur mutayyan loss hota hay jis say ham apnay baray loss ko rok saktay hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X