Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.
    Trading ma stop loss ke apni he importance hoti hai aur traders kay liye must ha ke woh apni trading ko behtar karny ke liye stop loss ko zaroor use Karin aur iss kay sath sath tight stop loss ka use karna chaiye ta kay loss kam say kam ho saky . tight stop loss ke waja say kuch trade mai loss b ho jata hail akin overall trading behtar ho sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

    Nahi bhai jan agar ap tight stop loss ko lagate hain to apko is mein loss ho skata hain aur apko apne take profit k hisab se rakhna chahye aur forex mein apko zada mehnat karni chaye aur forex hi best hain jis mein ap zada mehnat kar skate hain forex se hi ap earn kar sakte hain aur humko is mein ihtiyt e kam karna chaye pher ja kar ap is mein profit hasil kars akte hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

      G Han stop loss buhat hi zarori hai new traders loss karte Hain kyon ke emotions mein a Jate Hain aur greed Kar jate Hain jab area hota hai to phir stop loss lalach mein nahi lagate jis see bara loss hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

        Bilkul teek kaha aap nay apnay trading may aksar members stop loss ka option use nahee karthay our yahe sab say bardi ghalati hothe hay kionka loss recover tho ho sakhta hay lekin jab ek dafa wash hojae tho per aap ko next bonus ka intizaar karna hotha hay is liay stop loss ka option zaroor use karna chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

          G han brother ap thek kah rahay hain, trading main loss ko kam say kam rakhnay k leay hamain stop loss ko tight rakhna chaheay, mtlab yah kah hamara stop loss entry point say zayada dor nai hona chaheay, es say agar hamari trade loss main jaay gi to loss kam hoga aur hamara account secure rahay ga.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

            g nahi bhai jaan hame as main loss ko km karne kee liy hame as main greed ko km karna hoo gaa tu hi ham as main loss se bach sake gey or as main ham ko chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor as main greed ka bare main soche hi na q k agar ham as main greed kare gey tu ham ko as main greed karne se ham ko katrana bhi chahiy hai q k kareed karna kabhi bhi aik acha chez nahi hai as liy ham ko as main greed se bachne ki kushsh karni chahiy hai tab ja kar ham as main se earning kar sake gey as main ahtyat se bhi ham ko kam karna chahiy hai tab ja kar ham as main kamyabi hasil kar sake gey aor hamen as main mihnat bhar por karni chahiy hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

              forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik international or legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

                Ap ki baat buhut hi ahim ha stop loss and take profit buhut ahim tools ha agar forwx ma trading k douran in do tools ka istimaal karengy to huamian us sa big loss bi nahi hoga our profit bi acha milta rahega thanks very much
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

                  dear humainy jan booj kar apnay stop loss ko tight nehi karna chahiey isse ap stragety kay against jaey gay or ap ki trades loss me janay kay chances zada ho jatay hain or baz dafa kuch movement se market against jati ha stop loss hit karti ha phr theek movement ki taraf jana start kar deti ha is ka ap ko faida nehi hota ha ap ko stop loss stragety kay hisab se use karna chahiey ap apnay reward ko zada kar saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy stop loss ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik real business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai aagar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

                      forex aik bohat bara business hain hum is mai agar kamayab hona chatey to hamy stop loss ko use karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko kam karny ke liye tight stop loss zaroori hai.

                        Yahoo bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai agar Hamein log ko kam Karna Hai To Mai tight loss step Jarur Lagana chahiye Agar Hum Nahin lagayenge to Hamein nuksan ho sakta hai please thanks for all my reply my request

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X