Trading kay doran traders ki aik bari mistake mai say aik yeh hai ke traders ziada greed ka shikar ho kar trading kar rahy hoty hain. Jab ziada greed kay sath trading ke jiye tu phir traders ko money management plan bohot mutasir hoti hai. aur jab trading mai money management achi na rahy tu phir account wash honay kay chance barh jaty hain . app ka iss baray mai kiya khayal hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим