Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary
    Sir me apsy kehna chahta ho ke ager ham loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary ge to iss se aap ussy recover bhi kar pao ge aur profit bhi kama sakty ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

    G haan loss wo karwa ghont ha jo kabhi gallay ma phanss jata ha. Ye sirf Bara risk lenay ki waja se hota ha. Jub aap risk ko under control nhi rakhtay or apko risk management ka pata nahi hota to phir esa ho jata ha. Lot size ko minimum rakhain or markeet moves ko Focus kar k kaam karain.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

      Trading main money management aor risk management account ki back bone ki hasiat rekhty hain. Ager in donon ko ignor ker dia jaey to account wash hony tek ponch jata hey. Stop liss ka use bhi aik behter option hey loss ko minimize kerny key liey leken jo se se best kaam hey woh hey lot size ka munasib use.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

        Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han hum forex trading business mein loss ko kam tu kar saktay han lakin is ko khtam nhi kar saktay is liye hum ko apni trading aik planning se karni cahaiye js se hum loss ko kam kar saktay han aur is k liye zaroori hy apne account ki money management money management kar k hum loss ko kam kar saktay han
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

          bahut kam log Aise Mein Nazar Aate Hain Jin Logon Ko yahan se profit hota hai badhiya se achievement award Hasil karna profit generate karna bahut Mushkil kahan hai on time is precious to karte hain lekin Apna time based kar rahe hote hain yahan se Kuchh Bhi Nahin Milta running karne ke liye Iske time waste Karen Jazbaat ko bhi control Mein Rakhna chahiye Jagah Mein profit ho raha hota hai to Hamein Yahan Par Jyada Khushi nahi karni chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

            Loss ko kam say kam rakhna har aik tader kay liye bohot lazmi hota hai . trade jab loss mai jate hai tu traders iss umeed per apni trade close nai karty hain ke shahid market wapis move kar jaye aur inko loss na ho lakin ziada tar iss tarh nai hota hai . iss liye traders ko apni strategy kay mutabiq loss hony per trade close karny mai ziada wait nai karna chaiye.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

              اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
              Sir me apsy kehna chahta ho ke ager ham loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary ge to iss se aap ussy recover bhi kar pao ge aur profit bhi kama sakty ho
              Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha Mere Khayal mein bhi aisa hi hai ek tere ko chahiye ki wa apni planning main is Baat Ko Jarur Ho Shamil Kare Ke usne kitnay loss ya profit per apnai trade co close Karna Hai Kyon Ki Agar aapko jyada nuksaan ho jayega to use recover karna bahut jyada Mushkil ho jaega Kal Hai Main Apne $242 loss Kiye Hain Jiski wajah se ab main Kafi tension mein hoon
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

                Dear bro main ap ki bat sy totally agree karta hon..forex main humain loss ko kam sy kam rakhna chahye..hum loss ko jitna kam sy kam rakhain gy utna ziyada humain profit ho ga.loss ko kam rakhny k llye zaruri hai keh trade open karny sy pehly market ka achi tarah analysis karna chahye aur lot size ko account ki worth k mutabiq use karna chahye.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
                  Sir me apsy kehna chahta ho ke ager ham loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary ge to iss se aap ussy recover bhi kar pao ge aur profit bhi kama sakty ho
                  G ap ny bilkul thk kaha h k hmy koshish krni chahiye k loss ko kam rkhien ta k usy timly recover kr k profit ki trf move kr sky is k liyr hmy aek planing k sath trade krni ho gi or is k sath sath trade lgany sy phly analysis kr lena chahiye ta k nuqsan k chance kam hon... And at the last the main thing.. Wo ye k hmy phr trade ko time b dena chahiye
                  Thnx
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

                    G hain bhai jan humko is mein kam se kam loss ki taraf jana chahye aur humko is mein zada mehnat karni chahye aur forex mein ap zada earn kars kate hain loss ko kam se kare ppher ja kar hum is meinm profit hasil kars akte hain aur forex hi best hain jis mein ap earn kars akte hain aur forex hi best hain jis mein ap earn kar skate hain aur is ko kam se kam loss kare aur is ein apko greed nahi karna chahye aur forex hi best hain jis mein ap earn kar skate hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

                      Sir mien ap say agree kerta hoon k forex mien agar hum log zyada loss kerty hientu as ka hamain he loss hota hai as lye hamain forex mien aa ker kabi be eloss hasil na kerna hota hai agar hamain forex mien aa ker loss kerna hai tu thori bhut ho zyada na ho agar zyada loss ho jata hai tu yeh cheez hamain her bar bhut zyada loss dy sakti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

                        DEAR agar vap aas main sch main ap loss ko km se km rkhna chahte hain ntu ap k o as main km se km trdae lagane ho ge tu hi ham as main loss ko mkm kar sake gee aor ham ko chahiy hai ke ham as main greed aor rsik na le tu hi ham as main kamyab nahi ho sake gee as liy ham ko chahiy hai ke ham as main greed ziada na kare aor risk bi tu hi ham as fiorex trading kar sake gee
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

                          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye kya mai apna loscam Rakhna Hoga Agar Hame loss Ho bhi Jata Hai To Hame bahut kam lost par Apna trade close kar dena chahi FIR Hum Woh loss recover kar sakte hain aur aage Pakistan Forex mein bahut accha trade kar sakte hain isiliye main aapse yar Kehna Chahunga ki Hamen Jab Bhi trading karna ho to aise hee Karni chahi thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

                            Sir me apsy kehna chahta ho ke ager ham loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary ge to iss se aap ussy recover bhi kar pao ge aur profit bhi kama sakty ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko kam se kam rakhny ke koshish kary

                              Forex trading ke field main agar ap permanent rehna chahty hain aur yahan say acha profit earn karna chahty hain to koshish karen kay apka loss kam sy kam ho. Ziada profit kamany ky lalach main kahin account hath sy he nikal jay. Profit beshak kam ho mgar loss ko kabhi had say barhany na dain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X