Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye
    Bhaai Jaan Main Yeh Kehna Chahta Hoon Aap logon Se Hamen As Lalach Karna Chahiye Ya Nhi Agar Ham As Main Lalach Karty Hain To Trade Loss Main Jata Hai To Hamen Kitna Afsos Hota Agar Trade Profit main Jay To Ham kitna Khush Ho jate Hain to Batao Hamen Kia Karna Chahiye bro
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

    Itna achha hai restaurant Hogi Kitna Jyada markers confidence level Hoga Kam karne ke liye ke kaam mein Humne apni Niyat ko saaf Rakhna chahiye Kitni Achhi Hamare Yahan Par Niyat Hogi anuttara achha kaam kar sakte hain proper management system Hamare Hain Kaun Kaun si Ada strong Bana sakta hai strong account business ko Kafi Aage ki taraf se lekar Jayega
    • #3 Collapse

      Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

      Dear Hamen trading main bilkul bhi laalach nahin karni chahiye agar Ham laalach ke sath trading karenge to Hum kabhi bhi kamyab nahin Ho payenge kyunki lalach buri Bala hai aur jab Hum kisi bhi kaam mein laalach karte hain tab Hum Puri tarah se tel ho jate Hain isliye Hamein chahi ke hum is risky business mein laalach bilkul bhi Na Karen kyunki lala se hame Koi fayda nahi milta hai balke hame sirf nuksan hota hai
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

        forex trading mai ziada greed he kafi dafa loss ke main reason ban jata ha , iss liye traders kay liye best yahi rehta hai ke woh trading kay doran ziada greed say dor rahy aur trading karny ke liye apni trading skills aur analysis ke base per trade karin tu ziada behtar rehta hai . ziada greed ke waja say trading mai aksar account wash ho janay ke chance hoty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

          Forxs trading main Jo lalch karta Hai wo zaida dar to forxs trading ni kar skta ous ka account kabi na kbi wash ho jata forxs trading main lalch na krenn lalch buri bala Hai jb bi trd lagny gyy phlyy money management ko dehky ous ky mutbeeq trd lgyy jitna lot size km rhky gy outna thk rahy Hai forxs risky business Hai is main kabi bi loss ho skta kam loss ko recover Kia ja skta zaida loss ko recover karna bi mushkl hot .
          • #6 Collapse

            Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

            Nahi bhai jan agar ap trading karte waqt apko is mein lalch bilkul bhi nahi karna chahye aur humko is mein ihtiyt se kam kaarna chaye pher ja kar ap is mein profit hasil kars akte hain forex hi best hain jis ein ap mehnat k begair is mein success hasil nahi kars akte haina ur apko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher j kar ap is mein profit hail kars akte hain aur kabhi bhi lalch ka daman chor de aur apko is mein bilkul bhi greed nahi karna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

              Nahi nahi nahi. Laluch k barey main sochna bhi nahi ha. Feelings or greed ye dono cheezain teade life se bagir rakhain. Jitna profit ho us pe sabar karain ye na ho k laluch ma aa kr us se bhi haath dho baithain. Sakoon k sath, routine k sath kam karain. Or limited profit targets set karain daily.
              • #8 Collapse

                Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

                Sir agar hum forex mien aa ker kam kerty hien or as mien aa ker jab hum logg greed kerty hien to as ka he rbar aik he result ata hai k hamain loss per loss hota hai or jab hamain forex mien aa ker loss hota hai tu hamain as mien aa ker kam kerna hota hai or earning kerni hoti hai as lye mien as mien kam kerta hoon.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

                  Dear paisa aisi cheez hay kay her banda iski zeyada say zeyada talab kerta hay aor koshish kerta hay kay jesay bhi hu laiken earning maximum hu jaye jiski waja say wo laluch ma aa jata hay aor laluch chahay jis bhi business ma hu ya kisi bhi kaam hu hanesha nuqsaan deh hi huti hay is liye laluch ka forex trading ma tu bilkul sochna hi nhi cahyai ager kamyaab huna hay tu.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

                    Boss agar ham forex mien lalach kerte hien tu ye lalach hamare kesi kaam ki nahi h as lyee ham ko forex mien lalach nahi kerna chaye aur ham ko as mien dil laga ker kaam ekrna chaye aur ham ko as mien us waqt trade kerna hota h jab ham ko as baat ki yaqeen ho k ham as mien kama sakte hien.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

                      jee ha sir apny bilkul sahi kaha hai ham ager trade karny ja rahye hai to hamy chahye ke ham greed se bachy ku ke greed hamesha se apko loss kerwata hai aur apka account wash kerwata hai ager hamy greed se bachna hai to hamy chahye ke ham stop loss aur take profit ke tools ko istmaal kary iss se hamachi earning ker sKTY HAI aur hamy loss bhi ni ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

                        Hamy trade krty tauke kbhibhhi lalach ai krna chiua lalach sy pak saf ho j hi hamy aoni trading krni chiya hamy chiya ham aoni trading my mhanat kinkry our ham kamyab ho jaumya kry isnmy kamyabi k luya hamya hhit zeada lerning krni chiya lakach nai krna chiya hamy
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

                          g nahi bhai jaan ham ko as main trading karte wakt ham ko as main kabhi bhi trade nahi karna chahiy hai q k ham as main nakam bhi ho sakte hain as liy ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat karte rahe tu hi ham as main kamyab hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

                            ji haan sir Agar Hum Pakistan Forex Madrid Karte Hain To Hamein laalach bilkul bhi nahin karna chahiye Agar Hum lalach Karenge to Hamein nuksan ho sakta hai aur Agar hum lalach nahi karenge to make profit bhi nahin Hoga isiliye Hamein utna hi laalach karna chahiye Jitna Hum Chhod kar sakte hain aur hum Pakistan products mein bahut accha profit Hasil kar sakte hain aur Apna account bhi save kar sakte hain thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia Ham As Main Trade Karty Waqat Lalach Karna Chahiye

                              DEAR ham ko as main trade lagate wakt kabi bii as main lalach nahi karni chahiy hai q k lalach aik bori bala hai as liy ham agar as main lalach kare ge tu ham as mmain kabi bi kamyabi se trading nahi karsa ke gee as liy ham ko chahiy hai kee ham as main ;klalach na hi kare hamre liy bihtar hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X