trading indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading indicators
    my dears mera ap sb se ye swal he k koi aisa koi indicator he jo hm sb members bohat easily use kr saken or ya koi aisi trick jis se ham sb ko trading men faida ho yahan sb apni apni raaye or experience ka izhar kren ta k hmare knowledge men izafa ho or ham achi se achi trading krne k kabil ban saken
    thanks in advance
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    i think it is good if we can combine some indicators for get the strong signals, because there is a weakness and also excrescent at them then we have to use it to gather or combine them..and for it i use stochastic, trendline and bollinger band, they are good
    but the key is we have to master them and then we do not believe them 100 %
    • #3 Collapse

      mery bhai indicators to boht hain or log un sy faida bi lay rahy hain likn aj kal jali indicator bi bana diye hain logo ny or os sy apko loss ho jata hy so main to yehi kaho ga ky hum sb ko chahye apny mind sy trading karin or indicators par dehan na dain.
      • #4 Collapse

        meray lahaz sa forex traidng mein indicators best thing hai jis sa ap easly trend support aur resistance ko jan sakty aur easily analysis mein help lay kar acha decision lay trade kar sakty bht sa best indicators hai hamay search ho gay kon sa best hai
        :cool::cool::cool:
        • #5 Collapse

          wasy to bohat sary indicators market main available hain but moving average and bolinger banned ye sub say zyada reliable and trusted indicators hain jin ko use kia jaye to ap 60 to 80% tak profitable result gain kar sakty hain so new traders agr moving average use karain to best hay
          • #6 Collapse

            Bhai jan mai apko btana chahoo ga k mt4 mai bohat say indicators hotay hai jinhay use krtay huway trader markte chart say signals ko diagnose kr skta hai lakin mere khyal say trader ko 100% indicators pr depend ho kr trading nhi krni chahiye Q k sometimes indicators missing kr detay hai jiski wja say trader ko loss ho jata hai or bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai.isi liye apni technical or fundamental analysing ko b use krna chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              dear bahut sy indicator hain ye aik acah buiness hai si ko ksi time bhi kia ja skta hai ye aik acha buiness hai si ko kisi time bhi kia js kta hai ye aik good buiness hai is ko ksii time bhi kia ja skta hai ye aik acha buiness hai
              • #8 Collapse

                Forex trading me indicators kya hote hain or in ko hum kese or kis wakt user krte hain or kya in se hum ko boht zyada profit hota ha or ya phr hum loss se bach sakte hain . is me ap kya kahen gay
                • #9 Collapse

                  Koi dost easa forex main short cut nahe hai jes main hum aik din main us main kisi indicator ko use ker k bara profit bna lain ap ko siekhna ho ga pher he acha profit earn ker pain gay
                  • #10 Collapse

                    aik indicatorx 2 ya 3 hi hai kay jin nko ap bohat hi easliy ue karkay trade kar sakaty hai aik tu moving average hai aur dosra apkpo rsi ko alzmi hi syue karnac haiy is ay apko market ki honay wali movemnet ka bi pata chaly ga is kay ilawa ap samjh jaiy gay kay jub trade me market over slod ya overbought hai
                    • #11 Collapse

                      Forex trading main kuch bhi final nahi hy aur kisi bhi waqt aap ka decision wrong ho sakta hy aur indicators aur signals aap ko loss puhancha saktey hain. Hamain 100% indicators pr depend nahi krna chaheye aur khud sey bhi market ko analyse krna chaheye aur phir market main enter hona chaheye. Yeh indicators predictions hoti hain aur hamain market ko predict krney key bad hi lots lagani chaheyen.
                      • #12 Collapse

                        Trading key leye signals aur indicators ko use krna zarori hota hy aur is sey aap forex market key trend ko samjh saktey hain aur apni trading ko behtar bana saktey hain. Lekan indicators pr 100% depend nahi krna chaheye aur is key sath sath khud bhi market ko analyse krna chaheye aur trend ko dekhtey hoi lots lagani chaheyen.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          indicators ko use kar kay market main kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain planing b karni ho gi stratgy ko use kar kay trade main ana ho ga
                          "The mind is everything, What you think you become"

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X