Dosto mujhy ye pochna tha kay forex trading main jab hum forex kay charts daikhtay hain tu iss main kafi signs hotay hain mujhy un signs kay baray main janna hay kyo kay kafi log inn signs kay baray main bat kartay hain mujhy ye pochna tha kay inn signs ko smjh kar iss se profit earn kar sktay hain or kis tarah inn se ziada se ziada profit earn kar sktay hain ?