dear main khud songs sun ny ka buhat shoqeen hun aur ye mera tajarba hai k jab bhi hum music ya aisa kuch bhi laga kar sunty hain aur sath main hi posting karty rehty hain to is sy kaafi disturb ho jaaty hain hum mera khayal hai k ap blkl aisi jaga par beth kar posting kia karain jaha par aisi koi bhi cheez ap ko tang na karay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим