How to Control feelings of greed and fear?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Greediness, emotional decision making, low patience or intolerance, decisions taken hurriedly, being not updated with the market news, lack of knowledge of Forex business, unwise decision making, trading without planning or strategy are the major and common mistakes that are responsible for loss in Forex trading. We must control greed and emotions during Forex trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business in sab ko conrol kerna koi mushkil kam nahe hay agar aapkay pass earning ke koi strategy hay.
      • #108 Collapse

        greed ko control karney ka koi treqa ni hai app es ko khud he control kar saketyho aney trade mainacha profit mil jye to trade ko cose kar do or with draw ko aga do app trade ki greed ni kar pao gy
        • #109 Collapse

          forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai wo hamesha market mai greedy nahi ho.kuin agar app aisa kerte hai tu app ko market mai loss bhi ho sakta hai isleye avoid this.
          • #110 Collapse

            How to the pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex agar ap pakistan forex forum trading my agar
            • #111 Collapse

              humain is main greed ko avoid kar kkay kam karna ho ga jis say market main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay humain emotions ko kabo main kar kay market main kam karna ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #112 Collapse

                Greed aur fear donon dangerous hotey hain aur jo log in ko nahi chhortey, forex un ko kabhi profit nahi puhanchata. Hamain in sey bach kr trading krni hy aur trading sey pehlay profit aur loss ka aik plan prepare kr lena hy takeh trading key doran bar bar decisions na leye ja sakain, jis ki waja sey greed main izafa hona shuroo ho jata hy,.
                • #113 Collapse

                  Jab ap koi bhi trade open karen to apnay account kay hisab say us trade ka aik target set kar lain aur jab ap ka traget achieve ho jay to ap ko apni trade close kar deni chahiye yehi aik rasta hay jiss kaay zariye say ap greed aur emotion kay control kar saktay hain kiun kay ye dono cheezen ap ki earning pay asar andaaz ho sakti hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #114 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: babarjani پيغام ديکھيے
                    Jab ap koi bhi trade open karen to apnay account kay hisab say us trade ka aik target set kar lain aur jab ap ka traget achieve ho jay to ap ko apni trade close kar deni chahiye yehi aik rasta hay jiss kaay zariye say ap greed aur emotion kay control kar saktay hain kiun kay ye dono cheezen ap ki earning pay asar andaaz ho sakti hain
                    ge han bhai hmein apne trading mein km risk se apne trading krne he aur hm apne trading mein emotions aur greed ka istemal na krein aur apne trading mein kabhe jlde na krein aur apne trading mein ache experience se kam krein aur apne trading mein ache planing se apne trading kr ke hm acha profit le skte hien

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X