what is bullish and bearsh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    what is the bullish of the paksitan forex of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex of the pakistan forex
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalam O Alaikum, Bhai jan forex tarding main markets 3 types of trends main move kerti hain. 1st Bullish trend iss main market up trend main move kerti hai aur jab market down jati hai to iss ko Bearish trend kehtay hain. jab market side way trend main hoti hai to wait kertay hain.
      • #18 Collapse

        dear brother, bulish and bearish forex me use hone wale terminologies hen, jahan tak mere understanding he wo ye he k agr market opar ke trf ja rahe he to usko bullish kehte hen ur agr market neche ke trf ja rahe he to us ko bearish kehte hen
        • #19 Collapse

          Brother ye dono market ki movement ko show karte hen Bulish yani market buy k liye behtar hay aur Bearish Sell k liye behtar show karta hay..
          • #20 Collapse

            meray bhai forex mai bearish trend us ko kehtay hain k market mai selling ka trend hay aur bullish trend ka matlaab hay k market mai buhat zyda buy hoo raha hay is se app ko samajh to aa gai hoo gi ye forex mai language use ki jaati hay
            • #21 Collapse

              der aap ny boht hi informative question pocha hy, dear bearish aur bullish 2 esi term hain jo forex main up and down k leay use ki jati hain, jesa k ager market down aa rahi ho to bearish sy zahir kiya jata hy aur ager up market ho to bullish sy zahir kiya hy
              • #22 Collapse

                bullish ka matlab forex trading mein mere dost upward hota hae yani agar koi kehe k bullish trend hae to is ka matlab hota hae k market ki movement upoward hi ho gi aur bearish ka matalab down trend hae.
                • #23 Collapse

                  G haan Bullish ka mtlb hai market ke upper ki tarf jana hai or bearish ka mtlbh hai le market ka down jana so forex ki field main yeh Market ki candles ki movement kehlati hai jis ko Bullish or bearish ka name dia hai
                  • #24 Collapse

                    yes dear great kafi achi bat ke ha a na dear bat yeh ha ka amrket ka anddr kam krna ka liya ap ko jdhr kafi yada mehne tke zroroet prti ha udht knowledge bh ek great hathyar ha ap ke maded krna ka liya dear bay yeh ka marke mn bearish ka mtlab ha ksi bh pair ka rate girna and selling trend bn jana dear
                    • #25 Collapse

                      mery khyal sa ap ko agar mai asan alfaz mai samjao to apko mai urdu mai samjaho to agar black candal bny to apny sale karni ha aur agar white candal bany to apny buy karna ha aur agar ap mazeed seekhna chaty ha to ap youtube par search kary
                      • #26 Collapse

                        This is the two trend. If the market bull trend then the market move the up. If the market has the bearish trend, it mean market down.
                        • #27 Collapse

                          hum is main trade karty hain to huamin trends ko follow kar kay market main kam karna ho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho sakti hay magr humain demo sy b help milti hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Jab market continuously upward move kr rahi ho to is ka matlab hy keh trend bullish hy aur jab market continuously down move kr rahi ho to yeh bearish kehlata hy. Hamain market key trend ko follow krna hy aur is key mutabiq apni trading ko move krna hy. Agar hamari trading trend key against jaye gi to is ka hamain kafi loss ho jaye ga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X