Over trading na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading na karain
    Dear friends, kuch traders aisay hotay hain jo kam wakt main zayada profit earn karna chahtay hain aur aisa karnay k leay woh ek hi wakt main bahut zayada trades open kar letay hain, jis ki waja say un ka account risk main aa jata hay aur agar sari trade loss main jati hain to un ka account wash ho jata hay, esleay hamain chaheay kah ek wakt main ek hi trade open karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading na karain

    Lalach buri bhala hoti hay magar traders ess bat ko nahi smajhtay aik time mei zyada profit bnanay kay chakar mei wo zyada trades open kar detya hain jiski wajah loss ilta hay unko esliye hamesha over trading aap ka nuksan ka main sabab hay hamesha perfect trades karain itni trades karain jitni important ho over trading sey bachain.
    • #3 Collapse

      Re: Over trading na karain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hardluck پيغام ديکھيے
      Dear friends, kuch traders aisay hotay hain jo kam wakt main zayada profit earn karna chahtay hain aur aisa karnay k leay woh ek hi wakt main bahut zayada trades open kar letay hain, jis ki waja say un ka account risk main aa jata hay aur agar sari trade loss main jati hain to un ka account wash ho jata hay, esleay hamain chaheay kah ek wakt main ek hi trade open karain.
      Assalamu Alaikum ji bhajan yeah bilkul sahi baat hai ki agar aap Forex trading business Mein apne aap ko ek successful trader banana Chahte Hain To aapko overtrading Se Bachana Hoga Kyonki overtrading aap ko bahut jald hi is business se Bahar kar sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Over trading na karain

        koi b kamzrorat sae zyda kya jae tu wo axa ni hota ha is lyae apko b kyal rkhna cheyae k ap forex pr axe trah posting wgera kr rhy ho or kam kr rha ho apni target ko achieve kr rhy ho but apko kabi b target sae zyda ni krna cheyae kam bs target achieve ho jae chor do or na kro kam bht a itna apkae lyae
        • #5 Collapse

          Re: Over trading na karain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: hardluck پيغام ديکھيے
          Dear friends, kuch traders aisay hotay hain jo kam wakt main zayada profit earn karna chahtay hain aur aisa karnay k leay woh ek hi wakt main bahut zayada trades open kar letay hain, jis ki waja say un ka account risk main aa jata hay aur agar sari trade loss main jati hain to un ka account wash ho jata hay, esleay hamain chaheay kah ek wakt main ek hi trade open karain.
          Assalamualaikum Ji Bhai aap Forex Mein Kabhi Bhi overtrading Na Karen Aksar Dekha gaya hai ki jo log kam Waqt mein jyada running karna chahte hain to Hua ek hi Waqt mein jyada trade le kar dete Hain Jis Se Unka account was hone ka Khatra badh jata hai so that aap kabhi bhi overtrading na Karen Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Over trading na karain

            forex ik risky business ha aur is par kisi be tyra ka zada risky hamary account ka lya boht khatranak sabit ho sakhta ha aur forex par hamay over trading nai karni chayia ku ka agr hamary sari ki sari trade loss ma chali gayi to hamry account wash ho sakhta ha aur hamay is liya ik limit ma raha kar hi trading karni chayia aur us ko cross nai karna chayia
            • #7 Collapse

              Re: Over trading na karain

              forex mai over trading karny sy hamy loss sy siwa kuch be hasial nahi ho ga hamy acha knowledge hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Over trading na karain

                Assalamu Alaikum doston Aaj Ka Rashifal October Rojgar hai yaar Samajh Mein Nahin Aata Hai Kyunki Kyunki Aaj Forex trading ok hum Ghar Baithe kar sakte hain Ek accha business karne se Pakistan
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading na karain

                  forex aik online business hain agar hum is mai over ho ky trading kary gy to hamy loss ky swia kuch be hasial nahi ho ga forex mai hum live trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to be hamy loss he ho ga hamy over trading nahi karne chahey
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading na karain

                    Over trading karne se hum logo ko bahut jyada loss ho sakta hai isliye Hum Sab logo ko over trading Nahin Karni chahi over reading ka bahut hi jyada nuksan Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading na karain

                      forex aik real business hain is mai over ho ky kam karny sy hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brkers ka ki qaur nahi hota forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain tabe he hum over trading karty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading na karain

                        Dear apki bat thek hai k ham ko is mein over trade nahi karna chaihye ham ko is meinj over size k trade open nahi karna chaiye aur is mein ham ko kam taerde hi oepn kar ne cheiy agar ap is mein zyada tarde oepn kar te hain to apkois mein zyada loss ho sakta hain is liy apko is mein kam tarde hi oepn kae ne chiey jo ap k liy best hai is mein ham ko kam tardeoepn kar e se bhi is mein fiada hoga aur ham is mein earn kar sakte hian
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading na karain

                          Bht sy asy traders daikhny ko mlty hein jo less time mein ziada ya bht ziada trading kr baithty hein yh chiz loss ki trf ly jti hay.Kiyun kay ap ko ilm nhi hta market ka ruhjan ks traf hay or agr vh opposite your trading ho gia to definitely ap kay liay byht ziada loss ki bt hay .Ap ka bht ziada loss ho skta hay.Is liye over trading sy jha tak ho sky bachein.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X