dear friends aj main ap ko aik ju profitable trader hota hai uski bary main btata hun k wo kesy apna profit kar k usko zaya kar deta hai sab sy pehly jab wo 5 say 6 trades ko lga kar profit kar laita hai tu uss k bad uss k mind main ye hota hai k ye profit say ab main big trade laita hun aur wo apny profit ko apna nahi samjhta hai jiss say us k big volume say ki gai trader uska acount urra daiti hai asi galti ohut sary trader karty hain hmesha jab bhi ap ko profit ho tu usko apna he smajhna chaheay kyon k wo ap k account main main add ho chuka hota hai iss leay asi galtian karny say bachain ap ko zror fiada ho ga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим