Patience kay sath entry point ka wait karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience kay sath entry point ka wait karna
    Traders kay liye trading kay doran yeh bohot lazmi ho jata hai ke woh trading kay doran patience say kam lain . patience kay sath trading karna har level per he zaroori ho jata hai. lakin khas toor per trader ko chaiye ke woh jab trade kay liye position open kar rahy hon tu phir lazmi toor per patience kay sath achi trade position kay milnay ka wait kar lain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Patience kay sath entry point ka wait karna

    yes dear hamain forex main jaldi to bilkul bhi nai krni chaye hamain akhir jaldi karnay ki zarurat he kia hay jub ham jantay hain k markeet main achi entery achay sabsar say he mumkin hay to ham jaldi wala kaam kr k apnay acount ko lose ki tarf q dhakaltay hain hamain chaye k har monday ko apna aik target banaye aur jub tak markeet us target tak na poucnay kisi surat main bhi koi entery na lain ham yakeenan kamyaab hongay achi earning bhi milay ge.
    • #3 Collapse

      Re: Patience kay sath entry point ka wait karna

      Agr han sbr k sath kam kry ham jb trade lgany lgy ho to hanary andr sahi abr ho our ham sahi sakon k sath trade ki kry to us ka bhot faida hy our bhot acha ham kam kr paty hy ham agr chahy to ham bhot achy trader our bry trader bn sgty hy yakeni tor pr ya oosivle hy hanara k ham achi entry ka w8 kia kry to ham bhot hi bry trader bn sgty hy
      • #4 Collapse

        Re: Patience kay sath entry point ka wait karna

        Kharaab waqt main entry marain ge to Lazmi baat ha Loss ko face karain ge. Wrong entry sirf jald baxi ki waja se hoti ha. Achy trade ko hasil karnay k liay markeet ko Focus main rakhain. Or jub stable markeet run kar rahi ho to aap bhi , balanced way ma Entry maar dein. Start time of msrkeet, complicated hota ha, usko samajhna normal level trader k liay bahut difficult ha, so, us waqt aap lazmi patience hi rakhain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Patience kay sath entry point ka wait karna

          newbie ka yahi masla hota hai dear k wo markete ko analys kiye bighair aur jab marekte ki movenment blkl bhi tezz ho rahi hoti hai to wo trade par entry ly lete hain ye nahi sochty k ye humy loss bhi dy sakta hai aik achy trdre ki nishaani hoti hai k wo markete maibn entry sy pehly analysis kar lete hai aur achy point ka wait karta hai
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal

          اب آن لائن

          Working...
          X