Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai
    Ham agar apni open trade main stop loss use nehi kerty tou hamara account loss increase hoty hoty jab wash ho jata hai tou phir hamain stop loss ki importance ko andaza hota hai ky kash ham ny stop loss lagaya hota tou ham loss main trade close hony per remove bhi ker lety lekin yeh soch bahd main hi aati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

    Bilkul teek kaha aap nay dear fellow aksar members asay trade lagathay hay jis may wo trade open karthay waqth is baath ka khyal nahe rakhtay k stop loss lagana hay our per jab trade ziada loss may chale jaaye tho stop loss lagan mumkin nahee hotha is liay account wash ho jata hay is liay koi be trade open karnay k saath he apne safe side zaroor rakhne chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

      G han bhai ap nay bahut achi bat ki hay, bahut saray traders trading k doran es umed par stop loss use nai kartay kah trade loss main janay k bad profit main zarur aay gi, but aisa kuch nai hota aur us ka account wash hota hay tab usay ehsas hota hay kah agar us nay stop loss use leya hota to us ka account kabi wash na hota.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

        G bhai ap ne thk kaha ha kuch trader stop loss lagana acha ni samjhti but unhaen tb es ki afadiat ka pta lagta ha jb Un ka account wash ho jata ha phr wo sochty haen k Kash stop-loss laga liya hota tu hamara nuqsan na hota. Es lye bad mein pachtany ki bajaye phly hi stop-loss laga laen
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

          G han bhai ap ny thk bola hai jo log trad laga kar choar detyy hai our stop loss ni lagtyy ounho ki jb trad chalti rhti hai agr loss main jana strt ho jaiyy to stop loss to lagyaa ni hota jo trad hud bnd ho jaiyy wo trad chalti chalti sara account wash kar deti hai phr stop loss ki important ka pata chlata khass stop loss lagyaa hota account washh na hotaa..
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

            G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein stop loss ki ihmiyat tanb pata chalti hain k jabv humara is mein account wash ho jata hain aur humko is mein ihtiyt se trade lagan chahye forex hi best hain aur apko take profit aur stop loss zroor lagana chahye ta k ap is mein ihtiyt se kam kare pher ja kar ap is mein earn kar sakte hain aur is mein stop loss zroor lagana chahye aur apko is mein stop loss ki ihmiyat ka pata chalta hain k account wash ho sakt hain
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

              yed dear yeh baat theek hay k order laganay k baad ham isi baat main magan rehtay hain k hamain foex main achi earning hogi hamain yeh bhi yakeen hota hay k markeet thori bahut moove honay k baad dubara hamaray he favour main ajayege laikin har baar aisa hona mumkin nai hota hay aur hamain har baar isi tarha profit nai milta hay aur achank aisa hota hay k hamara acount wait krtay krtay sara wash ho jata hay phir baad main hamain pachtawa hota hay k hamain kaam stoplose k baghair nai krna chaye tha is tujarbay ko apnay mined main rakhtay huvay hamain kabhi bhi yeh ghalty nai krni chaye k stoplose k baghir kaam karain.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

                g han ap ko chahiye k ap stop loss zaroor use kiya kare ku k jub tak ap stop loss use karte raho gey tub tak ap ka account wash hone se bacha rahe ga so agar ap ne apne account ko wash hone se bachana hai to ap ko chahiye k ap stop loss ka use zaroor kiya kare ta k ap ka account safe rahe or stop loss use karne ka ek or faida bi ye hai k ap ko trading me or zayada experience hasil hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

                  Ye bat haqiqat hai kiun ke ager hum bat Karen new trader ki to wo ye damage hain ke acount to wash hota hai nahi lekin jb hota hai to forex ko bura khte hai lekin stop loss hamen safety faraham krta hai loss se bachne ki
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

                    g han bro asa he ha humain kbi be open trade nhi karni chaiye hum open trade k chakar main apna account thk wash karwa jatye hain humain usi waqat iss baat k khaabar milti ha jab hum apna account bilkul wash karwa jatye hain humain usi waqat iss k importants kha pata chalta ha humain chaiye k trade hum tab he kariye jab humain apna account main kopi open trade na lagye jaye warna account main loss he hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

                      G AP ne bilkul theek kaha kyon account wash aksar hmari galti ki waja see hota hai ham greed karte Hain aur stop loss nahi rakhte jis se account wash ho Jata hai risk to reward aur money management ko le ke trade karain jis mein SL aur TP buhat eham Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

                        forex main stope loss ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy isy use kar ky kam karna chahey yai hamy loss sy bachata hain is ko laga kar kam kany sy ham loss sy bach jaty hain or acha profit hasil kar ky ham apni zarorto ko pora kar sakty hain yai kabe be band na hony wala international or real business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss ki importance hamaim tab pata chalti hai jab account wash ho jata hai

                          forex mai hum stop loss ko use kar ky kam karty hain to hamy bonus milta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai poor mans or job less mans ky liye bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X