Observe Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    hum sabko market ko sahi treeka se pehle observe kerna chaye hy take hum seekh sakein k kaam kesa kerna hy so agger hum begair kisi analysis k kaam kerta hain tu humein loss hoga.,,.yakeenan.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Trend will change usually when being news big like nfp and speak Dr the official of the government yg showed the condition Dr a country. To know until how far trend continues or turns over usually I used the Gan indicator, possibly some that were normal I with was the ADX indicator.
      • #48 Collapse

        aghar ap ye chahty hai k market ko observe karna asan hai to ye aisa nahi hai apko kafi tajrubay kay baad is me experience ho jaye ga.hai jo forex mai sun=b sy mushikl hai laikn jis ko yah kam aajay usky wary niry hoo jaty hain is ko market analyasis bi khaty hain or agar app ko yah malom hoo ky is waqt market ka kia seen hi to app socho ky app kha per hoo
        • #49 Collapse

          jnab zahiri si bat hy k my dear frnd jab b insan ko pata hta hy k me ny study achi ki hy wo perform b acha karta hy to jab market ki study ap karen to zahiri bat hy perform b acha karen gy
          • #50 Collapse

            agar hum market ko sahi say oberve karen gay tabhi humay esmain achi trade mil sakti hay aur humay chahiey keh market main lalach kay chakar main bhi na pary ta keh esmain safe reh saky
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #51 Collapse

              Market ki study buhat zarori hy. Is sey aap market key trend ko judge kr saktey hain aur us key mutabiq apni trades laga saktey hain. Market ki study main aap ney market ko technically aur fundamentally analyse krna hota hy aur economic conditions ko dekhtey hoi pairs key barey main information leni hoti hy, is key bad small volum sey trades lagani hoti hain.
              • #52 Collapse

                Observation aur analysis buhat zarori hoti hain. Is key bad trades laga dena loss ko invite krna hota hy. Jo unexperienced traders hotey hain, woh without any analysis market main enter ho jatey hain aur loss utha letay hain. Lekan aik experienced trader pehlay market ko observe krta hy aur phir lots lagata hy.
                • #53 Collapse

                  forex ma chart ko study krna buht he zeda important hota ha ku k isi sa aap agy market ko smajh sakty hian or chart ko smajh sakty hain agr aap log market ko smajhty nhi hian or chart ko read nhi krnty hian ya phr aap ko chart read nhi krna ata ha tu aap market ma kamyab nhi ho sakty hain or na he profit earn kr sakty hain.
                  • #54 Collapse

                    market ku oberve ku trader jitna effeciently kery ga otna hi oc ku forex say earning man asani rehay gi. assessment or observation say hi achi trades ka andaza lagaya jatta ha trade k liye
                     
                    • #55 Collapse

                      Ap Forex market mai kamyabi Basil krna hai tou ap ko market ko obersve krna bohat zaroori haikyu ky es ko obervase krna say a Forex market mai asani say trade kr sakty ho.
                       
                      • #56 Collapse

                        forex trading main har achy trader ko chaiye ke woh investment karnay say pehlay planing zaroor kar laay . aur market ko routine ke basis per observe karna b planning ka aik lazmi hisa hai aur iss kay baghir daily trading karna kafi mushkil kaam hai.
                        • #57 Collapse

                          daily market ko observe karen aur cross pairs ko dekhtay rahen k un ki movement kitni kitni hoti hai opposite chalnay pey jaisay eur/usd crossed pair hai usd/chf ka ya koi. daily analysis k baad ap ko daily ki news aur un ka kitna impact hota hai sab kuch pata hona chahye. kam lekin musalsal profit he is kaam mein kaamyabhi ki zamanat hai
                          • #58 Collapse

                            forex trading mai profit k liye zarori hai ap ko market k trend ka pata ho. trade sell mai krni ya buy mai iss ka ap ko andaaza ho.oy ye kam ap tb kr sktay hain jb ap ny market ko observe kiya ho ga. daily basis pe market ko check krain stop loss or take profit find out krain us k baad trade krain to profit k confirm chances hotay hain.
                            • #59 Collapse

                              market man variation say hi tu trader earning kerty han ager trader ic variation ku observe na ker sakyn tu un ku profit kis tarhan earn hu ga. ic liye market ku sahi oberve kerna apnay experience ka part banaiyn
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                market ko sab se pehly observe kerna pher is men kam kerna or jab tak ap ko sahi ir acha moka na mily ap ko apna order ko place nahi kerna chaiey or age ap observe kiey bagher hi order ko place kerty hein tu ap ko loss k zada chance hoty hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X