trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    yeh insani Nature ha k hamisha Negative sochty hain, Ya phir woh log aisa sochty hain jin main khud ahtmadi nai hoti, Hamisha yeh soch kar trade karni chaiyeh k Profit aur loss Trading ka hisa ha, 1 bt to zarur hotni ha na har dafa profit hota ha na hi har dafa loss...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      yeh bat har insan jab bhi trade karta hai zaror sochta hai aik tarah se yeh sahe bhi hai lekin iski aik waja yeh hai ke hamen dar bhi hota hai ya to yun kehleian ke hamen apne uper confidence nai hota ke hamen profit nai hoga aur hum loss ke bare main sochte hain iski aik bari waja kam knowledge ka hona aur experience ka na hona bhi hai hosakta hai ke seekhne main koi kami rehgayi ho aur unko loss hora ho isliye woh har bar trade karte howe darte hain
      • #303 Collapse

        trading karte ye sochte hain ke mujhe nuqsaan hojaay ga to mere khayal main un ko knowledge bohat hoti hgi iss liye sochte hain ke hamain nuqsaan hojaayga .
           
        • #304 Collapse

          meray bhai jaan forex trading busienss mein yeh sirf woh log sochtey hain jo k iss business k mutaalik knowledge aur skill nahi rekhtey woh log yeh sochtey hain k mujhay forex trading busienss mein loss ho jaye ga lekin yeh wealthy hai.
          • #305 Collapse

            Trading krtay wakt log is liay ye sochtay hain qk wo sahi time pe trade ni krtay , wo thuka lgatay hai, unk pas na behtar plan hota hai aur na he strategy. Unk pas na trading ka knowledge hota hai aur na he training ki hoti. Bs jazbati ho kr aur lalach main aakar trade krtay hain.
             
            • #306 Collapse

              loss is the part of business you have to need take easy your loss and i think this is the part of business and by the long time demo trade you will be make skill and this is the best one for make good and by the forex trade you will be do best
                 
              • #307 Collapse

                JE HA ger ap ya soch ker work kery ga k hum ager forex per work kery ga to hum ko loss ho jay ga tbap isforex per kamayabnai ho saakty .
                • #308 Collapse

                  is ki bhot bari waja hai confidence ki kami hum sabar nahi kartay hain aur jesay he koi trade lgatay hain to foran apna confidence loss kar jatay hain jiss ki waja say hum apni trade close kar detay hain aur zyada tar loss kartay hain.
                  • #309 Collapse

                    easa wo log sochtay hain jin kay pass knowledge and experience nahi hota hy and na hi unho nay forex ko learn kiya hota hy jis ki waja say jab wo trade karty hain tio wo forex may loss hony say darty hain agar app nay forex ko learn kiya hy to app ko forex may koi problem nahi ho gi.
                    • #310 Collapse

                      trsde kartay waqat woh log aysay soachtay hai jinho ney apna mind das jaghoo par lagaya howa hota hai .unhain hi loss kar janay ka dar hota hai .
                         
                      • #311 Collapse

                        Jesi humarai thinking hogi wesa hi humara result hoga, trade lagany se pehly hi jab hum ye sochein gay k humein loss ho jay ga or wo ho bhi jata he kiu k humarai thinking negative hoti he, agar hum profit ka sochein gay to profit hi hoga humein.
                           
                        • #312 Collapse

                          trading karty waqt logg ye is liye sochty hain kion ke jinho ne new trading start ki hoti hena wo sochty hain ke hum kahi loss na khaen phr ahista ahista dar khtam ho jata he
                             
                          • #313 Collapse

                            dear forex business m bohat hi ziyada risk hy ye baat sach hy, forex business m jitna ziyada profit hy ess bohat ziyada loss ka khatra rehta hy, loss ko hum srif or srif apny knowledge or experience sy control kar sakty hn, loss or profit business ka hisa hy par lalach hamesha loss hi dyta hy emotion ko hata ky jab hum trade karin gy tu phir ess business m kamyab hosakty hn.
                            • #314 Collapse

                              bahi ya to ak qodrti nature ha aor qodrti nature ko hm bilkl badl nahi sakta har ko sirf yahi nahi ka jo forex k buisssness karta ha vo hi asa socht ha balkja har koi asa sochta ha ka pasta k nahi mja loss ho ga ya pasa bacha ga sabi hi asa sovhta hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                shuru shuru me trading karty waqt mushkil hoti he isi liye insan sochta he ke me kahin loss na kha betho isi liye wo darta he
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X