trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    es ki waja tu maray khayal may yah ho sakti hay kay un ko khud pay pura borosa hi nahi hay yah phr ho sakta hay ky un logon nay achi tarha say analysis hi na kiya ho jis ki waja say asa lagta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      bhai yeh to insan ki fitri natura ha aur insan ko koi bhe kam karna sa pahla negative pahlu dakhna chaheya kunka yehe to bussiness ka ak tarika ha aur sab to asa he sochta hyn kah kahe loss na ho jy
      • #1443 Collapse

        one can hav the profits incresed by the knowledge to trade in the forex trading business and the skills to the business,i still have another means that one can have the profits increase in the business and that is having more increment to the capital that the person is trading with so that he will have more profits.
           
        • #1444 Collapse

          bro jab trade karni ho to loss ka fekar na karo kion ke loss profit es main hota rehta hai ye fikar karo ke ap ne trade volem kia rakha hai aur ap ka lots size kia hai
          • #1445 Collapse

            joo log ya sochta han ka trade karta wakat un ko loss ho jai ga too aap ko is ma ak hi kam karna ho ga aap ko is ma kam na ho ga aap ko is ma chaiay too aap ko is ma kam karna hoo ga
            • #1446 Collapse

              Bro mera mashwara to ye hai ke apko jitna bhi loss ho app ko trading chorni nhi chahiye ager apko 3 mahinay loss hoga to ek mahinay eisa profite hoga ke apkay 3 mahinay cover ho jaingay..............
              • #1447 Collapse

                asalam o alikum ji han dear me ap ki baat se bilkul agree krta hun k forex ko join krny se paehly bohat se log ye sochty ha k forex me hamy business krny se loss ho jae ga kiu k un k pass information nai hoti ha na he knowledge halaky agr es ko smj kr keye jae to nuksan nai hota
                • #1448 Collapse

                  forex main trade krny k liye hum main self confidence hona bht zrori he aghr ye nahi ho ga to hum is main achi trah se trade nahi kr skty q k hum is main confidence k sath khud faisla hi nahi kr skty isi liye loog darty hain k loss na ho jae q k har koi is main ameer hi trade nahi krta koi is main apni mehnat se ki hoi invest krta he isi liye loss ka dar b rehta he lakin aysa hona nahi chahiye
                  • #1449 Collapse

                    I think loss is the part of forex and i think I same for do at freed minute. this is the physiologist chances for me to change up and amend accomplishment and knowledge that i can not do at added line.and forex trading is suitable for me, and i seem soothing on this performing, and this is the incomparable chances for me to get up and get ability.
                    • #1450 Collapse

                      g bilkul main ap ki baataon sy sehmat ho har koi banda ya bandi forex py trading kar raha hai vo is baat ko samty hain lykin new log is baat ko nahi samjty k loss bho bussiness k hi ek hisa hai yeh zorrori nahi k har bar hi loss ho lykin agar banda apni socha ko mubaat rakhy or itna bhi na khoof zada ho k loss loss hi hoga kya pta osy profit hi hoye kyun jab insan umeed chor dyta hai tu os ka kuch nahi ho sakta
                      • #1451 Collapse

                        g bhai trading krty wqt is lye bht sy logo ko lagta hai k unhain loss ho ga kyn k un k pass experience aur knowlege ki bht kami hoti haia r unhain risk ly k he trading krni hoti hai aur unhain dar lga reha ahi
                        • #1452 Collapse

                          kyn k unhe apne pe trust nai hota aur wo kisi bhy kisn ka risk leny sy durty hen or jo dur gaya forex me kabhy success nai hota or ye sb lhud trader ki apni kun knolwge ki waja aue kum experince ki waja sy hota hya isl iye humy bs aone experince pe zor dena chaye na k dur per
                          • #1453 Collapse

                            g han forex main ap jo paisy invest krty hain wo brokers kay pass
                            ap ki amanat hoty hain aur ap jub chain ye paisy wapis withdraw
                            kerwa skty hain is main koi harj nai hay
                               
                            • #1454 Collapse

                              loss ya profit to naseeb ki baat hai .. ager loss say insan daray nai . ager darega to esa banda trade ker hii nai paega.. iss liye loss ko side main rukhain or mazay mazay say trading kertay jaein . kuch nai hoga , q k trading main derna mana hai. thank you.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                awam har taraf apna munafa hi daikhti hai tbhi awaam ko profit kamany ki itni nh khushi hoti jitnh loos hojany ka dukh hota hai sub ki apni apni soch hoti hai or profit loss to chalta hi rahta hy busniss mai may

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X