trade kartay waqat log ye Q sochte hai ke mujhe loss ho jae ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1351 Collapse

    trade kartay waqat ap ko ais leay loss ka dar hota hey q kah forex trading risky hoti hey ais ki market movemerrnt ka kabi bhe pata nahe hota hey q kah kabi bhe market change kar skati hey or ap ka capital bhe waste ho sakta hey or aisi he wajjahs ay ap ko loss ka dar hota hey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1352 Collapse

      log trade dalty waqat sochty han k un ko loss ho ga magar wo log dar k sath trade galt dal daty han or sochty bhi nahi or jo log market pr nazar rakh kr trade dalty han wo loss main nahi jaty or profit hasil karty han.
      • #1353 Collapse

        ye sochna chae k hume loss ho ga porofit par ye soch k work karna nahe chorna chae ku k ye mere kiyal me bewakofi he k loss k dar se work karna chor dena
        • #1354 Collapse

          ji haan bht se log ye sochty hai k lose hojayegaa kyu k un k paas knowledge and expeine nahi hotaa foex business ko jis kki waja se wo darty hai aur baa dmian lose b hojata hain isliy knowledge hasilkanir chayeh
          • #1355 Collapse

            forex ma wo log success hasil karta ha jin ka pas ak to forex ka kafi zayda knowlage hota ha or dosra wo kafi bara dil ka malik hota ha forex ma wo log success hasil nai kar sakta jin ka pas dil he nai ha.
            • #1356 Collapse

              becoz apne mind me rakhna chahye sab kuch k me ye sab kr raha hon mujy loss b ho skta hai and profit b but zayada tr such apni profit our apni trading pe rakhni chahye esi se ham kamiyab ho skte hain but loss pe b dheyan dena zrori hai.
              • #1357 Collapse

                forex trading main jab bhe ham investment kartay hain to hamen apni soch ko positive rakhna chahye forex trading main investment kay doran hamen nagetive soch nai rakhni chhaye forex trading main hamen ye nai sochna chahye kay hamen loss ho jay ga aur hamen ye investment nai karni chahye hamen puray confidence kay sath investment karni chahye
                • #1358 Collapse

                  ye batt tu confedense ki hee jiss me confedens ni hota vo hrr kamm krna see pehle sochta he kee nuksan hi na ho jaee hme ye sochna chaye ke profet arr loss dono zindagi ka hissa hnn
                     
                  • #1359 Collapse

                    Haan aisa hai trade start kartay huay har koi yeh sochta hai kay kiya hamain nuksan tou nahin ho jay ga???? kiun kay yeh bohot hi risky business hai aur is main nuksan kay chances profit ki tarah ha,.,.,.....
                    • #1360 Collapse

                      sir q k unhun ny jo trade lgay hai wo sahi hai ya nai wo apny decision kop galt samjhty hain aur ye buht bhari mistake hoty hia trade main aur phr waqi unko lose hota hia q k wo trade lgany sy pehly hi ye samjh lety hian k unko lose hoga aur phr mind galt trade lga deta hai...
                      • #1361 Collapse

                        Due to fair losing money in trade.Fair is one of the main reason in Forex market due to this element many traders leave to this business due to high risk factor.If any business man do this business with continuity then the success of that business is sure with out any doubt.
                        • #1362 Collapse

                          loss b trading ka ek boht bara hissa h ye ap khud b janty h k trading me loss hota h agr jitna profit hota h to us se bara ek hi loss me insan finish ho jata h kabi kbi to so is liy sab k dil me dar hota h loss ka tabi ye sab sochty h ...........me to new hn abi tak trading start hi nahi ki but ek andazan bta dia
                          • #1363 Collapse

                            jo log ye souchty hai ek trade lagany se muje loss hi ho jye ga wo un ki without practice ka kamal hota hai kyue k unko forex k bary main kuch nai pata hota or trading karny k liye chalay atay hai. mere hisab se un ko phir trading se nikal hi jana chahiye
                               
                            • #1364 Collapse

                              think the reason is that knowledge is less while do trade..so people dont satisfied with theirself while trading..please get full knowledge and experience before doing trade byself...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1365 Collapse

                                Asal mein forex trading kay baray mein ab tak zyaada awareness nahin hai loag her kisi ki baat per yakeen ker letay hain is liyay jo loag knowledge kay bagher kaamkernein ke waja say nakaam hotay hein woh doosron ko yeh kehtay hein keh yeh khaternaak kaam hai is mein nuksaan hai is liyay jo loag knwledge rakhtay hein mager logon ki baat ka yakeen kertay hein woh kaam aatay huay bhee confidence lose ker jaatay hein is liyay loss ka zyaada aur profit ka kam sochtay hein.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X